Jump to content

Huzoor mufti aazam-e-hind aur huzoor hujatul islaam


Raza ka ghulam

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

(salam)

 

main Huzoor mufti aazam-e-hind huzoor mustafa raza khan aur Huzoor hujattul islam huzoor Hamid raza khan ke barey main maloom karna hai ke aap ki paidaish aur umar kitni thi aur aap ke ilmi kaarnamein aur wisaal kab howa aur aap donoun ki umar kebhij main kitne saal ka faasla tha aur kuch information.

 

Agar kisi member ko maloom hai tu pls mujeh reply dijiyega.

 

Jazakallahu khaira.

Link to comment
Share on other sites

main Huzoor mufti aazam-e-hind huzoor mustafa raza khan aur Huzoor hujattul islam huzoor Hamid raza khan ke barey main maloom karna hai ke aap ki paidaish aur umar kitni thi aur aap ke ilmi kaarnamein aur wisaal kab howa aur aap donoun ki umar kebhij main kitne saal ka faasla tha aur kuch information.

Agar kisi member ko maloom hai tu pls mujeh reply dijiyega.

Jazakallahu khaira.

 

(wasalam)

 

Hazoor Hujjatul Islam Hazrat Hamid Raza Khan alaihiRahmatirRahman 1875 ieesi mai paida howay aur 1945 mai aap ka wisal shareef howa is hisab say aap ki umar sharif taqriban 70 baras howi.

 

Hazoor Aarif billah Mufti e Azam Hind Mustafa Raza Khan alaihiRahmatirRahman 1892 mai paida howay aur 1981 mai aap ka wisal shareef howa is hisab say aap ki umar sharif taqriban 89 baras howi.

 

A'la hazrat Imam e Ahlesunnat ki Nasal Sharif Hazoor Hujjatul Islam say jari hai kyu kay Hazoor Muftie Azam Hind kay aaik he farzand thay jo bachpan mai he intiqal farma gaiay thay..

 

aik taqrir mai attach kar raha ho Muhaddis Kabir Allama Zia ul Mustafa Aazmi sahab ki hazoor Hujjatul Islam kay urs ki munasibat say..

 

 

Mazeed aap yei dono articles parh lain yei english mai hain inshaAllah mai koshish karo ga kay jald mazeed maloomat muhayya ho urdu zuban mai bhee..

 

http://www.islamimehfil.info/Hujjatul-Islam-t5057.html

 

http://www.islamimehfil.info/Mufti-e-Azam-Hind-t5056.html

Urs_Hazoor_Muftie_Azam.rm

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...