Jump to content

2 behad zarori madni phool

Gham-e-Madinah

تجویز کردہ جواب

Bismillaa hirrah maa nirrah heem,

Assalatu was salamu alaika YA Rasoollalaah

(Swallalaahu alai hi wa sallam)

(salam)

Pyare islami bhaiyon aur bheno,

Aaj awaam me ye mashur hai ke

1:Doodh pite bachche ka pishab ya qai(Ulti) paak hai

ye sara sar galath hai ke agar ek din ka ya ek ghante(hour)

ka bachcha ya bachchi pishab ya qui ulti kare to woh

napaak hai uski najasath se hum bachna chahiye

isi tarha badon ki ulti ki najasath se bachna chahiye

2:kutta(dog) badan ya kapdon ko chujane se badan ya

kapde napaak nahi hote chahe kutta tar kyun nahoo,

haan kutte ka lu'ab napaak hai usse bachna chahiye

Allaahu wa Rasoollahu alamu (Azzawajal o swallallaahu

alaihi wa sallam)

Ek Madni ilteja:

Hamare, Hamare Walidain ke, Hamare bhai bheno ki,

Tamaam ummat ki afiyat ke sath magfirath ki dua ki darkhas.

-

Sag-e-Raza-O-Attar.

Allah hafiz Duaon mein yaad

Link to comment
Share on other sites

2:kutta(dog) badan ya kapdon ko chujane se badan ya

kapde napaak nahi hote chahe kutta tar kyun nahoo,

haan kutte ka lu'ab napaak hai usse bachna chahiye

Allaahu wa Rasoollahu alamu (Azzawajal o swallallaahu

alaihi wa sallam)

Kutte ka tar badan kapron ko chuu jaye to kapre napaak ho jaate hain,yeh Hukm isliye dia gaya tha ke Kutte ki adat hoti hai ke woh apne jism ko zaban se chaat ta rehta hai,lehaza us ka jism tar hone ki surat mai ya humara kapra tar hone ki soorat mai woh najasat muntaqil ho sakti hai. Lehaza is se bhi bachna behtar hai.

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

jazakalllha rauf bahii for sharing information

keep sharing

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...