Jump to content

EK MASLA Allah ko Jhoot par Qaidr Mannay ka Wahabi Deobandi Aqeedah


Smart.Guy.Cool

تجویز کردہ جواب

Assalam U ALikum All

 

masla ye hai ke mai orkut ki ek comunity ULMA E DEOBAND ARE WALI ALLAH KA MEMBER HON AUR WAHAN MUJH SE YE JO SAWAL NECHE KAR RAHA HON MUSALSAL KIYA JA RAHA HAI MERE PAS IS KA JAWAB NAHI HAI IS SE PHELE BHI SYBRITE NE MERI HELO KI THI PLZ KOI HELP KARO MAI US KO MOO TOR JAWAB DE SAKO DEOBANDRIO KO...MAGAR JAWAB MUDALIL HO AUR AGAR HOSAKE TU DEOBANDI REFERENCE BHI TU ACHA HAI ...PLZ JALDI

 

 

mujhay sirf uss hadith ka reference chahiay jismei ye likha ho k NABI E PAK (saw) ki qabar e mubarik mei AZWAAJ E MUTAHIRAAT "PESH" ki jaati hain !

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

Bahi don' worry

 

Read rhis topic

 

 

Malfuzat mai hai k Nabi Karim ShabBashi Farmatay hai, aur Molvi Barkat Ahmed kay Janazay ka waqia.. Aaitaraz kay Jawab

 

http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=3106

 

 

Kalil Rana sb Post

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

Bahi don' worry

 

Read rhis topic

 

 

Malfuzat mai hai k Nabi Karim ShabBashi Farmatay hai, aur Molvi Barkat Ahmed kay Janazay ka waqia.. Aaitaraz kay Jawab

 

http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=3106

 

 

Kalil Rana sb Post

 

 

BUHT SUKRIYA KUCH AUR IZAFI MALOMAT MIL JAYE DEOBANDI KI BOOKS SE TU MEHERBANI HOGI

Link to comment
Share on other sites

Bhai aik Hadith ke samne Deobandiyat aur Deobandion ki kisi Book ki koi Hasiyat nahi... Per aghar woh nahi manty tu lanat dalo unn per.

 

<h3 class="smller" style="font-weight: normal;">Nuts ! </h3> Aur haan, apnay shayad mera reply parha hi nahi, warna dobara 'quran se reference' na mangtay 'wa howa aala qulli shai in qadeer' MA'AZ ALLAH meri likhi hui kitab me nai quran ka hi hissa hai.... Haan agar apnay nahi parha hua tou mujay bata do, me ayat ka hawala dai deta hun

 

ye us ka last reply hai agar ALLAH HAR CHEZ PE QADIR HAI TU KYA KAZB YANI JHOT BHI US KI QUDRAT MAI DAKHIL HAI MAI KEH RAHA HON KE ANHI DAKHIL HAI AUR WO KEHTA HAI DAKHIL HAI....WA HOWA AALA QULLI SHAI IN QADEER.....BHAI MAI TU IS KO SAMJHA SSAMJHA KE TANG AAGAYA HON AB KOI AESA MEMBER IS COMUNITY KO JOIN KARE AUR SABQ SIKHAYE....

Link to comment
Share on other sites

Aur haan, apnay shayad mera reply parha hi nahi, warna dobara
'quran se reference' na mangtay 'wa howa aala qulli shai in qadeer' MA'AZ ALLAH meri likhi hui kitab me nai quran ka hi hissa hai.... Haan agar apnay nahi parha hua tou mujay bata do, me ayat ka hawala dai deta hun

 

ye us ka last reply hai agar ALLAH HAR CHEZ PE QADIR HAI TU KYA KAZB YANI JHOT BHI US KI QUDRAT MAI DAKHIL HAI MAI KEH RAHA HON KE ANHI DAKHIL HAI AUR WO KEHTA HAI DAKHIL HAI....WA HOWA AALA QULLI SHAI IN QADEER.....BHAI MAI TU IS KO SAMJHA SSAMJHA KE TANG AAGAYA HON AB KOI AESA MEMBER IS COMUNITY KO JOIN KARE AUR SABQ SIKHAYE....

 

(bis)

 

(saw)

 

Allah (azw) har shey par Qadir hai par Muhaal par Qadir nahin.....Allah har wo kaam kar sakta hai jo uski shaan ke layaq ho or jiska wo irada kary or wo kaam bazaat e khud muhaal na ho...maslan aap apany jahil mukhalif se poochy ki Allah (azw) har shey par Qadir hai to kya....

 

  • Allah fana hony par Qadir hai?

  • Allah apny jaisa ek or Allah paida karny par Qadir hai?

  • Allah aisa paththar banany par Qadir hai jisy wo khud na utha saky?

in 3 asaan sawalo ke jawab wo jahil la saky to humy bhi batiyega....

wo quran se aapko "Wallaho ala kully shay an qadeer" quote kar raha tha kya kafir ko ye ayat nahin dikhti Quran mein...Ki Allah par Jhoot bandhy waly se Zalim kon? us sy kahy ki touba kakrky tajdeedy imaan kary or shadi shuda hai to tajdeed e nikah bhi kary...Allah (azw) Hidayat De..Ameen

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...