Exothermic07 مراسلہ: 17 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 17 اکتوبر 2008 Meray aik dost ko is kitab ka link Islami Mehfil say mila tha... unhon nay mujhay diya to to main bohat khush huwa aur main nay socha isko doosron kay saath share karna chahiye. Main nay isko share karnay kay liye youtube par aik video banai hai. Umeed hai keh jis bhai nay yeh link yahan post kiya tha woh bura nahi manay gay keh main nay unki ijazat nahi li. Agar woh mujh say ruju karain to inshAllah main unka naam is video kay saath likh loon ga. Ab main aik aur video bana nay ka soch raha hoon. Main chahta hoon keh Maslak AlaHazrat ya Maslak Ahle sunnat ka English mian ta'aruf karaon. Magar is topic ka meray paas ziyada ilm nahi hai. Agar koi bhai sawab kamana chahta hai to jitni information uskay paas ho aur jo uski raey ho keh konsi batein video main kehni chahiye, woh is topic main add kar day. Sharha Hadaiq Bakhshish ka link yeh hai: JizakAllah. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 17 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 17 اکتوبر 2008 Aslam o Alaikum Plz visit the following site to download the Sharah e Hadaiq e Bakhshash by Allama Ghulam Hassan Qadri www.nafseislam.com Jazak Allah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
marhaba مراسلہ: 17 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 17 اکتوبر 2008 you are doing very gooooooooooooood work keep it on you have made very nice video اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 21 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 21 اکتوبر 2008 i saw the video.......... v nice ideas..............i appreciate............ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ExposingNifaq مراسلہ: 3 مارچ 2018 Report Share مراسلہ: 3 مارچ 2018 Sharh E Hadaiq E Bakhshish by Allama Ghulam Hassan Qadri https://ia801309.us.archive.org/11/items/SharhEHadaiqEBakhshish/Sharah(hadaiq-e-bakshish).pdf اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔