Bismillah مراسلہ: 7 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 7 اکتوبر 2008 (ترمیم شدہ) 1-) farz karein k agar ASAR ki namaz 5h00 baje hoti hai, aur abhi us ka waqat 6h15 baje tak hai. ab agar koi shaks kaam se ghar aya 5h30 par. zahri baat hai ke jamat to hogai na. to ab kya us shaks ko masjid mein ja kar akele namaz parni hogi ya ghar mein bhi pard sakta hai. 2-) agar koi zuhar ki namaz nahi parta aur wo asar ke waqat zuhar ki qaza kar k parta hai, to usey pehle konsi namaz parni ho gi? zuhar ki qaza ya phir asar ki. halan k abhi asar ka waqat kafi baqi hai, (30min) 3-) zuhar ki qaza kya wo tehfeef ke saath pard sakta hai ya nahi? Edited 7 اکتوبر 2008 by Bismillah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 8 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 اکتوبر 2008 1)- Aghar uss ki namaz qaza ho gai hai tu woh ghar mein bhi par sakta hai laikin zahir see baat hai ke Masjid mein parne ka abb bhi sawab zyada hai kyon ki woh Namaz ke liye masjad chal kar jai ga tu har qadam ke badly bhi uss ko naiki milay gi aur hadith shareef ke mutabiq masjid mein har saanse per aik naiki milti hai abb app khudh andaza laga lain. 2)- Pehly asar ki par lai aur phir zuhar ki qaza kar lai kyon ki abhi asar ka waqt hai so asar ki par kar zuhar ki qaza hai tu uss ke 4 farz par lai. 3)- Mujhe iss Question ki samajh nahi aai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 8 اکتوبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 8 اکتوبر 2008 tehfeef? yani ke rakoo main 3 martaba subhanallah kehne ki bajaey 1 martaba keh lena, issi tarah sajdey mein 3 ki bajaey 1 hi martaba subannah rabi... kehna aur teesri aur chothi rakat mein 3 martaba subhanallah ke kar rakoo mein chale jana. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 8 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 اکتوبر 2008 I think yeh hai tu jaiz laikin iss sorat mein jaiz ho ga jab app ki buhat zyada namazain qaza ho chuki hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 8 اکتوبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 8 اکتوبر 2008 han bilkul us shaks ki bohat sari qazaa namazein rehti hain jo k us ne pehle zindagi mein nahi pardi thi. ab wo shaks sirf fajar ki qaza namazein parta hai ta k pehle yeh khatam ho jaey phir zuhar ki shuru karega ka. lekin asar k waqat wo sirf asar ki namaz parta hai aur zuhar ki qaza. fajar ki qaza ya to wo fajar se kuch der pehle parta hai ya phir magrib ya isha ke waqat. to iss surat mein tehfeef jaiz hai k nahi? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 6 فروری 2010 Report Share مراسلہ: 6 فروری 2010 (ترمیم شدہ) 2-) agar koi zuhar ki namaz nahi parta aur wo asar ke waqat zuhar ki qaza kar k parta hai, to usey pehle konsi namaz parni ho gi? zuhar ki qaza ya phir asar ki. halan k abhi asar ka waqat kafi baqi hai, (30min) ager wo sahib-e-tarteeb hay aor abhi waqt bhi baqi hay to pehlay zuhr parhni hogi .... ager wo sahib-e-tarteeb nhi to pehlay asar bhi parh skta hay .... ager sahib-e-tarteeb hay mager waqt baaqi nhi phir bhi pehlay asar parhay... Sahib-eTarteeb wo khush qismat musliman hay jis ki baolghat k bad saari zindagi kabhi 6 nmazain aik sath ikathi lgataar qaza na hui hoon... fajarki qaza ya to wo fajar se kuch der pehle parta hai ya phir magrib yaisha ke waqat. to iss surat mein tehfeef jaiz hai k nahi? Jaiz hay Edited 6 فروری 2010 by Usman Razawi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 19 جون 2011 Author Report Share مراسلہ: 19 جون 2011 Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou! agar kissi shakhs ki aankh us waqat khuli keh fajar ka time nikal chuka yani keh suraj niklay huay farz karain keh 25 minut guzar chukay to us waqat wo shakhs wuzu kar kay jab namaz paray ga to niyat kiss tarah karay ga? yani kya niyat karay ga? bohat shukrya! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... مراسلہ: 19 جون 2011 Report Share مراسلہ: 19 جون 2011 Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou! agar kissi shakhs ki aankh us waqat khuli keh fajar ka time nikal chuka yani keh suraj niklay huay farz karain keh 25 minut guzar chukay to us waqat wo shakhs wuzu kar kay jab namaz paray ga to niyat kiss tarah karay ga? yani kya niyat karay ga? bohat shukrya! نیت تو قضا نماز کی ہوگی اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 19 جون 2011 Author Report Share مراسلہ: 19 جون 2011 bohat shukrya janab! 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
An Abdullah مراسلہ: 27 ستمبر 2016 Report Share مراسلہ: 27 ستمبر 2016 1)- Aghar uss ki namaz qaza ho gai hai tu woh ghar mein bhi par sakta hai laikin zahir see baat hai ke Masjid mein parne ka abb bhi sawab zyada hai kyon ki woh Namaz ke liye masjad chal kar jai ga tu har qadam ke badly bhi uss ko naiki milay gi aur hadith shareef ke mutabiq masjid mein har saanse per aik naiki milti hai abb app khudh andaza laga lain. 2)- Pehly asar ki par lai aur phir zuhar ki qaza kar lai kyon ki abhi asar ka waqt hai so asar ki par kar zuhar ki qaza hai tu uss ke 4 farz par lai. 3)- Mujhe iss Question ki samajh nahi aai http://www.islamimehfil.info/public/style_emoticons/#EMO_DIR#/sad.gif اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
An Abdullah مراسلہ: 27 ستمبر 2016 Report Share مراسلہ: 27 ستمبر 2016 Assalamualikum, are janab maafi chahunga magar ik darkhwast h, meharbaani krke galat baat naa bataye. Asar ki namaz agar phle padhne ko bata rhe h aap to ye bhi bataye ki Asar aur Magrib k darmiyan me koi namaz ni padhi jaa sakti. Umar irshad farmate h: rasoollulaah sallallahu alihiwassalam ne fajr k baad suraj nikalne tak aur asar k baad suraj doobne tak namaz padhne se mana kia. (sahih bukhari - book#10, hadees #555). اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔