qadim e raza مراسلہ: 23 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 23 اکتوبر 2008 assalamualaikum, aap logon ki fir se madad chahiye.masala ye hai ke jab juma me ek qutbe ke baad jo waqfa aata hai usme dua haath utha kar karna sahi hai ya haath nahi uthana chahiye. aur allah taala makeen makaan se paak hai to log masjidon ko kyun allah ka ghar kehte hain aisa kehna kaisa hai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Yasir Attari مراسلہ: 23 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 23 اکتوبر 2008 assalamualaikum,aur allah taala makeen makaan se paak hai to log masjidon ko kyun allah ka ghar kehte hain aisa kehna kaisa hai? Beshak mera rab Makken o makkan se pak hai isme koi shak nahe.... jese k fatwa Mojod fatwa section me Lekun masjid ko Allah ka Ghar kehne ka matlab ye k waha Allah Azzawajal ki Rehmato ka nuzzol hota... kasrat se .. aur bhi means k yaha rab ki ibadat hoti ... ya Rab ka Zikr hota ... Ya iss Ghar me Rab ko Razi karne walay kam hotay algharaz Aesa kehne me koii haraj nahe inn means k sath jesa k bait ullah bhi kaha jata wallahu Aalam wa Rasulhu Aalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qaderi مراسلہ: 24 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 اکتوبر 2008 Asslam O alikum (1)Bhai jaan Khotboon k doraan beghair haath uthae beghair zubaan hilae dil main dua kerni chahiye (2)Masjid Allah Azzawajal k naam per waqf hoti hai or wahan Allah Azzawajal ki riza k kaam hoti hain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔