Jump to content

BV ko Ghalati say MAA kehna?


Rao_Adnan

تجویز کردہ جواب

Assalam O alaikum All Brothers N Sisters,

 

I would like to take Fatwa on the following matter.

somebody said his wife, Meri Maa (Mother) in anger, and then after few second he realized that its not good to say Mother to his wife.

So he suddden include the words "Meri Maa + ki Baiti" while there is gap in this sentence i.e " Meri Maa (gap of few seconds) ki Baiti "

Please let me know that is there any effect of these words on Nikkah and is there any Fidya of this act or whatever answer in the light of Quran o Hadith.

 

JazakALLAH

Thanks & Regards

Adnan

Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...
Assalam O alaikum All Brothers N Sisters,I would like to take Fatwa on the following matter.somebody said his wife, Meri Maa (Mother) in anger, and then after few second he realized that its not good to say Mother to his wife.So he suddden include the words "Meri Maa + ki Baiti" while there is gap in this sentence i.e " Meri Maa (gap of few seconds) ki Baiti "Please let me know that is there any effect of these words on Nikkah and is there any Fidya of this act or whatever answer in the light of Quran o Hadith.JazakALLAHThanks & RegardsAdnan
Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

 

(bis)

 

(saw)

 

Sure Mujaddilah 58

A : kisi nay bewi say kaha keh too mujh par meri man ya behn ki misl hay to

 

1: talaq ki niyat say kaha to aik talaq-e-bain ho gayi

2: zihar ya tahreem ki niyat say kaha to zihar hogya ab kaffara zroori hay

3: koi niyyat na thi to ab yeh kalam muhmal hay , agarchech aesa kehna manna hay laikin kaffara ki zroorat naheen

 

 

B : aor agar kisi nay baghair harf-e-tashbeeh k kaha ''Too meri maan hay''

 

Agerchech talaq ki niyat say kaha ho , BATIL HAY. yani is say talaq zihar kaffar waghera kuch naheen hoga , han magar aesa kehna manna hay , is say toba krni chaheay.

kaffara shohar ke liye

  • Ghulam azad kary
    ya
  • 60 Din ke musalsal rozy rakhy
    ya
  • 60 Miskeeno ko 2 waqt ka pait bhar kar khana khilaye
    ya
  • 60 Roz 2 waqt ka khana kisi 1 Miskeen ko khilaye.

Masla e Zihaar Kya hai?

Shah Turabul Hq Qadri Sahab ka Fatwa

 

Sure Mujaddilah 58 (V2)

 

Tafseer by Muzaffar Husain Shah Sahab

 

Link to comment
Share on other sites

  • 2 years later...

 

 


Assalam O alaikum All Brothers N Sisters,

I would like to take Fatwa on the following matter.
somebody said his wife, Meri Maa (Mother) in anger, and then after few second he realized that its not good to say Mother to his wife.
So he suddden include the words "Meri Maa + ki Baiti" while there is gap in this sentence i.e " Meri Maa (gap of few seconds) ki Baiti "
Please let me know that is there any effect of these words on Nikkah and is there any Fidya of this act or whatever answer in the light of Quran o Hadith.

JazakALLAH
Thanks & Regards
Adnan



(wasalam)

Aorat ko apni maan ya behn kaha to aesa kehna to manna hay magar Zihar NAHEE aor is say talaq bhi naheen hogi. (azw)(ja)


Mazeed Tahqeeq k leay dekheay:

http://www.islamimehfil.com/topic/10950-mazaq-mein-bv-ko-bhen-beti-ya-maa-kehna/
Link to comment
Share on other sites

Apni Biwi ko ghussy mein apni maa ya behan kehny se Talaq to Waqya nahin hoti par Shohar ko kaffara ada karna hoga. kaffara ada karny tak biwi us par halal nahin hogi or Kaffara ada kiye bagher wo apni biwi ke paas nahin ja sakta...

 

bhai aapka jwab ghalat hay ....... kionkeh zihar k leay TASHBEEH zroori hay .. jabkeh mutlaqan beewi ko MAAN YA BEHN kehnay main tashebeeh naheen hay ...

Link to comment
Share on other sites

bhai aapka jwab ghalat hay ....... kionkeh zihar k leay TASHBEEH zroori hay .. jabkeh mutlaqan beewi ko MAAN YA BEHN kehnay main tashebeeh naheen hay ...

 

to phir kya is soorat mein biwi par talaq waqye ho jayegi? agar Mutalqan meri maa ya meri beti keh diya to? aap shah sahab ki 2nd clip suniye ismein to maa ya biwi kehny par hi zihaar ka fatwaa hai?

Link to comment
Share on other sites

On 2/22/2011 at 4:03 PM, Ya Mohammadah said:

to phir kya is soorat mein biwi par talaq waqye ho jayegi? agar Mutalqan meri maa ya meri beti keh diya to?

 

Meray Muhtram bhai ghussay main Aorat ko apni maan ya behn kaha to aesa kehna to manna hay magar Zihar NAHEEN aor is say talaq bhi naheen hogi.

 

On 2/22/2011 at 4:03 PM, Ya Mohammadah said:

aap shah sahab ki 2nd clip suniye ismein to maa ya biwi kehny par hi zihaar ka fatwaa hai?

 

meray muhtram bhai , beewi ko maan behn kehna aor MAAN BEHN JESI kehnay main zameen-o-aasman ka farq hay.

 

bhai sahah sahib ka suwal jis ka unwan hay ''biwi_ko_ma_behan_keh_dena_gussy_me'' shayd aap is suwal ki bat kar rhay hay to shah sahib ki bat smaat farmaeay:

 

shah sahib wazih farma rhay hain ''USKO HARAM KARNAY K LEAY KEH RHA HO KEH AAJ SAY TOO MERI MAAN JESI HAY , AAJ SAY TOO MERI BEHN JESI HAY''

 

 

Bhai shah sahib nay waizh tor per farmaya hay keh NIYYAT HARAM KRNAY KI HO aor alfaz main shah sahib nay JESI k alfaz istemal farmaye hain , jo keh MUSHABIHAT k alfaz hain ......... aor isi ko zihar kehtay hain.... jabkeh aap nay mutalaqan bewi ko maan ya behn kehnay k mutalq zihar ka hukum byan farmaya tha jo keh ghalat hay.

...........

Link to comment
Share on other sites

bhai yahan par bahar-e-shareat main bhi yeh masla darj hay , mutala farmain:

 

http://www.786ansari.com/read/Bahar-e-Shariat-Jild-I/page/697.html

 

http://www.786ansari.com/read/Bahar-e-Shariat-Jild-I/page/698.html

 

Bahar-e-Shariat Jild I.jpg

Bahar-e-Shariat Jild I_Page_697.jpg

Bahar-e-Shariat Jild I_Page_698.jpg

 

Bahar-e-Shareat k aik aor edition ka safha:

 

BahareShariatJ1_01 Desktop Resolution.jpg

Link to comment
Share on other sites

 

 


(ja) for Islah.... :rolleyes:


dua main yad rakheay ga ..

bhai aap post number 3 ko edit kar k saheeh masla darj kr dijiay.


Tmam members sya gzuarish hay keh mazeed maloomat k leay yeh topic zroor parhain:

http://www.islamimehfil.com/index.php?/topic/10950-mazaq-mein-bv-ko-bhen-beti-ya-maa-kehna/
Link to comment
Share on other sites

 

On 10/16/2008 at 1:58 PM, Ya Mohammadah said:
 


Apni Biwi ko ba niyat e Talaq apni maa ya behan jaisi kehny se Talaq to Waqya nahin hogi

 

 


bhai yahan aapnay thori si mistake kr di hay , bhai jab uski wazih niyat talaq ki thi to aik talaq-e-bain ho jaye gi ........ aap simply aesa likh dain



A : kisi nay bewi say kaha keh too mujh par meri man ya behn ki misl hay to

1: talaq ki niyat say kaha to aik talaq-e-bain ho gayi
2: zihar ya tahreem ki niyat say kaha to zihar hogya ab kaffara zroori hay
3: koi niyyat na thi to ab yeh kalam muhmal hay , agarchech aesa kehna manna hay laikin kaffara ki zroorat naheen


B : aor agar kisi nay baghair harf-e-tashbeeh k kaha ''Too meri maan hay''

Agerchech talaq ki niyat say kaha ho , BATIL HAY. yani is say talaq zihar kaffar waghera kuch naheen hoga , han magar aesa kehna manna hay , is say toba krni chaheay.

(azw)(ja)


please yeh topic zroor parheay:

http://www.islamimehfil.com/index.php?/topic/10950-mazaq-mein-bv-ko-bhen-beti-ya-maa-kehna/

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...