Jump to content

naak ki reedh pak hoti hai ya nahi

Bismillah

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

naak ke reedh agar galey jati bar bar to us se roza toot jata hai kya? jaissey k kissi ko nazla ya zukaam laga ho aur wo bar bar naak se ane wali reedh ko galey k zariey neeche le jaey ta k reedh ko bahir phekney se pani ki kami peda no ho.

naak ki reedh ya cheenk agar kapdon par lag jaey to kapdey napaak jo jatey hain kya?

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

naak ke reedh agar galey jati bar bar to us se roza toot jata hai kya?

is se roza nahi toot ta.

agar aap balgam under se aaye aur us ko bhi nigal jaye tu bhi roza nahi toot ta.

naak ki reedh ya cheenk agar kapdon par lag jaey to kapdey napaak jo jatey hain kya?

ye paak hai is liye kapdey bhi napaak nahi hote.

Agar aap ko kuch samaj na aaye tu sawaal phir kar sakte hain.

(ja)

Link to comment
Share on other sites

1-) nazla, zukaam aur resha wagaira to Jaraseem ki waja se lagtey hain aur merey khial se to jaraseeem paak nahi hotey.

bas mein yeh dobara confirm karwana chahta hoon ke wakiey mein naak ki reedh paak hoti hai?

2-) kissi ko nazla zukam laga ho, (yani ke jab naak se pani behta hai) aur namaz ki halat mein naak mein se kuch qatrey us ke kapdon par gir jaeyn to kapdey paak hi rahey gey kya?

3-) kissi ne naak saaf kiya tissu paper se aur tissu reedh se bhar gya aur us shaks ne wo tissu Jaeb mein daal diya jis ki waja se wo reedh us ke kapdon par lag gai, to bhi kapdey paak hi rahen gey?

jawab k liey shukrya!

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

janab har chees me jarasim hote hain lehaza jis jis chees me jarasim ho tu uska napak hona zaroori nahi hai to reedh bhi napak nahitu agar kapdon par lag jaye tu napak nahi hote kha jaib me tissuepaper raknese ya nazla honese kapdo parlagjane par napak nahi hota lakin masjid me naakka p ani hargiz hargiz nahi gere girne par bahut gunah hai

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Gulzaar bhai mere hisaab se iska masla isi tarha hoga ke jab wazu karte hain to us ke khatre tapakte hain tu wos se gunah jhadte hain isiliye famaya gaya ke un wazu ke khatroun ko masjid main nahi girne dena chahiye. Aap us ko baher jahan wazu karte hain wahan par puch kar aaye.

Main samajta houn isi tarha us nazla ke paani ka hoga ke wo napaak tu nahi hai magar wos ko masjid main nahi girne dena chahiye.

Agay is ka jawaab tu barkaati bhai aap ko de deinge.

(ja)

Link to comment
Share on other sites

(salam)

janab gulzar sahab hamare batane maqsad sirf ye hai ke reath napaak nahi ...ab raha gunaah kyu hota hai masjiid me girne par tu uska jawab ye hai ki masjid allah ka ghar aur muqaddas jagah hai isi liye reath,thooka,naak ka pani aur isi tarah har gandagi pahlane wali chees Se bachane ka hukm hai...Agar ruku me naak ka pani girne wala ho tu gire tak dekhte na rahe balke aasteen punch lein aur masjid ko gandanakarein.......

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...