Jump to content

Masla Rikat-e-Taraweeh

Talinenoor

تجویز کردہ جواب

bismillah.gif

saw.gif

Janab Wahhabi Sb.aap ke is bat ka reply main kar chuka hon laikan shomi e qismat say aap ko english nahi aaty tu is main humara kya qasoor???

Phr Aap kw is forum pe bat nahin karni chahiye kyun k ye to urdu forum hei is lyein brai meherbani urdu main koi tasnif la sukei hein to laain main nain aap se kaha tha k abhi pehes nahin hei ye ky taraveeh kiti sabti hei abhi ye masla hal karein ke tahajud aur taraveeh main kia farq hai jeisa k main nain apnei sub se pehli post main sabit kia hei agr aap thek hein to mairi bat ko jhoota sabit karein ...

Link to comment
Share on other sites

  • جوابات 52
  • Created
  • Last Reply

post-3682-12516613549761.jpg

Wahabi Kharji Sahab Yahan B dajal Kerne Se Baaz nahi Aye ...

Kharji Sahab Tarweeha Us Aram ko Kehte Hain k jo 4 Rakat k Baad kia Jata Hai , Na k Us Neend Ko jo k Tahajjud k leye zarori hoti hai .

Ap khud andaza ker lain k kis qadr Dajjal Kia ja raha hai . Aik Taraf woh Soona Hai Jo k Tahajud k Namaz k leye zarori hai . k Isha k Baad Soo Jaya JAye aor Phir Uth ker Tahajud Ada ki Jaye . Aor Dosri Taraf Tarweeha Us Aram ko Kehte hain Jo her 4 Rakaat k Baad kia jata hai. Kharji Sahab Ne kahan ki Baat ko Kahan Mila dia ..

isi leye kisi ne kia Khoob kaha hai ... Khud ko Badalte hain Quran ko Badal Dete hein ..

Arey kharji Sahab Yeh Tu Daleel Alhumdulilah hamari hai . Kiyon k Tarweeha Wahid Ka Seegha Hai Aor Uski Jama Taraweeh hai Aor Arabic Main Jama ka Seegha 3 ya us se ziyada k leye bola jata hai . Ager 8 Rak'at Perhe jayen tu Us mein Tarweeha( yani 4 rakat k baad aram ) Sirf 1 Baar ata hai . Aor Ager 20 perhi jayen tu Tarweeha 3 Se Zyada baar Ata hai . Isi leye is Namaz ko Tarweeh kehte hein kyion k is mein her 4 rakat k baad aram ( tarweeha) 3 baar se zyada ata hai . Terweeha Ki Jama Taraweeh ..!

Toheedi Bhai ki post mein aik sawal hai .... k ager Tahajud aor tarweeh aik hi cheez ka naam hai tu Muhaditheen ne tahajud aor Taraweh k Alehda Alehda Chapter kyion qaim keye??

post-1759-12516869575026.jpg

post-1759-12516869771311.jpg

واہ بھائی کیا دلیل ہےکبھی آپ نے ہمارے ساتھ بھی تراویحپڑھے ہے نہیں اگر پڑھی ہوتی تو ایسا نہیں کپتے جناب ہمارے ہان بھی چار رکعات کے بات ترویحہ ہوتی ہے اور ہمارے ہان 2 ہوتے ہیں چار کے بعد اور پہر وتر سے پہلے

۔۔

Link to comment
Share on other sites

سلام ۔۔

لگتا ہے کفیل خارجی کے پاس کوئی نئی بات نہیں تھی ، بیچارے نے پھر وہی پرانی باتیں دہرادیں۔ مجھے الحمدللہ اُمید ہے کہ اگر آپ کسی بچے سے بھی پوچھیں گیں تو اُس کو بھی تراویح اور تہجد کا فرق معلام ہو گا۔ یہ اصل میں زبیر علی زئی کا فتنہ ہے، اُس سے پہلے کسی وہابی مولوی نے بھی تہجد اور تراویح کو ایک نہیں کہا۔ اب یہ لوگوں کو عبادت سے دور کرنے اور ان کے آنکھوں میں دھول جھونکنے کے لئیے خارجی نے نیا شوشہ چھوڑ دیا۔اور مرزا قادیانی کی طرح 8 تراویح کا شور کیا ہوا ہے

post-3682-12516933746602.jpgpost-3682-12516934016788.jpgpost-3682-12516934146907.jpgpost-3682-12516934276895.jpgpost-3682-12516934418745.jpg

laugh.giflaugh.gif

خارجی صاحب عربی زبان میں جمع کا صیغہ تین یا اُس سے زیادہ کے لیے استعمال ہوتا ہے۔ 2 کے لئے نہیں ہوتا۔ الحمد للہ ہماری نماز تراویح ہوتی ہے کہ اُس میں 5 ترویحہ ہوتے ہیں۔ جو کے حضرتِ علی کے قول کی تکمیل بھی ہے۔

ویسے“ ںائس ٹرائی “ کوشش جاری رکھیں۔

unsure.gif

Link to comment
Share on other sites

Tum lougoon nay shaid mairi Ami Jaan Hazrat Aisha (ra) waali hadees per ghour nahi kia us main bilkul saaf likha hoa hai k Ramzaan aur ghair Ramzaan 11 rakat Tarweeh padhatay thay......Agar aap is ko tahjud maano gay to phir taraweeh waali daleel kahan gai....Woh to phir kahin say b nahi milay gi.......Phir to jo taraweeh Ramzan main padhi jaati hai us ka to kahin wajood hi nahi...........

Link to comment
Share on other sites

Tum lougoon nay shaid mairi Ami Jaan Hazrat Aisha ra.gif waali hadees per ghour nahi kia us main bilkul saaf likha hoa hai k Ramzaan aur ghair Ramzaan 11 rakat Tarweeh padhatay thay.....

Mouwahid hadeeson per tu jhoot na bolo Zalim Insan . tum ne Syeda Ayesha per b jhoot Bhand dia tuff ho tum per ...

Tum kia Tumhari pori Kharji Zurriyet Is Hadees Main Lafz e Taraweeh nahi Dikha Sakti .

Sab Dekh Lain k Wahabi ne Hadees main apni Marzi se Lafz e Taraweeh Dakhil ker dia hai ... Ya tu ab yeh Us Hadees main se Humein Lafz e Taraweeh Nikal ker dikhaye .. Ya phir Maan le k Is ne Hadees Main Adding ki aor Jhooti Baat Munsoob ker di Syeda Ayesha Ki taraf ....

Sab log Dekh lain ye Wahabi Kase Hadeeson Main Dajal Kerte Hain .

tuff ho tumhari aqalon pe jahan taraveeh ki translation hei wahan tum nain sunan baheeqi ki hadith ke thukradia aur ramdan aur ghair ramdan wali hadith main witr ka bhi zker hei ager witer raat main dw bar hei to main nain upper hadith likhi hei k witer rat main 1 bar hei ye k se ho sukta hei nabee nain khud parh li aaur humein man akia jb k witer to raat ki sub se akhri namaaz hei ?????? Zubeir mushrik tum k se sabit karo gei aur tum mohammad(SAWW) se taraveeh sabit kar nahin pao gei aur naan umer radhi Allah o anhum se k unhon nain bhi 8 rakat aur 3 witer parhei jeisa k imam malik ki hadith main hei... tu airhi choti ka zor laga lo zubair bhiya agebees to kahin bhi nahin ehi warna keh do k mulla eni hanfi aur abdul haq hanfi bhi wahabi thei????

Link to comment
Share on other sites

سلام ۔۔

لگتا ہے کفیل خارجی کے پاس کوئی نئی بات نہیں تھی ، بیچارے نے پھر وہی پرانی باتیں دہرادیں۔ مجھے الحمدللہ اُمید ہے کہ اگر آپ کسی بچے سے بھی پوچھیں گیں تو اُس کو بھی تراویح اور تہجد کا فرق معلام ہو گا۔ یہ اصل میں زبیر علی زئی کا فتنہ ہے، اُس سے پہلے کسی وہابی مولوی نے بھی تہجد اور تراویح کو ایک نہیں کہا۔ اب یہ لوگوں کو عبادت سے دور کرنے اور ان کے آنکھوں میں دھول جھونکنے کے لئیے خارجی نے نیا شوشہ چھوڑ دیا۔اور مرزا قادیانی کی طرح 8 تراویح کا شور کیا ہوا ہے

post-3682-12516933746602.jpgpost-3682-12516934016788.jpgpost-3682-12516934146907.jpgpost-3682-12516934276895.jpgpost-3682-12516934418745.jpg

post-1759-1251699004856.jpg

Link to comment
Share on other sites

Yeh hum nahi tumharay Akaabir 8 rakat taraweeh ki tasdeeq kertay hain.......Yaa to keh do k woh kum faham rakhtay thay k samjh na paya k Amma jaan Aisha (ra) ki bukhaari waali hadees taraweeh k baaray main nahi thi......Aur Imam Bukhari(ra) ko b is baaray main pata na chala k yeh hadees to tahjud k baaray main hai......aap k khiyal sAY sub ko is baat ki samajh hi nahi aa saki jo aaj k brailvion ko samajh aa gai k yeh tarweeh k baaray main nahi!

post-2699-12517003033062.jpg

Link to comment
Share on other sites

Yeh hum nahi tumharay Akaabir 8 rakat taraweeh ki tasdeeq kertay hain.......Yaa to keh do k woh kum faham rakhtay thay k samjh na paya k Amma jaan Aisha ra.gif ki bukhaari waali hadees taraweeh k baaray main nahi thi......Aur Imam Bukhari(ra) ko b is baaray main pata na chala k yeh hadees to tahjud k baaray main hai......aap k khiyal sAY sub ko is baat ki samajh hi nahi aa saki jo aaj k brailvion ko samajh aa gai k yeh tarweeh k baaray main nahi!

ماشا اللہ جناب مواحد صاحب، کیا بات ہے آپ کی مگر یہ کہاں مگر یہ نہیں ماننے کے 8 رکعات تراویح ہی سنت ہے یہ لوگ نفلی عبادت میں بھی لڑتے ہیں میں تو کہتا ہوں یہ سارے ٹاپک ختم کرو اور صرف عقیدے کا رکھو کیوں کے عقیدے سے تو یہ بریلوی بھاگتے ہیں۔ ہمیںان فضول مسلوں میں الجھا کر۔

Link to comment
Share on other sites

Janab Chishti sahib to mairay aik sawaal ka jawab do k jo namaz Aap saw.gif nay 3 din say ziadah nahi padhai woh koun si hai.........Taraweeh ya tahjud?

ye kahan sawaal ka jawaab deinggei khaleel rana nain sawal kia main nain jawab diye mager jub main nain jawab diye to ye teenon bhagei jaa rahei hein aur jo qadri nain last post kari hei mein quran ki taveelat se bhi bazz nahin aiya allah in logon ko hidyaat dei.. pehlei mairi bat ka to masla hall kar to maire bhai phr bad main apna mawad show karana main nain tumharei alim ki fatwei bhi show karei aur hadith bhi mager abhi tuck aap 20 rakat taraveeh ki koi daleel lei kar nahin aa pai khaleel rana nain ye mudda uthaya k mohaditheen nain taraveeh k alag aur tahajd k alag aab bandhei hein to main nain us ka bhi upper jawab dia mger bhai log beziati se dartei hein ..

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

Janab Kafeel Sb.hum nain kab kaha keh Taraveeh aur Tahujjud aik he hain???Aap hum sasawal poochtay hain jin ka aap ko jawab b dia jata hay laikan kabhi humaray sawalon ka b jawab dain.Jo itnay paray huay hain peechay. Khair ab aap k jawab main kuch likhtay hain....

P11.gif

post-1759-12517774230944.jpg

post-1759-12517774325819.jpg

Edited by Kafeel Ahmed Khan
Link to comment
Share on other sites

Janab kafeeel jo imam muhammad ki kitab se hawala dya hai scan pages send karain aap ko bharpoor jawab dya jata hai ....aur bees rakat wali jitni riwayat he sath hi in ka zaeef wa mozo hona b sabit karain... awwalan tu sabit karna aik alag amar hai lakin aap ko quran wa hadith se hi hawala dena hoga humain darmyan main aap ki behas nahi chaye ifham wa tafheem ke liye hum aap ki taqleed nahi karsaktee...aur na hi aap asmae rijal ka sahara lain...

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...