Exothermic07 مراسلہ: 7 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 7 ستمبر 2008 A deobandi/ wahabi told me about this Ayat from Surah Touba and I am really confused. Can some one please explain it? 9:80 Ask forgiveness for them (O Muhammad), or ask not forgiveness for them; though thou ask forgiveness for them seventy times Allah will not forgive them. That is because they disbelieved in Allah and His messenger, and Allah guideth not wrongdoing folk. This is from Surah Touba, ayat 80. Can someone please explain it in reference to Aqaid-e-Ahle Sunnat. I heard Ovais Bhai say "Jis ki Huzur (ﺼﻟﻰﷲﻋﻟﻴﻪ ﻮﺴﻟﻣ) shafa'at karein gay to zahiri baat hai wo jannat main kaey ga" And there is also a verse from a naat: "Un ko mukhtar banaya hai meray Moula nay Khuld main bus wohi jasakta hai Jisko Hasnain kay Baba ki ijazat hogi" اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 7 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 7 ستمبر 2008 Wahabiyo ka yei tareeka hai kay Allah azzawjal nay jo aayatain buto , mushriko , kafiro kay leay nazil kee hai un ko musalmano pay chaspa'n kartay hai aur aadha Quran mantay hai adhay ka inkar kar daitay hain... is link pay Page number 6 aur page 7 parh lain ghour say aur Qurani aayat ka reference us ko day kar us say pochain kay Quran ka inkar aik musalman tu nahe kar sakta tu tum kia howay http://www.islamimehfil.info/index.php?sho...4927&st=100 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Exothermic07 مراسلہ: 7 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 7 ستمبر 2008 (ترمیم شدہ) Wahabiyo ka yei tareeka hai kay Allah azzawjal nay jo aayatain buto , mushriko , kafiro kay leay nazil kee hai un ko musalmano pay chaspa'n kartay hai aur aadha Quran mantay hai adhay ka inkar kar daitay hain... is link pay Page number 6 aur page 7 parh lain ghour say aur Qurani aayat ka reference us ko day kar us say pochain kay Quran ka inkar aik musalman tu nahe kar sakta tu tum kia howay http://www.islamimehfil.info/index.php?sho...4927&st=100 Saif bhai, mai apnay hasool e ilam kay leay samghna chahta hoon. Wahabi to Munafiq hain woh apni marzi say jo ayat chahein ignore kar saktey hain. Magar ham ko to har ayat samajhni chahiye aur aqeeda sahi rakhna chahiye. ooper link mai jo Shafa'at say muta'allik ayat hain, aur jo Surah Toba ki ayat main nay likhi hai, un ki Ahadis , Tafasir aur Aqaid-e-Ahle Sunnat ki roshni main wazahat kar dain. Main nay hamaisha yehi suna keh Huzur Akram Allah ta'ala kay aisay Mahboob hain keh wo jo chahtay hain Allah waisa he farma deta hai is baat pay bhe kuch dalail day dain. Aik aur naatiya sher main nay suna tha. Meray khiyal say A'laHazrat ka sher hai Mujhay sahi lafz yaad nahi magar meray khiyal say kuch is tarha hai: "Nabi Mukhtar-e-kull hai'n jis ko jo chahe ata kar dai'n Is shair ka dosra hissa yad nahe Ab koi Islami bhan ya bhai plz yeh aayat mujhay smjha dey to bari meharbani hogi Edited 7 ستمبر 2008 by Exothermic07 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 8 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 ستمبر 2008 Sure Toba ki ayat 80, ye Fasiqo/ Munafiqeen ke haq me utri na ki momino ke liye jiska pata to isky tarjumy se hi chal jata hai ki jo Allah or usky Rasool ke munkir hain...momin kab se Allah or usky Rasool ke munkir hony lagy balki wo Munafiqeen/ fasiq hain momin nahin jiska zikr Allah ne yu kiya ki Allah fasiqo ko rah nahin deta...baki raha sawaal huzur ki shafaat ka momino ke haq me to usky liye to aap upar diye gaye link ko visit kar lijye... Momin ke haq me duiya or akherat mein huzur ki shafat/ sifraish/ dua ke dalail ka to quran or hadees me ambaar laga hai.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Exothermic07 مراسلہ: 9 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 9 ستمبر 2008 Sure Toba ki ayat 80, ye Fasiqo/ Munafiqeen ke haq me utri na ki momino ke liye jiska pata to isky tarjumy se hi chal jata hai ki jo Allah or usky Rasool ke munkir hain...momin kab se Allah or usky Rasool ke munkir hony lagy balki wo Munafiqeen/ fasiq hain momin nahin jiska zikr Allah ne yu kiya ki Allah fasiqo ko rah nahin deta...baki raha sawaal huzur ki shafaat ka momino ke haq me to usky liye to aap upar diye gaye link ko visit kar lijye... Momin ke haq me duiya or akherat mein huzur ki shafat/ sifraish/ dua ke dalail ka to quran or hadees me ambaar laga hai.... Asif bhai, bohat shukriya ap kay jawab ka. Meri jo confusion thi woh thori si hal ho gai hay thori baqi hai woh bhi door ho jaey gi. Ab mera sawal yeh hai keh agar koi kahey kay (yeh main nahi kehta kiyun keh shayad gustakhi ho... magar koi aur kahey keh) is ka to yeh matlab hai keh Rasul Allah sirf Mominon kay liye Mukhta-e-Kull hain. Kya aisa kehna sahi hoga? Agar nahi to iska kya jawab hai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 16 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 16 ستمبر 2008 yahan baat ikhteyaar ki nahin izn ki hai..Shafaat usi ko naseeb hai jo momin raha, Kuffaro ke liye koi sifrashi nahin....dekhiye quran ki ayat... http://www.islamimehfil.info/index.php?s=&...ost&p=31416 Nabi ke ikhteytaar par jahil mukhalefeen aitraaz karty hain...haan hidayat unhi ko naseeb hoti hai jisy Allah chahy. neechy di hui book ka mutala karein to bohot mufeed hoga... http://www.razanw.org/modules/sunnibooks/i...Riza_e_Muhammad http://www.nooremadinah.net/UrduBooks/Urdu...kID=11&CP=8 ki huzur ko Allah ne kaisy ikhteyar diye...Mukhtaar e kul is aitbaar se ki deen me jo chahy hukm nafiz kar dein...jisy chahy usy hukm se riyayat de ein...or nabi ke ikhteyarat ka nafa bhi momino ko hi milta hai mukhalifeen isky liye pareshan na hon... Huzur ko shafaat ka kaisa ikjtiyaar Allah ne diya usky liye ye do hadeesy hi kaafi hain.... It is recorded by Imam Ahmed with the sanad of Sahih on the authority of Hazrath Abdullah bin Umar (radi Allahu anhu) and by Ibn Majah on the authority Hazrath Abu Moosa Ash?ari (radi Allahu anhu) that the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) said, ?Almighty Allah gave me the choice of either intercession or taking half my Ummah into Jannat. I took intercession for it is that which will be of more use and more needed. Do you think that my Intercession is for those who are pure Muslims? No, but my intercession is for those sinners that are covered in sin and wrong.? (Ibn Majah Page 329) Jannat me Huzur ka Saath ata kiya Rabia bin kab ko Sahih muslim Rabi'a b. Ka'b said: I was with Allah's Messenger (may peace be upon him) one night. and I brought him water and what he required. He said to me: Ask (anything you like). I said: I ask your company in paradise. He (the Holy Prophet) said: Or anything else besides it. I said: That is all (what I require). He said: Then help me to achieve this for you by deyoting yourself often to prostration. (Book #004, Hadith #0990) AAJ MADAD MANG UN SEY, AAJ LEY UN KI PANAH, PHIR NA MANEIN GEY, QAYAMAT MEIN AGER MAAN GAYA UNHEIN JANA UNHEIN MAANA NA RAKHA GHAIR SEY KAM LILAH IL HAMD MAIN DUNIYA SEY MUSALMAN GAYA AUR TUM PER MERAY AAQA KI INAYAT NA SAHI NAJDIYO KALMA PERHANEY KA BHI AEHSAN GAYA? SORAJ ULTEY PAON PALTEY CHAND ISHAREY SEY HO CHAK ANDHEY NAJDI DEKH LEY QUDRAT RASOOL ALLAH KI ZIKR ROKEY, FAZAL KATEY, NAQS KA JOYA RAHAY PHIR KAHAY MARDAD KEY HOON UMAT RASOOL ALLAH KI AREY TUJH SEY AUR JANNAT SEY KIYA MATLAB WAHABI DOUR HOON HUM RASOOL ALLAH KEY JANNAT RASOOL ALLAH KI HASHR TAK DALEIN GEY HUM PAIDAISH-E-MOULA KI DHOOM MISAL-E-FARAS NAJD KEY QAL-AE GIRATEY JAYEIN GEY KHAAK HO JAYEIN AADO JAL KER MAGER HUM TU RAZA DAM MEIN JUB TAK DAM HAI ZIKR UN KA SUNATEY JAYEIN GEY KILK-E-RAZA WOH KHANJR-E-KHOON KHUWAR BARQ BAR AADA SEY KEH DU KHAIR MANAYEIN NA SHAR KEREIN WOH RAZA KEY NEIZAY KI MAR HAIN KEY AADO KEY SENAY MEIN GHAR HAIN KISAY CHARA JOYI KA WAR HAI KEY YEH WAR AAR SEY PAR HAI اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Exothermic07 مراسلہ: 20 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 20 ستمبر 2008 yahan baat ikhteyaar ki nahin izn ki hai..Shafaat usi ko naseeb hai jo momin raha, Kuffaro ke liye koi sifrashi nahin....dekhiye quran ki ayat... WOH RAZA KEY NEIZAY KI MAR HAIN KEY AADO KEY SENAY MEIN GHAR HAIN KISAY CHARA JOYI KA WAR HAI KEY YEH WAR AAR SEY PAR HAI Main Huzoor Akram kay sab ikhtiyarat ko manta hoon. Main ahl-e-sunnat kay aqeeday say inkar nahi kar raha balkey sirf samajhnay ki koshish kar raha hoon. Mujhay bas yeh baat samajh nahi aa rahi keh Mukhatar-e-Kull to jo chahey wohi hota hai... phir is ayat ka matlab kya hai? 9:80 Ask forgiveness for them (O Muhammad), or ask not forgiveness for them; though thou ask forgiveness for them seventy times Allah will not forgive them. That is because they disbelieved in Allah and His messenger, and Allah guideth not wrongdoing folk. Asif bhai jaan nay jo kitab ka link diya tha, us say Huzoor Akram kay bohat say ikhtiyaarat zahir hotay hain aur bari mufeed kitab hai mashAllah. Magar main is ayat ko bhi samajhna chahata hoon takeh mera zehan saaf ho jaey aur har qisam ka andesha door ho jaey. Aur sawal yehi hai keh Mukhtar-e-Kull to jo chahata hai woh ho jata hai: yeh samney rakh kar us ayat ka matlab samajh nahi aa ta. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 3 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 3 اکتوبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 3 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 3 اکتوبر 2008 tafseer_nasfi__1.rtf tafseer_nasfi_2.rtf title_nishapori.rtf tafseer_nisha_pori_2.rtf title_siraj_ulmuneer.rtf Document.rtf_siraj_ul_muneer.rtf title_tafseerv_khazan.rtf Document.rtf_khazan.rtf اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sami9192 مراسلہ: 5 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 5 اکتوبر 2008 Jazakillah Azawajal اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 8 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 اکتوبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ExposingNifaq مراسلہ: 10 اکتوبر 2008 Report Share مراسلہ: 10 اکتوبر 2008 MashaAllah Janab Khalil Sahib...Allah app par Mazeed fazal o Karam fermiay...Ameen Iss post ko articel kee form mayi post kerna bhut mufeed ho ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Exothermic07 مراسلہ: 17 اکتوبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 17 اکتوبر 2008 Khalil bhai, ap ka bohat shukriya. Allah apko ajar azeem ata farmaey, ap ki lambi zindagi karay sukh sehat wali aur iman par khatma karay. Hamara bhi. Aameen Allah karay ap issi tarha logon ki madad deen kay muamlay main kartey raho. Allah apko jhush rakhay. Ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔