Jump to content

Three Day Jadwal of Multan Ijtama


Gham-e-Madinah

تجویز کردہ جواب

Woh Subho ki Thandak

woh Shamm ki Ronak

woh Aasman ka Noor

woh Saray Din ka Suror

Woh Musalmano Ki Dhoom

Wo Aashiqo ka Hujjom

Woh Namazo ka Manzar

Woh Zikr ki Goonjj

Wo Naaton ki Sadaien

woh Beyan Ke Manazir

woh Madinay ka Tasawor

Woh Dua ki Riqqat

Woh Durood o salam ki Awazay

Ji Haan

SehRai Madina , Multan Dawateislami Ka Ijtima

31oct -1 ,2 nov 2008

 

Insha Allah multan Chalaygay na

Ab jinko koi majbori hai tu woh ye neyat karle k internet ya madni Channel k Zarye Ham Ijtima KO ijtima ki Taraha GuzarayGay

 

par Beyan Tu Aap sunlogay

par jo Tahujad Me aik Noor bhara Manzar hota haii K lakho Aashiqan Rassol Tahujad ki namaz k lie Wazuu Kar rahe hotay haii ...

phir Fajar ...

phir Ishraq aur chasht..

phir woh Halqay

phir woh infradi Koshish Ki Manazir

woh Sab kese Piegay??

phir Lakho K Darmeyan Riqqat Angeez Dua...

Ye Sab Pana Haii tu challo dil ko tarpa kar .. ham abki baar tu ghar par hi ijtima ki barkatay Lotnay ki koshish kartay

bAlkay abhe bhi waqt haii

Abhe Neyat karle k Multan Challo Multan

phir bhi agar koi masla Aur degar Majboreya

tu next year ki tarkeeb Abhe Se banalay

Aesa Year ka Shedule banai Apna, k Next year Ham Ijtima Me Multan me hou 3 Din

Allah azzawajal Hamay Multan Ijtima ki Barakatay Panay ki tofeq day...

Aameen

 

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

(azw)(ja)

 

(azw)(sa) kia baat hy sehra e Madinah ki...........!!!

MULTAN CHALO MULTAN........!!!

 

Shaha esa jazba paaun k me khoob seekh jaun..........

teri sunnaten sikhana Madani Madiny Waly................!!

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...