Gulzar مراسلہ: 31 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 31 اگست 2008 (ترمیم شدہ) 1-) roze ki halat mein jab wazu karte hain to kuli karna zaroori hai kya,kyon ke kuli karne se zaban gilli ho jati hai aur wo pani ahista ahista andher chala jata hai, is roza nahi toota kya? 2-) roza ho to agar aap ne koi film ya drama dekha to us se roza toot jata hai kya? 3-) kin kin cheezon se roza toot jata hai? 4-) fajar ki azaan honey ke baad aur phele aap kitne nafal pard saktey hain? aur jab aap ne farz pard liey to phir kitne nafal padney ki ijaazat hai? Edited 31 اگست 2008 by Gulzar اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 31 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 31 اگست 2008 1-) roze ki halat mein jab wazu karte hain to kuli karna zaroori hai kya,kyon ke kuli karne se zaban gilli ho jati hai aur wo pani ahista ahista andher chala jata hai, is roza nahi toota kya? 2-) roza ho to agar aap ne koi film ya drama dekha to us se roza toot jata hai kya? 3-) kin kin cheezon se roza toot jata hai? 4-) fajar ki azaan honey ke baad aur phele aap kitne nafal pard saktey hain? aur jab aap ne farz pard liey to phir kitne nafal padney ki ijaazat hai? bhai ap apnay suwalat k jawabat k liye Is Topic ka mutala'a karen. wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 3 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 3 ستمبر 2008 Petrol ya loook jo k constrution mein istimaal hoti hain, us ki smell se roza toot jata hai kya? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 4 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 4 ستمبر 2008 Petrol ya loook jo k constrution mein istimaal hoti hain, us ki smell se roza toot jata hai kya? Bad'bu ya Khousbo say roaza nahee toat'ta hai. albatta kis petrol ya deegar gases, chemicals waghaira ka dhuwa'n ya fumes hain aur jan boojh kay songha tu roaza toat jaiay ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 4 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 4 ستمبر 2008 4 sharing masa'il.......... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mushtaq_Attari26 مراسلہ: 4 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 4 ستمبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 5 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 5 ستمبر 2008 (ترمیم شدہ) bohat acha topic share kya hai aapne Umm-e-Anwaar Raza saab, jazakallah, wazoo k waqat jab Kuli karte hain to kya finger se daant saaf karne chahiey ya khali moun main 3 baar pani daal kar bahir phenk denna chahiey? kyon k agar khali kuli bhi karen to pani ka yaqeeqan koi na koi qatra zaroor merey khial se andher reh jata hai, aur mumkin hai k wo pani ka koi qatra La'ab ke saath halq mein utar jaey, mujhe kuli karne k baad yeh waswassa ata hai k koi na koi qatra thook k saath andher chala jaey ga aur mujhe wazoo k baad kai baar thookna parta hai, halan k shaitaan bhi nahi hai phir bhi waswasa ata hai, Edited 5 ستمبر 2008 by Gulzar اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammah AhsanUllah Attari مراسلہ: 6 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 6 ستمبر 2008 JazakAllah Azzwajal اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 6 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 6 ستمبر 2008 bohat acha topic share kya hai aapne Umm-e-Anwaar Raza saab, jazakallah, wazoo k waqat jab Kuli karte hain to kya finger se daant saaf karne chahiey ya khali moun main 3 baar pani daal kar bahir phenk denna chahiey? kyon k agar khali kuli bhi karen to pani ka yaqeeqan koi na koi qatra zaroor merey khial se andher reh jata hai, aur mumkin hai k wo pani ka koi qatra La'ab ke saath halq mein utar jaey, mujhe kuli karne k baad yeh waswassa ata hai k koi na koi qatra thook k saath andher chala jaey ga aur mujhe wazoo k baad kai baar thookna parta hai, halan k shaitaan bhi nahi hai phir bhi waswasa ata hai, اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 7 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 7 ستمبر 2008 bohat acha topic share kya hai aapne Umm-e-Anwaar Raza saab, jazakallah,wazoo k waqat jab Kuli karte hain to kya finger se daant saaf karne chahiey ya khali moun main 3 baar pani daal kar bahir phenk denna chahiey? kyon k agar khali kuli bhi karen to pani ka yaqeeqan koi na koi qatra zaroor merey khial se andher reh jata hai, aur mumkin hai k wo pani ka koi qatra La'ab ke saath halq mein utar jaey, mujhe kuli karne k baad yeh waswassa ata hai k koi na koi qatra thook k saath andher chala jaey ga aur mujhe wazoo k baad kai baar thookna parta hai, halan k shaitaan bhi nahi hai phir bhi waswasa ata hai, ap baraye madina ye book poori parh lain ap ko rozon k baray men jis qader masail hongay sab ka ap ko jawab mil jaye ga Faizan e Ramadhan or apnay is suwal k jawab k liye ye read karen:" wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 7 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 7 ستمبر 2008 (ترمیم شدہ) mujhe net pe yeh hadees mili hai lekin is ki koi sannat nahi hai, kya koi confirm kar sakta hai k yeh sahi hai ya nai? Edited 7 ستمبر 2008 by Gulzar اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 7 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 7 ستمبر 2008 Awwal akhir darood sharif kay saath Sahri kay Anmol Wazeefa wali dua say Har Sahri mai Allah azzawajal ka zikar karain aur jo bhee dua waghaira parhna chah'hain parhain .. aur phir is ko Nabi pak alaihiSlam ki bargah mai hadiya karain aur tamam Anbiya kiram Sahaba kiram Ahlebait Auliya kiram tamam Musalmano ko Isal e Sawab karain inshAllah is kay buhat faiday hai jaisa ooper likha howa hai.. Yad rakkhain wazeefa mai jo ta'daad likhi howi ho jab wo wazeefa parhian tu utni he bar parha karain jitna wazeefay mai likha gaya hai na kam na ziada.. baki phir darood sharif parh kay aagay jitni martaba jo dua parhni hai parhain.. aur yei dua kaee mo'atabar ulama ki kitabo mai likhi howi hai .. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 7 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 7 ستمبر 2008 Awwal akhir darood sharif kay saath Sahri kay Anmol Wazeefa wali dua say Har Sahri mai Allah azzawajal ka zikar karain aur jo bhee dua waghaira parhna chah'hain parhain .. aur phir is ko Nabi pak alaihiSlam ki bargah mai hadiya karain aur tamam Anbiya kiram Sahaba kiram Ahlebait Auliya kiram tamam Musalmano ko Isal e Sawab karain inshAllah is kay buhat faiday hai jaisa ooper likha howa hai.. Yad rakkhain wazeefa mai jo ta'daad likhi howi ho jab wo wazeefa parhian tu utni he bar parha karain jitna wazeefay mai likha gaya hai na kam na ziada.. baki phir darood sharif parh kay aagay jitni martaba jo dua parhni hai parhain.. aur yei dua kaee mo'atabar ulama ki kitabo mai likhi howi hai .. Subhan Allah, mashallah, aur agar esale-e-sawab na karen, i mean , sirf sehri kha kar is ko 7 martaba pard liya jaey to jitna is mein sawab likha wo mil jaey ga ya nahi? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 7 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 7 ستمبر 2008 Subhan Allah, mashallah,aur agar esale-e-sawab na karen, i mean , sirf sehri kha kar is ko 7 martaba pard liya jaey to jitna is mein sawab likha wo mil jaey ga ya nahi? Ugar aap pahlay jo parh chukay us ki waja say poch rahay hain tu sawab tu Allah azzawjal qubool farma kay ata farma daita hai magar Isale sawab momin ka hadiya hai dosray sab Iman walo kay leay inshaAllah jab ham is dunya mai nahe hogain tu hamai bhe dosray musalman yad rakkhain gain ... aur yei kay Isale sawab aap nay jo pahlay aaamal achay karay un sab ki niyyat kar kay abhee bhe kar saktay hain ... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 7 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 7 ستمبر 2008 main to sirf yahi poochana chahta hoon k sehri k baad jab aap namaz k liey ghar se bahir nikaltey to rastey main issey 7 martaba pard lein to poora swab miley ga na? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔