navaid_khan مراسلہ: 19 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2008 , UMEED HAI SUB ISLAMI BHAI KHAIRYET SAY HON GAY. MERAY BHAION KIA APP NAY KABHI GOR KIA KAY YA JO APNAY APP KO AHLEHADIS KEHLWATAY HAIN, AOR SIRF AOR SIRF QURAN AOR HADIS PER AMAL KARNAY KAY BARAY BARAY DAWAY KARTAY HAIN AOR BOLTAY HAI KAY HUM LOGON KE JAAN FIQHA SAY CHURA KAR SIRF AOR SIRF QURAN AOR HADIS PER LAGANA CHATAY HAIN.....TU DEKHNA YA HAI KAY YA NAAM NIHAD MUSLAMN KIA KHOD BHI PORAY PORAY QURAN AOR HADIS PER HE AMAL KARTAY HAIN YA NAHI? APP SIRF THORA GOR KARIN TU APP KO MALOOM HO JAAY GA KAY YA SIRAY SAY JHOOTAY HAIN. BAZAHIR QURAN AOR HADIS PER AMAL KARNAY KAY DAWAY KARTAY HAIN MAGAR HAKIKAT MAI YA QURAN AOR HADIS KAY SAAF MUNKIR HAIN. KIOUN KAY INN KAY KAYIE AMAL AASAY HAIN JIN KA SABOOT MANG LO INN SAY KAY KIA WO QURAN AOR HADIS MAI MOJODD HAIN TU INSHAALAH TA QAMAYIAT TAAK BHI US KA JAWAB KISE SAHI HADIS MAI NAHI DHOND SAKTAY AOR NA HE QURAN PAAK MAI. EK CHOTI SE EXAMPLE DAYTA HON APP KO YA LOG RAFYADIN KAY KAIL HAIN AOR US KO SAHIE HADIS SAY BAATA TAY HAIN MAGAR HUM YA BOLTAY HAIN KAY KIA APP KAY PAS KOIE AASI HADIS HAI JIS SAY SABIT HO SAKAY KAY NABI PAK NAY AKHRI WAQT TAAK RAFAYADIN KIA THAA? KIOUN KAY NABI PAK KA AKHRI AMAL HE SUNAAT HOWA KARTA HAI JO AMAL KISE REASON KAY TEHAT KIA AOR KAR KAY CHOR DIA WO SUNNAT NAHI HOWA KARTA SUNNAT HAMISHA SAY AKHRI WAQT TAAK KIAY JAANAY WALAY AMAL KO KEHTAY HAIN. AOR ISS TERHAN KAY KAYIE SAWALAT HAIN JIN KA ANSWER YA TA QAMAYET TAAK NAHI DAY SAKTAY INSHALLAH AOR MAZAY KE BAAT YA HAI KAY JO CHIZ QURAN AOR SAHIE HADIS SAY SABIT NAHI US PER INN KA AMAL ZOR SHOR SAY JARI HAI. TU JO CHIZ QURAN AOR HADIS MAI NAHI HAI US PER AMAL KARNA KASA HAI? JUB KAY INN KA DAWA HOTA HAI KAY JEE HUM SIRF QURAN AOR HADIS PER AMAL KARTAY HAIN... TU KIA YA MUNAFKAT NAHI HAI? ISS LAIY YA LOG AHLEHADIS NAHI HAIN YA MUNKIR QURAN-O-HADIS HAIN. AGAR KISE AHLE HADIS KAY PAS YA DAWA HAI KAY WO HAAR HAAR AMAL QURAN AOR HADIS KAY TEHAT HE KARTA HAI TU AAJAY INSHAALAH JO JO POCHA JAAY GA WO US KA ANSWER NAHI DAYGA...AAR KISE AHLEHADIS KAY PAS JAWAB HAI TU AAJAY HUM US SAY KUCH POCHNA CHATAY HAIN. MERAY BHAION INN KO PECHAN LO YA LOG ISLAM MAI FITNA PEHLANAY WALAY HAIN INN KAY AAKAID BATIL HAIN, INN SAY KHOD BHI BACHO AOR APNAY AZIZ DOSTON KO BHI BACHAO. Wahabion Jawab do Agar tum ya he dawa kartay ho kay kay tum sirf Quran-o-Hadis per amal kartay ho tu hamaray saawlat ka jawab do jo attachment mai zahir ho rahai hain warna tum Ahlehadis nahi balkay Munkir Quran-O-Hadis ho.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔