qadim e raza مراسلہ: 10 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 اکتوبر 2008 assalamualaikum, aap logon ki fir se madad chahiye.masala ye hai ke jab juma me ek qutbe ke baad jo waqfa aata hai usme dua haath utha kar karna sahi hai ya haath nahi uthana chahiye. aur allah taala makeen makaan se paak hai to log masjidon ko kyun allah ka ghar kehte hain aisa kehna kaisa hai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 25 جنوری 2010 Report Share مراسلہ: 25 جنوری 2010 On 10/10/2008 at 6:30 PM, qadim e raza said: jab 'Allah ka ghar'' bola jata hay to is se maqsood yeh hota hay ALLAH K paak darbar ka taqadus byan kia jaey aor yeh maqsood nhi hota k MazAllah , Allah whan jism k sath mojood hay aor Jumam k 2 khutbon k doran baghair haath uthaye dua manga afzal hay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 27 جنوری 2010 Report Share مراسلہ: 27 جنوری 2010 Mufti Munneb-ur-Rahman nay apni kitab ''Tafheem-ul-Masail'' jild 2 , Bab-us-Salah main likha hay : Hadees Paak main aaya hay ''Masjidain Allah ka ghar hain'' (Yani iski ebadat aor Rahmat-o-Barakt k nuzool k Muqaddas maqamat hain) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔