Jump to content

Syedi A'ala Hadrat RadiAllahu Anhu ka Shajira e Nasab

Mudasir Yaseen

تجویز کردہ جواب

(bis)

SubhanAllaah Janab Aapne Bahut hi Nayab M"aloomat

Hum Ushshaq E Aalahadarat Se Share Ki

Allaah Azzawajal Aapko Behter Jaza E Khair de(Aameen)

Yahan per Eik Baat ka Main Izafa Ker Dun K Huzoor Mufassir E Aazam (Jeelani Miyan) ki 3 Sahebzadiyon Mein Se 1 ka Nikah Peeli bheet Shareef Ke Janab Shoukat Ali Khan Saheb Se Hua Aur 2sri Sahebzadi Ka nikaah Badayun Shareef K Abdul Habeeb Saheb Se Hua Aur 3sri Sahebzadi Khandaan K hi Janab Yunus Raza Khan K Nikaah Mein Aayein.

Edited by hasin baig
Link to comment
Share on other sites

Hussam Raza sahib ki wiladat kuch arsay pehle hui hai jo keh Maulana 'Asjad Raza Khan sahib Qibla ke wahid bete hain. Aur Maulana 'Asjad Raza Khan sahib yaani Huzoor Taaj ush Shariah Janashin-e-Mufti Azam-e-Hind Mufti Shah Akhtar Raza Khan Azhari Al-Qadiri Maddazillahu 'aali k Wahid bete hain.

Huzoor Taaj ush Shariah ki walida Shahzada-e-Ala Hazrat Huzoor Mufti Azam-e-Hind Muhammad Mustafa Raza Khan Noori ki beti hain.

Mufassir e Aazam Molana Ibrahim Raza (ra) Khan bachpane men ek din Sayyedi Aalahadrat (ra) ki aaghosh thay aur saath men Huzur Mufti e Aazam hind (ra) ki bari sahibzadi bhi theen.

2non khel rahe thay apne Dada Jan ki aaghosh men.Aalahadrat khush ho rahe thay.

Ussi sa"at e saeed men aapne apne 2non Naamwer Shehzado ko talab kiya aur dono kamsin pota poti k dermiyaan nikaah ker diya.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...