M. Rizwan Attari مراسلہ: 8 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 ستمبر 2008 (ترمیم شدہ) Itmehfil k tamam members ko Dil say Ramadan Mubarik Allah Hamay Iss Mahenay Main Dil Say Ebadat kernay ki Taufeeq atta Farmay. Main App tamam Islami bhai aur behno say ye pochna chahta ho k main nay ak islami website ka visit kia hi but mujay samaj nahi aa rahe k vo matlb site owner sahi sunni hi ya nahi khas toor par manay islami questions aur un k hall k chand sawalo k jawab parhay hain jin ka javab mujay samaj nahi aayi.main aap ko link day deta hoo.plz help me Aur na janay kitnay sawal hooon gay. App say Madani Iltija Hi k iss website ka bagor mutalya farma ker reply dain. Edited 8 ستمبر 2008 by M. Rizwan Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 8 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 ستمبر 2008 Islami mehfil k tamam members ko Dil say Ramadan Mubarik Allah Hamay Iss Mahenay Main Dil Say Ebadat kernay ki Taufeeq atta Farmay. Main App tamam Islami bhai aur behno say ye pochna chahta ho k main nay ak islami website ka visit kia hi but mujay samaj nahi aa rahe k vo matlb site owner sahi sunni hi ya nahi khas toor par manay islami questions aur un k hall k chand sawalo k jawab parhay hain jin ka javab mujay samaj nahi aayi.main aap ko link day deta hoo.plz help me n. Jis site say aap nay information hasil kari hai aur jo sawalat jawabat aap nay paish keay hain tu kuch bato maslan imam kay peachay sora fatiha waghaira (jaisay jawabat) say maloom yehi hota hai kay yei site walay Ahlehadis ghairmuqallad hain lahaza aap aisi sites say bachain Alhamdulillah sunni sites maujood hain waha pay time dia karain bayshumar books information maujood hai Alhamdulillah http://www.faizaneraza.org http://www.faizaneattar.net http://www.dawateislami.net/library http://www.islamieducation.com http://www.trueislam.info http://www.ahlesunnat.net http://www.ja-alhaq.com http://www.nooremadinah.net http://www.sunnispeeches.com http://www.razanw.org aur islamimehfil pay aatay rahain inshaAllah yaha apny ilam apni barkat say ham sab ko mustafeed farmaiay.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Raza ka ghulam مراسلہ: 9 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 9 ستمبر 2008 Saif ul islam bhai aap ne sahi kaha hai mujeh bhi aisa hi kuch lagta hai us site ke barey main. Aap log aisi web sites par mat jaye jis se apne imaan jane ka khatra hou. Aur sirf ahlesunnat sites par hi jaya karein. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
marhaba مراسلہ: 9 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 9 ستمبر 2008 main saif bai ki baat sy agree karti hon in k sawalat k jawab sy lagta ha k yeh wahabiyon ki site ha meri ap sy balky sab islami bai aur behnoo sy madani iltija ha k barayay madinah khod hi sites search na kiya karain balky jo sunni websites par aur sites k link diyay hotay ha sirf unhi sites ko visit kiya karain kiyon k unhon ny mukamal research k baad hi link diyay hotay ha agar ap khod hi talaash karain gay to ho sakta ha k ap ghamrahoo ki site par chalay jayay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 9 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 9 ستمبر 2008 (ترمیم شدہ) Rizwan Attari bhai iss ke tu 1-2 Jawabat par kar hee pata chal jata hai ke yeh koi Badmazhab ki website hai please aise sites visit nah kiya karain aur nah aison ke kisi Sawal/Jawab ko par kar zehan per zoor lagaya karain kyon ki inhon ne har ulti baat jo karni hai. Pata nahi kiss Jahil ne inn Sawalaat ka jawab diya hai. So meri request hai ke aise sites per hee mat jaya karian. JazakAllah!!! Baqi rahi baat ke Surah Fatiha Imam ke peechy parna tu iss ka Answer par kar yeh baat done hai ke yeh kisi Wahabi ki site say liya gaya hai. App iss Answer ka Radd iss thread mein par sakty hain. http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=5247 Taweez ka Saboot iss thread mein par sakty hain. http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=4202 Edited 9 ستمبر 2008 by Ghulam E Mustafa اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 9 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 9 ستمبر 2008 ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH JI HAAN YE JISS WEBSITE SAY FATAWA HAIN WO WEBSITE AHLEHADEESOON KI HAI, KAFI MASHOOR HAI, RIZWAN BHAI AGAR APP KO MATERIAL CHAHIYE TO APP SUNNI WEBSITES SAY MATERIAL LAIN, KUCH KAY SAIF UL ISLAM BHAI NAY APP KO LINK BHI DIA HAI, ISS KAY ELLAWA KUCH ULLAMA OR BHI HAIN JIN KI WEB SITE APP VISIT KARAIN. www.sunnah.org http://mac.abc.se/home/onesr/d/itp.html SHEIKH GIBRAIL FAUD HADDAD WEBSITE http://www.islamicacademy.org/ www.nafseislam.net www.fikreraza.net http://www.ishaateislam.net/ APP KO INHI SITES PER BOHAT KUCH MIL JAYE GA اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
M. Rizwan Attari مراسلہ: 10 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 10 ستمبر 2008 ......Main app tamam Islami Bhaip k Dil say Shukar guzar ho k aap nay mare rehnumai ki.....Main Neeyat kerta hoo k InshaAllah Aisi website ka visit nahi kero ga aur aap nay oper jo link diay hain un ko follow kero ga...Mera nakis mashvera hi k koi islami bhai agar ho sakay to sunni website ka a detail thread day day takay new islami bhaio k liay roshni ka zareya ban sakay.... .......Allah Hafiz اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
marhaba مراسلہ: 10 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 ستمبر 2008 bai ap is link sy sunni sites dakh saktay ha http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=126 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 21 فروری 2011 Report Share مراسلہ: 21 فروری 2011 786 & Bismillah Read Online: http://www.nafseislam.com/en/Literature/Urdu/Articles/786AurMeaningsBismillah/786AurMeaningsBismillah.htm Download: http://www.nafseislam.com/en/Literature/Urdu/Articles/786AurMeaningsBismillah/786AurMeaningsBismillah.pdf M.Rizwan Attari bhai say guzarish hay keh MUHAMMAD RIZWAN ATTARI likha krain .... M likhnay say parhaiz farmaya krain.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔