Qaiser Mustafa Attari مراسلہ: 10 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 ستمبر 2008 مجھے پروفیسر عبدالرؤف روفی کی نعت آواز پانچ وقت لگاتی ہے مومنوں آوں نماز تم بلاتی ہے موموں چاہءے کسی بھاءی کے پاس Download Link ہو تو براءے مہربانی شیءر کر دے اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 10 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 ستمبر 2008 ; Brother this nasheed is with Daff, we should avoid listening to naat with zikar , daff etc اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 10 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 ستمبر 2008 Daff allowed hai Islam mein........ Jab Huzoor Pak Sallalaho Aalaihi Wassalam Madina Shareef Tashreef lay gae the to Bacheyoon ne Daff kay sath geet gaya tha or Un ka Istaqbaal kiya tha. JazakAllah Azawajal. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 10 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 ستمبر 2008 Daff Fiqah e Hanafi Mein Allowed Nhin Hai... Siwaye Chand Soraton Key.. Aur Un Mein bhi Sharait Hain.. Ulema-e-Karam ney Naat Key Sath Zikr Ko Allow Nhin Rakha Jo Zikr Music Sey Musha'bihat Rakhta Hoo Tu Daff Tu Ba Darja e Ola Musha'bihat Rakhta Hai... Naat Key Sath Zikr Key Khilaf Tajush Shariya Mufti Akhter Raza Khan Brelavi Ka Jo Fatwa Hai.. Ussey Perhye Ghaliban Us Mein Daff Sey Related Bhi Behs Mojod Hai.. Ameer-e-AhleSunnat Sey Madani Muzkira Mein Aik Suwal Howa Daff Key Sath Naat Perhna Kesa Hai.. Tu Jawaban Irshad Feramaya "Daff Fiqah e Hanafi Mein Jaiz Nhin Hai" Yeh Suwal Dawat-e-Islami Ki Site Sey Mil Sakta Hai.. Mager Mujhey Abhi Madani Muzkira Number Yaad Nhin.. Ager Mujhey Mil Gaya Tu Post Ker Doun Ga.. Wassalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan-e-Mustafa مراسلہ: 10 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 ستمبر 2008 Wow, I never knew that. Nice topic. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 10 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 ستمبر 2008 Daff Fiqah e Hanafi Mein Allowed Nhin Hai... Siwaye Chand Soraton Key.. Aur Un Mein bhi Sharait Hain.. Ulema-e-Karam ney Naat Key Sath Zikr Ko Allow Nhin Rakha Jo Zikr Music Sey Musha'bihat Rakhta Hoo Tu Daff Tu Ba Darja e Ola Musha'bihat Rakhta Hai... Naat Key Sath Zikr Key Khilaf Tajush Shariya Mufti Akhter Raza Khan Brelavi Ka Jo Fatwa Hai.. Ussey Perhye Ghaliban Us Mein Daff Sey Related Bhi Behs Mojod Hai.. Ameer-e-AhleSunnat Sey Madani Muzkira Mein Aik Suwal Howa Daff Key Sath Naat Perhna Kesa Hai.. Tu Jawaban Irshad Feramaya "Daff Fiqah e Hanafi Mein Jaiz Nhin Hai" Yeh Suwal Dawat-e-Islami Ki Site Sey Mil Sakta Hai.. Mager Mujhey Abhi Madani Muzkira Number Yaad Nhin.. Ager Mujhey Mil Gaya Tu Post Ker Doun Ga.. Wassalam Ma'Al Ikram Mjhe to bilkul pata hi nahi tha.Confusion ho rahe he Phir wo Jo Madine PAk ki Bacheyoon ne daff bajaya tha us k bare mein ....... JazakAllah Azawajal k ap ne correction ki but there is still Confusion..... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qaiser Mustafa Attari مراسلہ: 11 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 11 ستمبر 2008 AAP MUJHAY WRITTEN MAIN PROVIDE KAR DE AGAR HA TU اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Raza ka ghulam مراسلہ: 11 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 11 ستمبر 2008 jo upper huzoor Tajush sharia sahib ke fatwe ki baat kahi gayi. Wo fatwa ye hai. MuftiAkhtarRazaKhan.pdf اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
marhaba مراسلہ: 11 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 11 ستمبر 2008 Mjhe to bilkul pata hi nahi tha.Confusion ho rahe he Phir wo Jo Madine PAk ki Bacheyoon ne daff bajaya tha us k bare mein ....... JazakAllah Azawajal k ap ne correction ki but there is still Confusion..... Sis wo daff jo bachiyon ny bajae thi wo daff aur thi jo aj kal daff bajae ja rahi ha yeh wo wali daff nahi ha is liyay ab tamam ulmayae karam is ko najaiz kahtay ha ap following answer ko sunay ap ki confusion dor ho jaye gi is main mifti sahib ny yaha tak farmaya ha k daff k sath naat parhna naat ki toheen ha mazeed detail is answer main sunay DafParNaatShareefParnaKaisaHai.zip اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 11 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 11 ستمبر 2008 Jazakillahu Khairaaa(Ameeen) dear sister marhaba........... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan-e-Mustafa مراسلہ: 11 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 11 ستمبر 2008 mashaAllah azzawajal. JazakAllah for the clip. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qaiser Mustafa Attari مراسلہ: 12 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 12 ستمبر 2008 Jazak Allah, Lakin main ne request ke te ka aap mujhay written main provide kar de اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 13 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 13 ستمبر 2008 post no.8 mein written diya gia hai.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qaiser Mustafa Attari مراسلہ: 15 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 15 ستمبر 2008 Hazart wo fatawa ha main naat k lyrics ke baat kar raha ho. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔