Jump to content

Dr Aamir Liaquat Hussain ek Deobandi ki Nazar mai


Smart.Guy.Cool

تجویز کردہ جواب

(salam)

 

aik site pe ajj ye clum dekhne ko mila aur ye colum zrbe momin mai bhi tha jis mai mufti taqi usmani ka fatwa bhi mojod hai....mulana aslam sheikhopuri...pata nahi kon si pori ya halwa...kher ke aamir liaqat hussain ki tabrra wali cd unho ne dekhi nahi thi magar us pe clum likha zara pp bhi parhen..ab is ke jawab mai koi na koi munkir deobandi yahan etraz kare ga tu bhai plz us ke liye authentic sabot lana ke nahi unho ne aesa nahi kaha tha ya jo unho ne kaha ghalti se kaha,,,,

 

2iuvp1y.gif

 

b4i074.gif

2hhdf9g.gif

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...
(ja)

 

Lagta hay Aamir Liaqat kee Touba wala muamla bhe disputed ho giya hay :unsure: .....Kuch dinn pehlay GeoTV par Aamir Liaqat nai "Islami Nazriyati Council " kay sifrishat kay jaizay par aik program kiay jiss mai Sunni Alim e Deen Mufti Muneeb ur Rehman aur Deobandi Alim Mufti Naim (Jamia Binoriya) nai shirkat ke!!!

 

Samjah nahi atta kay agar iss ke Touba mubham hay tu phir iss kai programs may Ulema kion Shareek hotain hay???..................Shiad koi Shariee wajha ho ge jo mujhay nahi maloom...

Agar kisse bhai ko maloom ho pls share karain.

Link to comment
Share on other sites

  • 3 months later...

Aamir Liaqat nai apnay Kufr sai Rujoo ker liay hay.Ulma e Ahle Sunnat nai Aamir Liaqat ki Toubah ko Shariat kay taqazay kai mutabiq qarar diya hay.Aur Touba kernay ki Tehseen fermaie hay.

Saboot inn videos mai mujood hay;

 

"]
[/url]&">
"]
[/url]&" type="application/x-shockwave-flash" wmode="transparent" width="425" height="350" />

 

Deobandi Muftion nai bhe Touba ko qabool kiya hay.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...