-=Hush=- مراسلہ: 8 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 اکتوبر 2008 Assalam-0-Alaikum ! Mai Hanafi Hun Or Merray Mamu Shaafi ... Merre Mamo Nay Ek Din Mai Mumani Ko 3 Talaaqen keh Din .. Braye Mehrabi Ho Sakay To Douno Tareh Detail Mai Fatwa Chaiyee Hanafi Or Shaafi Bht Meherbani Ho Gi :-) Regards Muhammad Awais Qadri اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 8 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 اکتوبر 2008 3 talaq 3 hoti hain chahy ek waqt me de ya alag alag. charo Aimma ka yahi Mazhab hai jinka ye mazhab nahin hai wo Gher Muqallid hain or wo Aimma ki Taqleed nahin karty. Suniye Shah Turabul Haq Qadri Shaab ka fatwa or Quran or Hadees se Saboot 3_talaq_is_3_in_all_4_madhab.mp3 3_Talaq_3_hain_1_nahin__Wahabi_or_Shiya_3_Talaq_ko_1_manty_hain.rm By Muzaffar Husain Shah Sahab Sahih Bukhari (3 Talaq & Halala) 1) Narrated 'Aisha: A man divorced his wife thrice (by expressing his decision to divorce her thrice), then she married another man who also divorced her. The Prophet was asked if she could legally marry the first husband (or not). The Prophet replied, "No, she cannot marry the first husband unless the second husband consummates his marriage with her, just as the first husband had done." (Book #63, Hadith #187) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
-=Hush=- مراسلہ: 8 اکتوبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 8 اکتوبر 2008 Assalam-0-Alaikum ... ALLAH Apkay Darjat Buland Karay :-) Jazak ALLAH :-) Dua Ki Darkhaust Muhammad Awais Qadri اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SitaraGroup مراسلہ: 25 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2008 Dr. Zakir hamaray liye koi authentic source nahi hai. Ye to wo hai jo Hindu Mazhab main Hidu Kaum ke "Raam" ki likhi hoi kitabon main "Allah" talaash kar ke logon ko dikhata hai. Pehle os se ye to poocha jaye ke os kitaab ko likhne wala "Raam" ya "Shaam" muslim tha ya Kafir. This is just to seek cheap-popularity. Kabhi Yazeed ko Raziallah kah jata hai, kabhi Imam Hussain or Yazeed ko "Karbala" main barabar ka kasoorwaar kah jata hai. Mujhe to yeh ummat-e-muslima ke liye aik fitna nazar aa raha hai. Jo English ka jadu jaga kar Islam ko ghalat shakal main pesh kar raha hai. Fi Amaanillah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammad_Adnan مراسلہ: 28 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 28 نومبر 2008 ^ Yes brother i agree with u ... geeta ya vedda jaaney wala koi bahut bara aalim nahin hojaata... humain in sub ki kia zaroorat... Aaalim to us waqt hoga jub Quraan o Ahdith ko smjhey .. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔