Ayaz.Sayyad مراسلہ: 16 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 16 ستمبر 2008 IRSHAD-E-NABWI(SAW)HAE K "JAB MULK ME TABAHI HO AOR LOGON KI JAN-O-MAL MEHFOOZ NA HON TO KASRAT SE" ASTAGHFAR" Eman ka maza chak liya us shakhs ne jo ALLAH ko apna rab, Islam ko apna Din aur Muhammad(s.a.w) ko apna Rasool taslim ker k razi ho gaya. (Bukhri / Muslim NABI KAREEM S.A.W.W NY FARMAYA..........JAB 3 KAFIYATEIN HN TOFORAN DUA MANGO...US WAQT DUA RAD NAI KI JATI...1 JAB JISM KAANP UTHEY..2DIL MAIN KHOF AJAEY..3ANKHON SEY ANSU AJAYEIN.ALLAH BLWSS US ALL AMIN Hazrat Muhammad S.A.W ka farman hay `Be Shak Rozadar k liy Aftaar k waqt aik aysi Dua hoti hay jo Rad nahin ki jati` Hazart MUHAMMAD (PBUH) ne fermya, "Bare bhai ka haq chhutte bhai per aisa ha jaisa k baap ka haq bete per" Hazrat Muhammad S.A.W ka farman hay `Be Shak Rozadar k liy Aftaar k waqt aik aysi Dua hoti hay jo Rad nahin ki jati` ALLAH k Habib, Hazrat Muhammad S.A.W ka farman hay "Nihar mohn Khujoor khao is se payt k keeRay mar jatay hein" (Al Jamia Saghir) HAZRAT MUHAMMAD ( S.A.W) KA FARMAN-E-ALISHAN HAI "ALLAH RAB-UL-IZZAT KI REHMAT US PER NAZIL HOTI HAI JO ASAR SE PEHLE 4 RAKAT SUNNAT PARDHE" NABI KAREEM ( S.A.W ) ney farmaya k " ALLAH tumhari shakal-0-surat or daulat ko nahi deakhta bal k tumhari niyyat or Aamal ko deakhta hai " Jab apne liye dua karo to dosron ko bhi yad rakho* kya pata uske naseeb ki khushi tumhari dua ke intezar mein ho" Hazrat Muhammad (S.A.W.W) said. Tum me wo shakhs janati ho ga jo raat ko sone se pehle sab ko muaf kar k soye. Insaan ki izzat aur us se mohabbat karo, kiyun k har insaan k andar ALLAH ki koi na koi sift maujood hoti hai.." (HAZRAT ALI) (R.A) " Jab apne liye dua karo to dosron ko bhi yad rakho* kya pata uske naseeb ki khushi tumhari dua ke intezar mein ho" Hazrat Muhammad (S.A.W.W) said. Tum me wo shakhs janati ho ga jo raat ko sone se pehle sab ko muaf kar k soye. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔