Jump to content

Allah o akkber ( Islam ka zinda mojzaa)


jhelumcity

تجویز کردہ جواب

Sab Say Pahlay Muhtram Aap ka pur josh Istiqbaal, SUBHANALLAH Azawajal Aap Nay Bohat Achi News Sunai, Ji Bilkul yeh waqai Muqaam-e-Shuker Hai, ALLAH Tala Say Dua Hai woh Humare Ishq ko isi tarah barqarar rakahaye aur humain ghaazi aamir cheema jesa jazba ata farmayee ,Aaameen

Link to comment
Share on other sites

  • 3 years later...

Asslamo alikum

 

Mera Aik Sawal hy jo k Shaid Ap ko Bura lagy our mujy khud be acha nai lag raha aap sy pochty howy .

 

Lakin Jub Majbori ho to is liy poch raha hn

 

Amir Cheema Shaeeed ka Taluq Kin Aqyed sy tha yani wahabi , sunni ya deo bandi ??

 

plz Give me the Ansewer .

Link to comment
Share on other sites

salam.gif

G Janab Aamir Cheema Sb.Rehmat Ullah e Alaih saheeh ul aqeeda sunni thay.Faqeer ko un k janaza main shirkat karnay ka sharf b hasil hay.Un ka janaza b aik sunni Aalim Sb nay parhaya tha laikan abhi un ka naam meray zehan main nahi.Laikan woh hay Saifi thay.Is k ilawa Hazrat Maulana Afzal Qadri Sb aur is k ilawa buhat say mashaykh e karam b un k janaza main shamil thay.

 

jazak_allah.gif

 

 

Link to comment
Share on other sites

Warm Welcome to Islami Mehfil.

 

YEH CONFERM HEY KAY SWEDISH CARTOONIST Kurt Westergaard (ALLAH USEY WASIL JAHANUM KAREY) ABHEE ZINDA HEY AUR JALNEY WALI BAAT JOOTHI HEY.

1st Jan. 2010 ko Sumali Muslim ney ussey aik baar phir wasil jahanum karney ki koshish ki mgr police ney ussey goli mar kar zakhmi kardia

Ref: http://news.bbc.co.uk/2/hi/europe/8437433.stm

 

AIK BAAT KEY YEH ALLAH USKEY RASOOL AUR BANDEY KA MAMLA HEY, ALLAH KIS SEY KIA KAAM KARWAYEE. GAZI ALAM DEEN TO AAJ KEY DOOR MEY BHEE ZINDA HEY.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...