Bismillah مراسلہ: 12 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 12 ستمبر 2008 naak ke reedh agar galey jati bar bar to us se roza toot jata hai kya? jaissey k kissi ko nazla ya zukaam laga ho aur wo bar bar naak se ane wali reedh ko galey k zariey neeche le jaey ta k reedh ko bahir phekney se pani ki kami peda no ho. naak ki reedh ya cheenk agar kapdon par lag jaey to kapdey napaak jo jatey hain kya? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Raza ka ghulam مراسلہ: 13 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 ستمبر 2008 naak ke reedh agar galey jati bar bar to us se roza toot jata hai kya? is se roza nahi toot ta. agar aap balgam under se aaye aur us ko bhi nigal jaye tu bhi roza nahi toot ta. naak ki reedh ya cheenk agar kapdon par lag jaey to kapdey napaak jo jatey hain kya? ye paak hai is liye kapdey bhi napaak nahi hote. Agar aap ko kuch samaj na aaye tu sawaal phir kar sakte hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 13 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 13 ستمبر 2008 1-) nazla, zukaam aur resha wagaira to Jaraseem ki waja se lagtey hain aur merey khial se to jaraseeem paak nahi hotey. bas mein yeh dobara confirm karwana chahta hoon ke wakiey mein naak ki reedh paak hoti hai? 2-) kissi ko nazla zukam laga ho, (yani ke jab naak se pani behta hai) aur namaz ki halat mein naak mein se kuch qatrey us ke kapdon par gir jaeyn to kapdey paak hi rahey gey kya? 3-) kissi ne naak saaf kiya tissu paper se aur tissu reedh se bhar gya aur us shaks ne wo tissu Jaeb mein daal diya jis ki waja se wo reedh us ke kapdon par lag gai, to bhi kapdey paak hi rahen gey? jawab k liey shukrya! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Barkaati مراسلہ: 1 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2008 1-) nazla, zukaam aur resha wagaira to Jaraseem ki waja se lagtey hain aur merey khial se to jaraseeem paak nahi hotey.bas mein yeh dobara confirm karwana chahta hoon ke wakiey mein naak ki reedh paak hoti hai? 2-) kissi ko nazla zukam laga ho, (yani ke jab naak se pani behta hai) aur namaz ki halat mein naak mein se kuch qatrey us ke kapdon par gir jaeyn to kapdey paak hi rahey gey kya? 3-) kissi ne naak saaf kiya tissu paper se aur tissu reedh se bhar gya aur us shaks ne wo tissu Jaeb mein daal diya jis ki waja se wo reedh us ke kapdon par lag gai, to bhi kapdey paak hi rahen gey? jawab k liey shukrya! janab har chees me jarasim hote hain lehaza jis jis chees me jarasim ho tu uska napak hona zaroori nahi hai to reedh bhi napak nahitu agar kapdon par lag jaye tu napak nahi hote kha jaib me tissuepaper raknese ya nazla honese kapdo parlagjane par napak nahi hota lakin masjid me naakka p ani hargiz hargiz nahi gere girne par bahut gunah hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 1 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 1 اکتوبر 2008 nazle ka pani bhi to naak se ata hai aur naak ki reenth bhi, agar reenth kapdon par lagti hai to kapdey napak nahi hotey, to phir namaz partey waqat agar nazley k qatrey agar kapdon par gir jaey ya phir rak'oo ki halat mein masjid mein gir jayen to phir gunnah kyon hota hai barkaati saab? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Raza ka ghulam مراسلہ: 4 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 4 اکتوبر 2008 Gulzaar bhai mere hisaab se iska masla isi tarha hoga ke jab wazu karte hain to us ke khatre tapakte hain tu wos se gunah jhadte hain isiliye famaya gaya ke un wazu ke khatroun ko masjid main nahi girne dena chahiye. Aap us ko baher jahan wazu karte hain wahan par puch kar aaye. Main samajta houn isi tarha us nazla ke paani ka hoga ke wo napaak tu nahi hai magar wos ko masjid main nahi girne dena chahiye. Agay is ka jawaab tu barkaati bhai aap ko de deinge. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Barkaati مراسلہ: 4 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 4 اکتوبر 2008 janab gulzar sahab hamare batane maqsad sirf ye hai ke reath napaak nahi ...ab raha gunaah kyu hota hai masjiid me girne par tu uska jawab ye hai ki masjid allah ka ghar aur muqaddas jagah hai isi liye reath,thooka,naak ka pani aur isi tarah har gandagi pahlane wali chees Se bachane ka hukm hai...Agar ruku me naak ka pani girne wala ho tu gire tak dekhte na rahe balke aasteen punch lein aur masjid ko gandanakarein....... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔