Jump to content

Deobandi ke sawaal


Salmanqadri

تجویز کردہ جواب

Assalamo alaikum to all sunni brothers

 

bhaio mai ne deobandio ki site se pictures upload ki hain aap sab se guzarish hai ke in aitrazaat ke jawaaab dejiay ga kitaab ka naam hai allama arshadul qadri ki kitaab zalzala ka jawaab

(salam) ......... bhai sach ko koi jhoot sabit nahi kar sakta... iska jawab kisi brelwi bhai k paas nahi hoga... is tarah k or bhi bohot say muaamlay par brelwi bhai ab tak chup hain kyun k un k paas koi jawab nahi.. for exmpl. Tajanib e Ahle sunnat ki tahareer, fawaid e faredia ki ibatrat.. etc :rolleyes:

Link to comment
Share on other sites

(salam) ......... bhai sach ko koi jhoot sabit nahi kar sakta... iska jawab kisi brelwi bhai k paas nahi hoga... is tarah k or bhi bohot say muaamlay par brelwi bhai ab tak chup hain kyun k un k paas koi jawab nahi.. for exmpl. Tajanib e Ahle sunnat ki tahareer, fawaid e faredia ki ibatrat.. etc :rolleyes:

 

 

shariq can u translate that 4 me in english inshallah i will get the answers for u aur agar sawalo ke jawb dene hi ki baat hain to mere paas bhi kai sawal hain jise aapki tablig jamat ke baap dada ne bhi jawab nahin diya

apna akidah pesh karo kis firke se ho aur phir mein sawal pesh karta hu uska jawab do

Link to comment
Share on other sites

bhai sach ko koi jhoot sabit nahi kar sakta... iska jawab kisi brelwi bhai k paas nahi hoga... is tarah k or bhi bohot say muaamlay par brelwi bhai ab tak chup hain kyun k un k paas koi jawab nahi.. for exmpl. Tajanib e Ahle sunnat ki tahareer, fawaid e faredia ki ibatrat.. etc

 

Shariq Sahib Aap Pehli Bar Yahan Aaye Hain.. Aur Perhey Baghair Dawa Kerney Sey Baad Mein Nidamat Ka Samna Hota Hai.. In Baton Ka Mufasil Jawab Kafi Martaba Ulema e AhleSunnat Dey Chukey Hain..

 

InshaAllah Jald Hi Yahan In Pages Ka Jawab Post Ker Diya Jaye Ga..

 

Deobandiyon Key Pas In Ghissey Pittey Aetarazat Key Ilawah Kuch Hai Hi Nhin Werna Tajanib e AhleSunnat aur Fawaid e Fareediya Ka Bhi Kayi Bar Jawab Diya Ja Chuka Hai.. Aetarazat Jawabat Wala Section Check Kerein Aapko Apney Kayi Aetarazat Key Jawabat Wahan Sey Mil Jayen Gey...

Link to comment
Share on other sites

(salam) ......... bhai sach ko koi jhoot sabit nahi kar sakta... iska jawab kisi brelwi bhai k paas nahi hoga... is tarah k or bhi bohot say muaamlay par brelwi bhai ab tak chup hain kyun k un k paas koi jawab nahi.. for exmpl. Tajanib e Ahle sunnat ki tahareer, fawaid e faredia ki ibatrat.. etc :rolleyes:

 

Shariq bhai pehly islamimehfil ko ghoom phir kar dekh tu lain ke yahan kiss kiss ka jawab diya gaya hai aur kiss ka nahi aur kinhon ne jawab diya aur kon forum chor kar bhagh gai.

brother aghar app ko Ahl-e-Sunnat ya Ala Hazrat per ajj tak kisi aitraaz ka jawab nahi mila tu saboot ke sath aitraaz karain jawab daina humara kaam hai. :rolleyes:

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Mashallah khalil bhai aap ne to kamaal ker dia bhai wah

deobandio ka farad to khul hi gaya

khalil bhai aap se aik guzarish aur hai ke jo pages mai ne post kiay hai un mai likha hai ke jab hassam ul harmain shaya hui to us waqt deobandi buzurgoo ne in aqaid ko kufriya likha jo hassam ul harmain mai pesh kiay gaye ashraf ali thanvi ne aik kitaab likhi "bast ul insaan " aur is ke ilawa doosri kutab bhi shaya hui jin mai aise aqaid ko buzurgoo ne kufriya kaha .....

khalil bhai aap is baat per bhi research kerain ke is mai to deobandi kehtay hai ke hamray thanvi sahab aur doosray buzurg ne kitabein shaya kervai aur un mai aisay aqeedoon ko kufr likha ..... :lol: .hahahhahahaha ye kaisa dogla pan hai ..............lekin phir bhi khalil bhai aap zaroor is per bhi research kejiay ga plz mehrabani ho gi

Allah hafiz

Edited by Salmanqadri
Link to comment
Share on other sites

  • 10 years later...
  • 4 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...