Jump to content

DeoBandi Sabz Imamay Say Chirtay hain


Ali Ataari

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

mera naam Ali Attari hai...mai ny abhe sabz imama shareef pehanna start kea hai...mai ramzan mubarik mai Ameer e Ehel e Sunnat ka muraeed hoa hoon...kuch deaobandion say mere slam dua hai magar jab say mai nay sabz ememe shareef pehnna start kea hai wo mujhsay chirnay lag gaey hain mere taraf daikhtay bhe nahi hain halan kay pehlay jab mai nay imama shareef nahi pehna tha to kahen say guzar raha hota tha to ruk kar slam dua laitay thy magar ab jab mai nay imama shareef pehna hota hai to wo to daikhtay he nahi.......1 aor baat

meray elakay k kuch deabandiyon nay bohat zoor lagaya k mai aun ki masjid main aitakaf main baithonn per mai nahi baitha to aun sab ka mu bana hoa hai .......Mai Allah pak ka bohat Shukar Ada karta hoon k mai dawat e islami k madni mahool mai ayya .....

Allah Pak Dawat E Islami ko Har DAM Abad Rakhay (Ameen)

(Muhammad (saw) kay Gulamoon ka kafan maila nahi hota)

 

Deobandi kHud to Imama Shareef jaise Mubarik Sunat ko pura nahi kartay aor humain kehtay hain k sabz imama kyo pehantay ho......Ehlay Sunnat Haq per hain aor sachay hain.Hum bohat khush naseeb hain jo humain aj k zamanay main Hazrat Sahab jaisay peer milay.

Edited by Ali Ataari
Link to comment
Share on other sites

(ja) buhat achi baatain share ki app ne aur bhai inn Ghustakhon say bach kar rahiye ga aur jab bhi app say koi kahai ke sabz imama kyon pehanty ho tu unn say kaha karain ke Quran-o-Hadith say iss ki mumaniyat laa kar dekhao ..... khudh hee inn ka mun band ho jai ga.
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

(azw)(sa) ye imamy hi ki barakat hy k aap sy shayateeen door bhag gay hain............ (ALAHAZRAT ny in budmazhaboon ko shaitan likha hy)

 

(azw)(sa) hamary Peeer o Murshid ny shayateeen ko bhagany k liye madani nuskhy k tor pr islami bhaiyon ko imamah gift kiya hy.......... (azw)(ma)

 

MERY PEEER IMAMY WALY

BIN TERY MENU KON SAMBHALY..........!!!

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...