Gham-e-Madinah مراسلہ: 25 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 اکتوبر 2008 Bismillahir Rahmanir Raheem Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH Salla Allahu ta'ala 'alayhi wa Sallam Najasat-e-Khafifa Janwaron ya parendon ka pishab, paakhana, khoon ye sab najasate khafifa hai ex: Gaanye, Bail, Bakri , Oont, Kawwa Najasate khafifa lagjaye to kya kare? Agar najasate khafifa kapdo ya badan per lagi hoo aur woh chautayi se kam hai to maaf hai yani namaz hojayegi, agar chautayi ke barabar hoo ya chautayi se zyada hoo to dhuna zarori hai warna namaz nahi hogi, Ex: agar kurta ke aasteen ko Najasate-e-Khafifa lagjaye to ye dekhe ke woh Najasat pure ek aasteen ke chautayi hissa se kam laga hai ya usse zyada agar kum laga hai to dhuna maaf hai, agar zyada laga hai ya barabar laga hai to dhuna zarori hai. Note: 1: jistar uper ke example me kurta ke aasten ke mutaliq bataya gaya hai usi tarha her hisse ko alag alag chautayi hissa dekha jayega, ex: Paajama ke aasteen, Kurte ka caller ,etc etc Allaahu-wa-Rasoollaahu aalam(Azzawajal-wa-Swallallaahu alai hi wa sallam) --------------------------------------------------------------------- Allaah aisa karam kare tujpe jaahan me Aye Dawat-e-Islami teri dhoom machi hoo. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔