unknown مراسلہ: 28 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 28 اکتوبر 2008 (ترمیم شدہ) 1-) Wuzu k 4 faraiz hotey hain, jo k yeh hain; http://www.lookpic.com/files/2222222222.jpg agar ek martaba chehra do lia jaey, ek martaba dono haath koonion tak, ek martaba masah aur ek martaba dono paaon dho liey jaeyen to aissa karne ke baad namaz pard saktey hain? in 4 faraiz k mutabiq na to kuli hai na hi naak mein pani dalna hai aur na hi azoo ko 3, 3 bar dhona hai, iss liey mera yeh sawal tha wuzu k barey mein. 2-) Aissey hi ghusal k 3 faraiz hai jo k yeh hain:http://www.lookpic.com/files/11111111.jpg agar ek martaba kuli ki jaey, ek martaba naak mein pani dal kar saaf kiya jaey aur ek martaba sarey badan ko gila kar diya jaey to kya is se ghusal ho gya? Edited 28 اکتوبر 2008 by unknown اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 29 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 29 اکتوبر 2008 1) Jee Yahi 4 Faraiz Hain Wuzoo Key.. Baqi Sunnatein Hain Wuzoo Mein... Ager Faraiz Porey Ker Liye Tu Wuzoo Ho Jaye Ga... Sunnat Tark Nhin Kerni Chahye.. Haan Ager Aisi Sorat Hai Key Namaz Ka Waqt Chala Jaye Ga Ya Pani Ki Kami Hai Tab Sirf Yahi 4 Farz Porey Ker Key Namaz Perh Leni Chahye... 3) Jee Yehi 3 Farz Hain Ghusl Mein... Ager Aik Baar Mein Yeh Farz Porey Ker Liye Tu Ghusl Ho Jaye Ga.... Mager Behter Hai Key 3 Bar Kulli aur 3 Bar Naak Mein Pani Dalna Chahye... Aur Tamam Zahiri Badan Per Pani Bahaney Sey Muraad Yeh Hai Key Aik Baal Bhi Khushk Na Rahey.. Yeh Farz Hai... Ager 3no Farz Sahi Porey Ker Liye Tu Ghusl Ho Jaye Ga.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
unknown مراسلہ: 29 اکتوبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 29 اکتوبر 2008 (ترمیم شدہ) ghusal karte waqat pehle wuzu karna chahiey ya 3 bar kuli aur naak mein pani daal kar phir sare badan par pani dala jo k sare jism par beh gya ? ghusal mein lazmi hai k pehle kuli hi ki jaey aur naak mein pani dala jaey ya phir nahaney ke baad bhi kuli kar aur naak mein pani dalney se ghusal ho jaey ga? pani ki kami bhi na ho aur waqat bhi ho, uss k bawajood bhi agar koi sirf wuzu k sirf 4 faraiz se wuzu karta hai to koi gunnah to nahi? Edited 29 اکتوبر 2008 by unknown اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
unknown مراسلہ: 30 اکتوبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 30 اکتوبر 2008 (ترمیم شدہ) kya tarteeb war wuzu aur ghusal karna chahiey jaissey k in link mein hain, ya phir aap ghusal karne ke baad tub se aleda ho kar sink mein naak mein pani aur kuli kar saktey hain? Ghusal http://www.lookpic.com/files/111111111.jpg Wuzu http://www.lookpic.com/files/22222222221.jpg Edited 30 اکتوبر 2008 by unknown اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 6 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 6 نومبر 2008 agar kissi ne qaza namazein aur farz namazein ahtelaam honey ke baad sirf wuzu karke bagair ghusal kiey pard lee yeh samjathey huey k wuzu karna kafi hai aur baad mein pata chala ke aissi pardi hui sari namazein dobara parni hon gi. aissi surat mein yeh yaad na ho k kitni pardi thee to kya karey? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 1 فروری 2009 Report Share مراسلہ: 1 فروری 2009 (ترمیم شدہ) aap is link par clik karein yahan pe Mufti Akmal Qadri saab Ghusal karne ka tariqa video mein bean kar rahey hain. «Ghusal ka Tariqa» Edited 1 فروری 2009 by Gulzar اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔