Mudasir Yaseen مراسلہ: 17 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 17 ستمبر 2008 Meri tammam islaami bros, aor sisz se guzarish hai k "agr un wo Maslak e Aala Hadrat k baare men kissi Akaabir e Ahl e Sunnat ka Qaol jaante hain, to yahan post karen." اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 17 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 17 ستمبر 2008 "Wo mera mureed nahin Jo Maslak e Aala Hazrat k khilaaf hai." Az Allama o Maulana Ghazali-e-Zamaan Mufti Ahmed Saeed Kazmi Rahmatullah Alaih Muhaddis Multani. SubhanAllah... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
hasin baig مراسلہ: 17 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 17 ستمبر 2008 Deen o islam o Mazhab e islam ka Sachcha Khulasa Maslak e Aalahazrat hai! Az Huzur e Sher ba Shahe Ahlesunnat Allaam Mufti Hashmat Ali Khan AlaihirRehmah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Raza ka ghulam مراسلہ: 18 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 18 ستمبر 2008 Mudassir bhai aap ne bahut achchi information share ki hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 18 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 18 ستمبر 2008 (ترمیم شدہ) "Saare Firqhae baatila k muqabile men apni deeni o jama'iti shanaakht k liye hamare pass Barelvi ya Maslak E Aala Hadrat se ziyada jaam'i koi doosira lafiz nahi hai." Raess ul Qalam Molana Arshad ul Qadiri Alaih Rehmat Edited 18 ستمبر 2008 by Mudasir Yaseen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Raza ka ghulam مراسلہ: 18 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 18 ستمبر 2008 Mufti e Azam e Dehli, Allama o Molana Mazhar ul Allah Naqshibandi Rehmatullah Alaih ka khoul hai "Aala Hadrat k Maslak o Tehqeeqat men kiss ka zuhra hai jo Lab kushae karr sakke." اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
hasin baig مراسلہ: 18 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 18 ستمبر 2008 "Maslak E Aala Hazrat haqeeqat men Maslak e Ahl e Sunnat waJama'it ka Doosira naam hai." Janasheen e Mufti e Azam e Hind Huzoor Tajushari'at Mufti Akhtar Raza Khan Azhari Miyan اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
hasin baig مراسلہ: 24 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2008 Alhumdulillaah Main Maslak E Aalahazrat Pe Sakhti Se Qayem hoon Aur Maine Apne Yahan (KAALPI SHAREEF) URS Shareef k Mouqe Per Yeh Takhtiyan (NOTICE BOARD) Lagadi Thi Ke MASLAK E AALAHAZRAT Ke Mukhalifeen Aur HAASIDEEN E AALAHAZRAT Ko Aaastana ke Hudood Mein Dakhle ki Ijazat Nahi Kiyon Ke USHSHAAQ E AALAHAZRAT Aur GUSTAAKH E AALAHAZRAT Eik Nahi Ho Sakte Az!! Allama Syed Ghayasuddin Ahmed Qadri Tirmizi (Ghayas Miyan) Sajjadah Nasheen KHANQAAH E MOHUMMEDYAH KAALPI SHAREEF KHANQAAH E SULTANIYAH CHOURA SHAREEF اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 24 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2008 (ترمیم شدہ) Alhumdulillaah Main Maslak E Aalahazrat Pe Sakhti Se Qayem hoonAur Maine Apne Yahan (KAALPI SHAREEF) URS Shareef k Mouqe Per Yeh Takhtiyan (NOTICE BOARD) Lagadi Thi Ke MASLAK E AALAHAZRAT Ke Mukhalifeen Aur HAASIDEEN E AALAHAZRAT Ko Aaastana ke Hudood Mein Dakhle ki Ijazat Nahi Kiyon Ke USHSHAAQ E AALAHAZRAT Aur GUSTAAKH E AALAHAZRAT Eik Nahi Ho Sakte Az!! Allama Syed Ghayasuddin Ahmed Qadri Tirmizi (Ghayas Miyan) Sajjadah Nasheen KHANQAAH E MOHUMMEDYAH KAALPI SHAREEF KHANQAAH E SULTANIYAH CHOURA SHAREEF Kia kehna Huzoor Allama Syed Ghayasuddin Ahmed Qadri Tirmizi (Ghayas Miyan) k Farmaan ka !!! Mein yahan zarra "Kalpi Shareef" ka introduction denna munaasib samajhita hoon, Q k buht saare Islami Bhai nahi jaante. (Meri ye baat karne ka koi ye maqsadd na le k M'aazallah sirf mujhe hi pata hai. "Kalpi Shareef" wo Khanqah e Aaliya hai, Jahan se "Bilgiram Shareef", "Masouli Shareef" aor "Marhara Shareef" ko khilaaft milli thi. aor "Marharra Shareef" se "Syedi Aala Hadrat " ko khilaft milli thi. Shajra e Razavya men Kalpi shareef k 3 Buzrig hain. De Muhammed k liye, Rozee kar Ahmed k liye Khuwan e Fadlulah se Hissa Gadda k Waste Hazrat Syed Muhammed, Hazrat Syed Ahmed, aor Syed Hazrat Syed Fadlullah Kalpwi RadiAllahu Anhum . phir yaheen se Marharra Shareef gaee thi khilafat. Phir aata hai "Marhara Shareef k Hadrat Syed Barakaat Ahmed ka zikr." Deen o Dunya k mujhe barakaat de barakaat se Ishq e Haq ishqi ishqaay intima k waaste Edited 24 ستمبر 2008 by Mudasir Yaseen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 10 اکتوبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 10 اکتوبر 2008 Maine buhat saare Akaabireen e Ahl e Sunnat k Aqwaal ek saath likh karr yahan post karr raha hoon. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Raza ka ghulam مراسلہ: 11 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 11 اکتوبر 2008 , , Mudasir bhai aap ne bahut hi achchi aur bahut hi important information share ki hai shukriya. Aaj ke zamaane main aisi cheezoun ko yani apne buzrugoun ke qa'oul ko zahir karne ki bahut zaroorat hai kiyoun ke aaj ke logoun ko ilm tu kuch nahi hai magar wo apne aap ko hi sab kuch samajte hain aur Maslak-e-Alahazrat ko bhool jate hain ke maslak-e-Alahazrat kiya hai ye koi naya maslak hai. Aap ne babhut achcha kaam kiya hai Allahutala aap ko din Giyarwi aur raat barwi taraqqi ata farmaye. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 11 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 11 اکتوبر 2008 Mudassar Bhai kya aap mujay koi book bata saktay hain jis Huzoor Ahsan Ul Ulma R.A ke poori life history ho.Aur net par mil jay.Aap ke buhat meharbani ho ge. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
hasin baig مراسلہ: 23 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 23 اکتوبر 2008 A'laHadrat AlaihiRehma Ke Fatwe per Tanqeed Hum se Bardasht Nhi hogi '' Yeh Madarsah Unke Nazaryaat E Huqqa ka Alambardar hai, Hum Kiya Hain, ? yeh jo A'laHadrat hain, Sub kuchh Unhi Ka Sadqah hai,Hum Unhi Ke Naam Lewa hain, Jo Shakhs A'laHadrat ke Nazaryat O Tehqeeqat E Shareefah se Muttafiq nahi,, Hum Usse Bardasht Nhi ker Sakte,,Hamare Madarse mey Aise Shakhs ki koi Gunzaaish Nhi. Az,,,Hazrat Allama Sayed Shah Ahmed Saeed Kazmi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
hasin baig مراسلہ: 24 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 اکتوبر 2008 ) Mudassar Bhai kya aap mujay koi book bata saktay hain jis Huzoor Ahsan Ul Ulma R.A ke poori life history ho.Aur net par mil jay.Aap ke buhat meharbani ho ge. chishti Qadri Saheb Ager Aapko Huzoor Ahsan Ul Olma Ki Mukammal Seerat e Mubarikah ka Mutali'a Kerna hai to In Kitabo,n ko hasil Karein Net per inki Moujoodgi ka Mujhe Ilm Nhi 1 Seerat Ahsan Ul Olma ,Barakati Publishar,s Kirachi 2 Yaad E Hasn ,, Darul Ish'at Barkati Marehrah Shareef 3 Sayyidein Numbar Bombay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 3 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 3 نومبر 2008 Ameer e Ahlesunnat Shaykh e Tareeqat Abu Ul Bilal Maulana Muhammad Ilyas Attar Qadri Razvi maslak e AlaHazrat k baray main kya farmatay hain.Plz visit the following link. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 3 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 3 نومبر 2008 Huzoor Ahsan Ul Olma ki Maslak E A'lahadrat pay Isteqamat Key T'alluq sey Doctor Sayed Ameen Miyan Marehrawi Barkati Saheb Likhte hain ,,, A'lahadrat Ki Shan Me Adnaa Touheen Kerne Wale Se Milna Unhe Ganwarah nahi tha,, Khwaah Uska T'alluq Kitne hi Barhe Khanwade sey ho,, Khwaah Kitna Hi Barha MUQARRIR ho,, Khwaah kitna hi Barha PEER ho, Unki Kasouti A'lahadrat Aur Maslak E A'lahadrat They A'lahadrat Aur Mufti E A'zam R.A ka Zikr Mere A'lahadrat Aur Mere Mufti E A'zam keh ker Farmate They, Aur A'lahadrat Ko Raza E Aal E Rasool Farmatey Thay Seerat Ahsanul olma page 7 barkati public.. Karachi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
hasin baig مراسلہ: 3 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 3 نومبر 2008 bahut khoob,janab Aapney bahut hi Zabardast Aqwaal Faraham kiya,,Allaah Azzawajal Aapko Isska behter Jaza Ata karey,Aur Umeed hai k Issi Tarah Huzur Ahsanul olma Aur Deegar Akaabireen E Ahlesunnat k Aqwaal hamey miltey raheinge,Kiyonke Aaj hame(Awam E Ahlesunnat)ko Inhi Buzurgo,n K Aqwaal O Ahkaam ki Zaroorat hai,Ager Awam E AhleSunnat ko Apne Akabireen k Farmudat ka Ilm Rahega,To InshaAllaah Hasideen E Maslak E A'lahadrat Munh ki Khayeinge,unke Napak Azayem Kabhi Paya E Takmeel Ko nahi Pahunch Sakeinge,aur In Aqwaal ki Roshmi mein Unka Makrooh Chehrah Awam E AhleSunnat key Samne hoga اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 4 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 4 نومبر 2008 Maslak E A'lahadrat Ahl E huqq ki Alamat Wa Pehchaan hai, Uski Azmat O Raf'at Se Ulajhna Apni Tabahi Ko D'awat Dena hai, Mere Walid E Majid Mufti E A'zam Urheesa Hadrat Moulana Mufti Sayed Abdul Quddoos AlaihiRehma tahayat Maslak E A'lahadrat K Da'ee Wa Muballigh Rahey, Aur Apney Ahle Aqeedat Ko Issper Sakhti Se Qayem Rehne Ki Talqeen Kertey Rahe, Unki Tarbiyat key Sabab Meri Aankhon Ko bhi Maslak E A'lahadrat sey Thandak Milti Rehti hai. Az.. Hadrat Moulana Mufti Sayed Aulaad E Rasool Qudsi Misbahi (America) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 8 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 نومبر 2008 ShehZadah E Huzoor Sher e AhleSunnat Hazrat Allama Idrees Raza khan Saheb Qibla Damat Barakatuhumul Aaliyah Peeli Bheet Shareef ka Farman. Maslak E A'laHadrat Hamara Nishan E Imtiyaz Hai, Jo issko Mitaane Ki Koshish Karega, Woh Khud hi Mitt Jayega. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
hasin baig مراسلہ: 13 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2008 Mufti E A'zam Urheesa hazrat Allama Mufti Sayed Abdul Quddoos Alaihi Rehmah ka Wasiyyat Namah [A]Sajjadah Nasheen Sunni Saheehul Aqeedah,Bareilwi Aur Maslak E A'laHadrat ka Sachcha Tarjuman ho, Aalim E Deen Paband E Shar'e Aur Muttaqi Wa Parhezgaar Ho, [C]Tareeqat mey Hum Razvi Hain,Mere Sajjadah Aur Uske Mutawalli Pay Lazim Hai k Woh Silsilah E Habibiyah Se Hi Wabista Rahein,Aur Ussiko Farogh Dein yak Jageer Mohkam Geer Par Amal Karey,Mere Sajjadah ko Maslak E A'laHadrat Par Gamzan Rehna Zaroori Hai,Us se Inhiraaf Ohda E Sajjadgi Se Bartaraf Kar dega, Main Apney Tamam Muta'alliqeen Mureedeen Aur Apni Aulad E Zakoor Wa Unas Ko Wasiyyat Kerta Hoon key Aqayed E Haqqa Maslak E A'lahadrat Per Sakhti key Saath Qayem Rahei اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 13 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Al_Azhari مراسلہ: 21 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2008 Assalmaualikum Brothers And Sisters Masha Allah Aap Logone Bahut Hi unda Ahsan ul ulamao k Call pesh Kare hai ........ Jazak Allahu Khair Fi Jaza MAslak-E-Alahazrat Zindabad Maslak-E-Alahazrat hi Haq AMslak hai Aur Maslak-E Alahazrat Salamat Rahe اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
NoorieQadri مراسلہ: 17 ستمبر 2011 Report Share مراسلہ: 17 ستمبر 2011 agar koi kahe dawat e islami maslak e alahazrat ke khilaf hain to uska kya ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔