unknown مراسلہ: 23 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 23 ستمبر 2008 (ترمیم شدہ) main bohat confus hoon kapdon ki paki aur napaki ke barey mein. pehli baat to yeh hai k istanja karte waqat agar kapdey is gol cercle se lag kar kahin se giley ho jatey hain to wo napak ho gaey ya nahi? http://www.lookpic.com/files/low_flow_toilet.jpg doosra agar koi mujhe yeh bata de keh kapdey kin kin cheezon se ya phir kaissey napak hotey hain, to kya hi baat hai. teesra istanja karne k baad agar koi chotey pechab k qatrey kapdon par lag jatey hain aur aap ko pata nahi to kya kapdey napak ho gaey? agar jawab jaldi mil jaey to main apni islah jaldi kar sakon ga. bohat shukrya! Edited 23 ستمبر 2008 by unknown اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 3 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 3 اکتوبر 2008 1. Kapron per aghar gandagi ya ganda pani lag jai tu zahir see baat hai ke woh napaak ho jain gai unn ko Pani say dhoo kar paak karna hoo ga. 2. App ke kapron per jab bhi koi Napaak cheez lagai gi jaisa Peeshab ke katry, ganda pani ya koi bhi aise cheez jo napaak hoti hai tu kapray bhi napaak ho jain gai unn ko bhi Pani say dhoo kar paak karna hoo ga. 3. Fiqh ka masla hai ke aghar app confuse hain aur kuch samajh nahi aa rahi ke yeh howa ya yeh howa tu app apne zehan ke mutabiq jiss cheez ki taraf zyada zehan manta hon ke haan yeh howa woh kar lain yani aghar app ka zehan zyada iss baat per agree hai ke app ke kapron ke sath peshaab ke qatry lagai tu fouran unn ko paak kar lain laikin aghar app ka zehan yeh kehta hai ke nahi yeh sirf mera weham hai peeshab nahi laga ho ga tu phir rehne dain. Aghar mujh say koi ghalti ho gai ho tu jiss ko pata ho woh zaror batain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔