Jump to content

Wahabiz Keliye Iss Ayat Ka Kia Jawab Hona Chahiye

-=Hush=-

تجویز کردہ جواب

Say(O Muhammad) :: I am only a man like you all and I have received revelation. It has been inspired to me that your Ilâh (God) is One Ilâh (God i.e. Allâh). .

In Urdu

"keh do Ka main tumhari terhan ka aik bashar hon [albatta]) meri taraf wahi aati hai, kay tumhara Ma'abood wohi Aik ma'abood hai."

(salam)

Please Iska Koi Acha Sa Jawab Paish Kijiye ASAP :)

Regards

Muhammad Awais Qadri

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Please Iska Koi Acha Sa Jawab Paish Kijiye ASAP :)

Array Bhai, pehle to aap Translation k liye "Kanz ul Emaan" use kiya karen.

Doosiri baat yahan par tashbeeh di gaee hai, k Aap (saw) zaahir men hamari tarah bashar hain, Lekin aage chal karr faraq saaf ho jata hai k "Mujh par wahi aati hai." Zaahir hai, aam insanon pr to wahi nahi aati na, to ye baat clear ho gaee k Aap (saw) hum jaise nahi hain.

Mufti Ahmed Yaar Khan Na'eemi Alaih Rehmat farmaate hain k "Ye aayat to aap (saw) ko kufaar ko batane k liye Naazil huee thi, Q k Kufaar Aap (saw) ko Kaahin o Jadoogar kehte thay. Lehaza Aap (saw) ne farmaya k Main tumhare jaisa Bashar hoon."

Lehaza koi b musalimaan Aap (saw) ko Bashar (aor wo b apne jaisa) nahi keh sakta. Agr Deo/Wahabi ye kahen k AAp (saw) khud ko Bashar keh rahe hain, to hum Q na kahen? To iss ka jawab ye hai k Buht saare Deo/Wahabi aalimon ne aajzi krte huwe, khud ko "Kutta" wagherah kaha hai (Jaise Qasim Nanutavi). Ab Deo/Wahabi unko kutta wagherah kahen ge ?

Iss k ilawa ek ye baat b hai k "Allah (azw) ko choonke aajizee buht passand hai. Aap (saw) ko to Allah (azw) ne Mukhtaar e Kull banadiya hai, magr Allah (azw) Aap (saw) ko hukum diya hai k Ae mere Mehboob Aap b Aajzee ka izhaar karte hue ! In se kehdijiye k Main tumhare jaisa Bashar hoon."

Iss aayat men hum ko hukum nahi diya gaya k "Hum kahen." Lehaza hum aissa nahi keh sakte.

Teesiri baat ye k "Zaahir men to insaan b jandaar hai, aor janiwar (jaise kutta, gadha, khinzeer, ullo, zebra wagherah wagherah) b. Lekin inn men zameen o Aasiman ka faraq hai. Ab agar main kissi Wahabi/Deobadni akaabir k liye kahoon k "Fulaan wahabi/Deobandi aalim aor kutta ek jaise hain. Q k kutta b khata hai, wo aalim b khata hai. Kutta b sotta hai, wo b sotta hai. wagherah wagherah, To ye baat Deo/Wahabiyon ko burri aor gustakhana lagegi."

Iss k ilawa Ahadees shareef men aap ko buht saari ahadees aissi milen gi jin men Aap (saw) ne faramaya hai k "Tum ko se koi b mere jaisa nahi hain."

Ek aor baat k "Huzoor (saw) ki bashriyat ka inkaar Kufr aor Noor hone ko na manina Gumrahi hai." Aap (saw) Bashar to hain, magar Hamare jaise Bashar nahi, Aap (saw) ki Bashriyat b "Noorani" aor Be Misl o Be Misaal hai. aor Aap (saw) Haqeeqat men "Noor" hain.

Edited by Mudasir Yaseen
Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...

YE WAHABYON KI SAB SAY BARI GALAT FAHMI HAI JO YE SAMJHTAY HAIN KAH BRAILVI NABI PAAK KO

BASHAR MANTAY HI NAHI BALKAY SIRF NOOR MANTAY HAIN. MAIRAY BHAI HAMAIN IMAM AHMED RAZA

KHAN FAZIL E MOHADIS O BRAILVI RAHMAT ULLAH ALIAH KI WAJA SAY BRIALVI KAHA JATA HAI OR IMAM AHMED RAZA KHAN FAZIL-E- MOHADIS O BRAILVI RAHMAT ULLAH ALIAH NAY FATAWA RIZWYA

MAIN ISI SAWAL PAR JAWAB DAITAY HOWAY FARMAYA

JO NABI PAAK KI MUTLAKAN BASHREYAT KA INKAR KARAY WO KAFIR HAI.

AIK NOOR MANVI NOOR HOTA HAI (FOR EXAMPLE QURAN NOOR HAI , ILM NOOR HAI) IS PAR KISI KO

AITRAZ NAHI

AIK HISI NOOR HOOT HAI JISAY MAHSOOS KIA JA SAKAY (JAISA KAY HAZRAT E AMNA RAZI ALLAH TALA ANHA NAY WILADAT-E-NABI KAY TIME DAIKHA (MISHKAT SHAREEF)

HAMARA AQEEDA HAI NABI PAAK SALLAHO ALIAH WASLAM KI ZAAT E BABARKAAT MAIN SHAN-E-

BASHRIYAT OR SHAAN-E-NORANIYAT DONO KI JALWA GARI HAI. OR MUTALAKAN SHAAN E BASHRIAT

KA INKAAR KARNAY WALA HAMARAY NAZDEEK KAFIR HAI.

HAMARAY BOHAT SAY ULMA E DEEN NAY NABI E PAK KI SHAAN E BASHRIYAT PAR CHAPTERS LIKHAY HAIN INKAAR TU HUM KARTAY NAHI . AB APKAY SAMNAY WAHABI JITNI BHI AYAT PAISH KARAIN

JOO HAZOOR SALLHO ALIAH WASALAM KI SHAAN E BASRIYAT BAYAN KAR RAHI HOON TU ONHAIN

KAHOO BHAI SHAAN E BASRIYAT KA HUM INKAAR TU KARTAY NAHI OR ON SAY SAWAL KAROO

POORAY QURAN E PAK MAIN ALHAMD SAY WANAS TAK KOI AISI AYAT LAA KAR DEKHAO JIS MAIN

NABI E PAK SALLHO ALIAH WASLAM KI SHAAN E NORANIYAT KA INKAAR KIA GIA HOO.

YA KOI AIK AISI SAHIH SAREE MARFOO HADEES E PAAK BAYAN KARAIN JIS MAIN NABI PAAK KI

SHAAN E NOORANIYAT KA INKAAR KIA GIA HOO.

SHAAN E BASHRIYAT PAR INKAAR TU KISI KO NAHI JO IKHTALAFI MASLA HAI DALEEL TU OS PAR HOTI

HAI NA KAH WO AYAT PAISH KI JAIN JIN PAR KISI KO IKHTILAF HI NAHI

fi-aman:

SHAAN E NORANIYAT BHI BAR HAQ HAI OR SHAAN E BASRIYAT BHI BAR HAQ HAI SHAAN E NORANIYAT

KA MUNKIR HAMARAY NAZDEEQ GUMRAH OR SHAAN E BASHRIYAT KA MUNKIR KAFIR HAI.

IS MASLAY PAR MANAZRA KAHNEWAL NOOR O BASHAR

ALLAMA SHUKAT ALI SIYALVI SAHAB V/S SADIQ ALI KOHATI

IS MANAZRAY MAIN YE GHAIR MUQALID 3 CD'S TAK APNA AQEEDA BAYAN NAHI KAR SAKA

OR JAB AQEEDA BAYAN KIA OR SHAAN E NORANIYAT MANANY WALAY PAR HUKAM KA TIME AYA

TU KAHTA HAI HAMARAY NAZDEEK GALTI PAR HAI.

SHIRK KA FATWA NAHI DIA OS TIME ALLAMA SHOUKAT ALI SIALVI SAHAB NAY OSKI PHOONK

SHURU MAIN HI NIKAAL DI THI.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...