Jump to content

Deobandi Molvi Ke Namaz Mai Nabi Muqtadi


Khalil Rana

تجویز کردہ جواب

jazak Allah khail rana sahab...bawajood isky inhy Ala Hazrat par ye bohtaan bandhty sharm nahi aati ki Huzur ki mojoodgi me Ala Hazrat ne Molana Barkat Ahmad ka janaza parhaya..Malfoozaat me aisa koi dawa bhi nahin kiya gaya phir bhi in Deo ke Bando ne Ala Hazrat par Gustakhi ka ilzaam lagaya....or Yahan to saaaf iqraar hai ki Ibrahim Alehsalam ko Muqtadi banaya gaya or wo husain ahmad tandwi imam bana...phir bhi kawway ki tarah sab hazam. Lanat hai Deo Ke Bando par...

Link to comment
Share on other sites

kuch nazar e karam idher bhi

 

Jahilon ki kammi nahi Ghaalib

Ek dhoondho to Hazzar milte hain

 

Mr Sunny Sahab ! Ye kahan likha hai k "Huzoor e Akram (saw) ne Syedi Aala Hadrat (ra) ki iqtida men namaz adda ki thi ?" Yahan to sirf ek khuwaab sunaya gayya hai, Jawab men Aala Hadrat (ra) ne farmaya k "Alhamdolillah! Ye janaza maine parhaya tha."

 

Khuwaab k zikr men ye baat hai k "Aala Hadrat (ra) ne janaza nimaaz ki immamat ki thi, aor Huzoor e Akram (saw) muqtadi thay ?"

 

Ya phir "Aala Hadrat (ra) ne ye kaha k Huzoor e Akram (saw) ne meri iqtada men namaz adda ki thi? Yahan Aala Hadrat (ra) ne Janaza nimaaz ki immamat karne pr Allah Azwajjal ka shukur adda kiya."

Link to comment
Share on other sites

hazoor SAW sey pocha kahan tashref lay ja rahey hain unho nay kaha janazey may

A'la hazrat barey fakhar sey sar uncha kar k kehtey hain k Alhumdullilah wo may nay hi parhaya tha

jahan tak rahi khawab ki baat to ap moulana hussain AHmad madni wali kitaab may bhi dekh lain wo hi line jo khalil rana sahab nay quote kihay us may bhi likha hay ALam e Roya may dekha to ya to phir ap ko Alim e roya ka matlab nahi ata ya phir ap ko chashmey ki zarorat hay

wahan to sari baat hi khawab ki hay yahan to Janaza Ala hazrat nay asal zindagi may parhaya tha

Edited by sunny_prince2020
Link to comment
Share on other sites

Khalil Ahmad rana sahab ye batain kia brelvi mudrason may Ilmul Ro'ya parhaya jata hay ya nahi

wese agar nahi bhi parhaya jata to ye baat to har koi janta hay k khawab ka wo matlab nahi hota jo ap dekhtey hain

ya khawab ki baat par hadd nahi lagti

ap nay itni lambi taqreer to kar di lakin in baton ko mad e nazar nahi rakha

Link to comment
Share on other sites

Khalil Ahmad rana sahab ye batain kia brelvi mudrason may Ilmul Ro'ya parhaya jata hay ya nahi

wese agar nahi bhi parhaya jata to ye baat to har koi janta hay k khawab ka wo matlab nahi hota jo ap dekhtey hain ya khawab ki baat par hadd nahi lagti ap nay itni lambi taqreer to kar di lakin in baton ko mad e nazar nahi rakha

 

:rolleyes: waisy khwaab se yaad aaaya humary lota bistar jamaat ka sang e buniyaad hi khwaab par rakha gaya tha....kya aap ko maloom hai...kash ye ilm molana ilyaz kandhelwi ko hota jo sunny prince sahab ko mila hai...jinhony muft me sir ki tel champi karwany ke liye Khwaab dekh daly....or dekhy to dekhy par un khwaab sy kese kese masly akhaz kar daly jo aaj tak kisi ne nahin kiye...Quran ki Tafseer ka live Telecast in "Dream Time" on "Mewaati channel" .... :lol: or sahi kaha tumhary deobandi firqy me Khwabo par waqai hadd nahin lagti...tumhary akabir ke khwabo ne to kya kya gul nahin khilaye...khwabo mein...Huzur ko Deoband se Urdu tum sikhao, Huzur se deoband madarsy ka nakhsa tum banwao, Huzur se Deoband ke a/c ki Auditing tum karwao, Huzur se apny akabir ke liye khana tum pakwao, Deoband Madarsy se Farigh tulba ke liye Allah se Kam z Kam 1 Rozgaar ki Shurity tum dikhao, or na jany kya kya Towheen tumny Ambiya Aleh Salam, Huzur (saw) Ahle Bait e ikram (ra) , Khulfa e Rashiedeen (ra) , Azwaj e mutahrrat (ra) , ki Shan me khwabo ka sahara le kar tum logo ne ki MazAllah.

 

Deoband me Gustakhi ke liye Khwabo par koi Hadd nahin.... (sa)

tareeqa_khwaab_mein.jpg

Link to comment
Share on other sites

Asif Sahab ye meri baat ka jawab nahi hay

please meri baat ka jawab dain

 

 

Jawaab tu diyaa jaa chukaa par tumhay (sunny..) samajh nahi aiya......Samjhnay kai liay kuch Emaan bhee chiay jo Deobandion pass hay nahi!!!!

Thanvi ka kalma jo rattah rehay hain.

Agar tumharay pass koi daleel hay tu post karo.........maa na mano ka tu koi haal nahi hota.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...