sag-e-Raza مراسلہ: 26 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 26 ستمبر 2008 sood ki raqam ,,, bank waloo say lay kar aagar koi istamal kary,, jab kay masla maloom na tah,, abb masla maloom honay par nadim ho,, aur sood ki istamal ki hoee raqam say chutkara hasil karna chata hai, to kia karay,,plz jaldee jawab anayt farmayee jazak ALLAH اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Barkaati مراسلہ: 1 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2008 sood ki raqam ,,, bank waloo say lay kar aagar koi istamal kary,, jab kay masla maloom na tah,, abb masla maloom honay par nadim ho,, aur sood ki istamal ki hoee raqam say chutkara hasil karna chata hai, to kia karay,,plz jaldee jawab anayt farmayee jazak ALLAH allah tala har ek ko hidayat de is liye ki inse tauba karna bhi fazle khudawadi hai jawab ye hai ke jab tauba kar liye nadim bhi hogaye phir uski taraf lautne ka irada bhi tark kardiye tu kafi hai agar allah tala taufeeq de tu jitna hosake sadqa wa khairaat kijiye inshallah allah tala uske azaab se bhi mahfooz rakhega اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔