ata_ho_ghame_madina مراسلہ: 10 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 اکتوبر 2008 tiket mufet, seat mahfooz, musafir ka naam ABDULLAH ABNEY ADAM, arzeet ansan , sahnakat mitti, pata roye zameen SAFER KI TAFSEELAT RUANGI: iz dunia MANZIL akhirt mudat e safar chand saniyee aur chand lehmoon key lea do meter zer e zameen perwaz , perwaz ka waqt waqt e ajal reservation 100% yaqeeni ZAROORII HIDAYAT musfiran sey derkhwast hy key wo un logo ko apnii nazar mein rekhin jo in sey phley akhiert ki tarf safar ker chukey hain mazeed tafseelat key QURAN O HADEES ko baghoor pehein aur un per amal kerin ager kuch swalat de pesh hun tu jawabat key ley ULEMA sey rajoo fermyeen SAMAN E SAFAR KI TAFESSELAT musafir apney sath chand meter safeed latha aur thorii si roi(cotton) ly ja sekta ahy yad rehy ap key kamm anyy wala saman sirf NAIK A"amal salay olad aur WO ILM jis sey baad mein dosrey log nafa hasil ker sekin is key elawa saman ly janyy ki koshish ki tu is key zimmadr ap khud hunge. derkwast hy key perwaz key lea her waqt tiyyar rehin , perwaz key mulaliq malommat key lea QURAN O HADEES ki rehnumai lein.aur mazeed beran 5 waqt ALLAH key ghar ki hazrii zaroorii hay .ap ki shulat ky lea dobara arz hy key ap ki seat RESERV ho chukii hay is silsla mein koi gruntee ki zroort nahi ommed hy ap safr key lea tiyyar hunge ALLAH HUM SB KA HAMI O NASER HO ( ameen) [twakli] اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Attari26 مراسلہ: 2 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 2 دسمبر 2008 سنتے ہیں کہ محشر میں ان کی رسائی ہے گران کی رسائی ہے لو جب توبن آئی ہے سب نے صف محشر میں لکار دیا ہم کوا اے بیکسوں کے آقا اب تیری دہائی ہے اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔