Jump to content

Durood se kon sey gunay mita diye jatey hain?


Bismillah

تجویز کردہ جواب

Bhai Hadith shareef ke baray mein tu mein kuch nahi kahon ga kyon ki mujhe iss baray mein koi ilm nahi.

 

Aur Pic ke baray mein zaror kahon ga ke yeh Huzoor Ghous-Al Azam Radi Allah Tala Anhu ki aik khayali tasveer banai hoi hai aur iss cheez ke mein bilkul khilaf hon aur aise chezon ko nahi manta.

Link to comment
Share on other sites

kya yeh tasveer ghar mein lagane se barkat baiess ban sakti hai?

 

Aisi Tasveerein Mangharat Hain.. Aur Yeh Rakhna Jaiz Nhin.. Aik Madani Muzakirey Mein Ameer-e-AhleSunnat (dba) Ney Iska Jawab Irshad Fermaya... Woh Jawab Sunye..

 

94-5.gif - 1

 

40-1.gif - 2

 

40-2.gif - 3

Link to comment
Share on other sites

gunahey karbira aur gunahey sagira mein kya farq hai?

 

Kabirah Gunnah woh hain jo buhat baray hain yani Jhoot Bolna, Maan Baap ki nafarmani, Zanna, Chori, Qatal etc.. etc.. Kabirah Gunnah ki tauba ke baghair muafi nahi hoo sakti.

 

Saghira gunnah woh hain jo chootay hain inn ki muafi hai per Ulama farmaty hain ke jiss gunnah ko chotta samajh kar kiya jai woh buhat bara hai.

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

Link of Darood

Is link mein jo darood hai, us mein ek lafz Zaakat bhi hai, mujhe ek to yeh janana hai keh, use Zaakat parna hoga ya Daakat? kyon k Arbi mein issey Doad partey hain.

 

arbi mein Laam ke neechey jab zeer hoti hai to usey Lii partey hain to phir Aksar log darood-e-Ibrahimi mein jo shuru mein laam ata hai usey Ley kyon partey hain?

Edited by unknown
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...