Jump to content

matam k bary mien shia zakireen k fatwy shia k khilaf

Aashiq Koun

تجویز کردہ جواب

  • 2 months later...
janab kafi jahilana baat ki aap ne...yeh matam k baray mein nahi hai balkeh qoama.zani k baray mein fatwa hai aur tum matam k baray mein keh rahay ho agar matam haram hai to hazrat ayesha ne kiun kiya matam Rasool Allah (saw) ki wafaat per ??

Aap ka khayal hai yei saray kam sab shia matam mai nahe khoushi mai kartay hai aur sath mai yei bhe batatay hai zanjeer ka matam talwar ka matam hunter ka matam aag ka matam . khud matam bhe kahtay hai aur khud jahilana baat bhe ho gaee ..

aur Ummul momineen syeda Ayesha Siddiqa raziAllah anha nay matam kia is daway ko Musalmano ki mustanad kitab say sabit zaror karain baki aahliya kay leay shauhar kay intaqal pay dosro ki banisbat ziada din tak ghami aur soag karna allowed hai aur khali itna he is say ziada kuch nahee.. matam seena kobi aur dosray jahiliyat kay kaam nahe aur na aisay kam koi Musalman karta hai.

Link to comment
Share on other sites

meray bhai aap izzat se baat ker rahay ho acha laga lakin aap k baaki to ikhlaq se gir gaye hain shayed jawab na honay ki soorat mein aisa hi reaction hota hai khair aap ne jo baat ki to mein ne kab inka rkiya iss baat ka ?? lakin zanjeer-zani,matam aur qoma-zani mein bohat farq hai aur yeh sab different hain aur zahir hai kuch loag qoma-zani kertay hain tabhi to fatwa aaya hai lakin kisi bhi ayatullah ne matam ya zanjeer-zani se manah nahi kiya hai balkeh qoama-zani se manah kiya hai jab k topic starter ne matam ki baat ki hai jo k kam-ilmi hai uss ki...aur jahan tak baat hai hazrat ayesha ki to meray bhai tarikh ibne kathir aur seerat ul nabi ibne hatham mustanad books hain aap k aqeeda mein iss se ziada aur kiya chahiye...lakin jaba aap ne books mein perha nahi k hazrat ayesha ne khud kaha k mein ne aur auraton k sath mil ker seena koabi ki aur moan per tamachay maray uss k baad hazrat usman ki family ka bhi ref. diya k unhon ne bhi matam kiya to meray bhai aap keh rahay ho k yeh koi musalman nahi kerta phir aap k aqeeda k mutabiq yeh loag kon thay ??
Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

(bis)

Matam per dusary thread mein shiaon ki jhoot aur sayyeda ayesha siddiqa key " matam" wali riwayat ko tahqeeqi jawab diya gaya hai.

Ayesha siddiqq rd ney koee matam nahee kiya.

Agar moderators munasib samajhey to matam wala sirf ek thread open rahney dein , jismein shiaon ko jhoot scan ke saath sabit kiya gaya hai. Baki threead close/ lock karnein say sahulat hogee.

Al Hasani

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...