Jump to content

fateha barai Muhammad mushtaq attari


Qasim.Attari

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

 

 

(salam)

duniya mein bohat se naat khawan paida huwey our b paida hoon ge laikin koi b hamarey piyarey meethey haji Mushtaq attari ki jaga nahi le pai ga ye to Attar ka piyara k nam se b mashoor hein par aaj haji sahib besshak hamarey sath nahi hein par abhi b wo hamarey dillon pe raj kartey hein abhi b un ki awaz hamrey kanoon mein goonjti hai k

chal Madeeney chaltey hein

Mustufa (saw) gulamoon ki qismatein badaltey hein

our jab unka ahri waqt kareeb tha to unhoon ne kaha tha k

terey hath mein hath meine diya hai

terey hath mein hai laj YA GHOUS E AZAM

Allah un ki maghfarat farmai our un k sadqey hum gunahgaroon ki maghfarat farmai tmam islami bahioon our islami behnoon se madni guzarish hai k 29 shaban ko un ka urs mubarak hai bara e madeena un k aisal e sawab k lie ziada se ziada durood shareef our ziker karein

our ameer e ahle sunat ne un k lie kaha tha

mere mushtaq attari pe ho chashm e karam ya Rasol Allah (saw)

shaha (saw) attar ka piyara hai ye mushtaq attari

i lov dawat e islami i lov mushtaq attari

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

(azw)(sa)

 

(azw)(ma)

 

ALLAH (azw) ki Haji Mushtaq pr Rahmat ho aur un k sadky hamari maghfirat hoooooo............

 

aameeeeeeeeeeeen bijahin Nabiyil ameeeeeeeen (saw)

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

(azw)(sa)

 

(azw)(ma)

 

ALLAH (azw) ki Haji Mushtaq pr Rahmat ho aur un k sadky hamari maghfirat hoooooo............

 

aameeeeeeeeeeeen bijahin Nabiyil ameeeeeeeen (saw)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...