Jump to content

Radd e Zalzala ka Radd

Salmanqadri

تجویز کردہ جواب

Assalamo alaikum to all sunni brothers

Deobandio ne maulana arshad ul qadri sahab ki kitaab "Zalzala" ke jawaab mai aik kitaab likhi hai us mai likha hai ke Hassam ul harmain ke baaad aik kitaab shaya hui jis ka naam is website mai dia gaya hai

aaap bhaio se guzarish hai ke agar kisi ke ilm mai ho to bataein ya ulema karaam se rabita ker ke bataein ke aisi koi kitaab shaya hui thi aur is kitaab ke rad mai koi sunni kitaab shaya hui hai abhi tak ya nahi

bohat shukria

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Ghulaam-e-mustafa bhai ne jo jawaab diya hai yaqeenan wo sahi hai.

Munazir-e-Ahlesunnat Hazrat Allama Arshad ul Qadri Rahmatulla alai ka naam sunte hi ulama-e-deoband main zalzala aajata hai.

Deobandi logoun ne Zalzale ke jawaab main 6 Kitabein likhi hain lekin wos main 3 kitaabein aisi thi jin ka jawaab diya jaye tu Allama Saheb ne wos ke rad main ZAIR -O- ZABAR nami kitaab jo Taqreeban 460 pages par mushtamil hai likhi. Aur Itna pyara andaaz apnaya hai ke deobandi ulama abhi tak unghoosh badanda hain (yani khamoosh hain us ka koi jawaab nahi diya gaya.)

Agar aap ko ye kitaab chahiye tu kisi bhi maktabe se hasil kar sakte hain yahan india main tu kisi bhi maktabe par dastiyaab hai aur main samaj ta houn aap ko ye kitaab pakistaan main bhi kisi bhi maktabe par mil jaye gi.

Thanks for info InsahAllah mein yeh book talash karne ki koshish karon ga.

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...
(bis)

(salam)

(sa) Salman bhai agar aap ko kitaboun ke name chahiye tu barkati bhai ko reply dein wo batayeinge. jo sawaal kiya hai aap ne ye aap se kis ne kaha hain.

(ja)

Assalamo alaikum to all sunni brothers

bhai mai ne ye batein sunni nahi balke deobandio ki aik site hai us per in ki beshumaar books hai ahle sunnat ke khilaf wahan per peha hai bhai ho sakta hai aap ko us site ka pata ho lekin agar aap jannana chahtay hai to mujhe apna yahoo id dain mai aap ko us per us site ka link share ker deta hooon

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Ghulaam-e-mustafa bhai ne jo jawaab diya hai yaqeenan wo sahi hai.

Munazir-e-Ahlesunnat Hazrat Allama Arshad ul Qadri Rahmatulla alai ka naam sunte hi ulama-e-deoband main zalzala aajata hai.

Deobandi logoun ne Zalzale ke jawaab main 6 Kitabein likhi hain lekin

ji inho ne 6 books likhe par aik me bhi jwab nahe tha Balke aur Hamare Aqaid ka saboot nikalta tha aur kese likhte likhne k lie bhi Aqal chaye aur Aqal hoti tu kia Deo band Hote :lol:

Allama Arshudul Qadri Sahb ne inn 6 k jawab me aik likhe jo inn par jab se ab tak bhari haii

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

Yasir bhai aapnay Bilkul Saheeh farmaya .

Zalzala k jwab main likhi gayi kutab ka Radd-e-Baleegh ''Zair-o-Zabar'':

Online Reading Link:

http://www.nafseislam.com/en/Literature/Urdu/Books/ZairoZabar/ZairoZabar.htm

Download:

http://www.nafseislam.com/en/Literature/Urdu/Books/ZairoZabar/ZairoZabar.pdf

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...