Jump to content

Answers Required Plz

ata_ho_ghame_madina

تجویز کردہ جواب

aslmolikum

kia aik female fully perdha mein ( abya and chera bhi chupya hoo) aik male teacher key pas perh sektii hain jab key wahn kafii studnets hunn aur female assistance bhii hun

2. aik kapra os waqt kherda jab riyal ki qeemet PAKISTANI RS KEY MUQABLEYY MEIN KAM THII UB AGER WO KAPRA SAIL KERNA CHIYENN TU KIA purneyy hisab se sail kerinn gey ya new riyal ki qeemat key mutabiq?

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

mujy chand swalat key jawab chiyee ksi key ilm mein hun tu jawab dejiee

1. nafli roza ya qaza roza key rekhnyy ki niyeat ker li raat ko lakin subha sehrii key waqt jag na aii tu kia ub is surt mein roza rekhna zrurii ho ga ya option hy key chorr sekyy hian?

2. aik kapra agerr pornayy riyal key rate key etbar sey kherda ub ki jo mijoda qeemat hy os per sail ker sektyy hain ?

3.masajid mein agerr koi TARAWEEH key lea jay aur kuch tarwee ho gaii hun. phleyy tu esha key farz perhnyy hunge tu kia jo baqii ki tarawee phleyy miss hoii hian wo khud sey perhna hungee???

4.ahkam e sahriett mein muftii sab ney fermya tha key jo talib e ilm QABRASTTAN sey guzre tu 40 days taq alhy qabrastan per AZAB nahii hota swal yeh hay key kia jo baqida deenii adara seyy deeni aloom seekh rha hoo ya jo waseyy net sey ya media seyy bhii deen ka ilm seekhtyy hian jesyy PROGRAM AHKAM E SAHRIIT KOI regular dekhyy.........

waslm

1) NAfal Roza ka jo sawal Likha Aesa nahe k Raat ko Agar irada karlo Tu Subha Lazmi Rakhne parega ... Baaz Loogo ko Yaha Taswesh hogi k Nafal Roze ki Bhi Qaza hoti ji Nahe Nafal Roza agar Na RAkh piee tu iski koi Qaza nahe hoti magar agar Rakha aur Phir Woh Roza kissi shereye Uzzar ki waja se Toot Gaya tu ab iski Qazza karna Wajib haii

Link to comment
Share on other sites

title-lit-461.jpg

(bis)

(salam)

mujy chand swalat key jawab chiyee ksi key ilm mein hun tu jawab dejiee

3.masajid mein agerr koi TARAWEEH key lea jay aur kuch tarwee ho gaii hun. phleyy tu esha key farz perhnyy hunge tu kia jo baqii ki tarawee phleyy miss hoii hian wo khud sey perhna hungee???

AGAR ISLAMI BHAI MASJID ME TARAWEH KI LIE JIE TU PEHLE FARZ NAMAZ ADDA KREEGE PHIR TARAWEH Ki Jammat me Shamil Hogi uske baad Jo TARAWEH KI BAQEYA REH GIE HAI WOH ADDA KAREGE AUR PHIR WITTAR ADDA KAREE GE

ISLAMI BEHNO KO MASJID ME JANA MAMNOO HAI AUR JAMMAT K SATH NAMAZ ADDA KRNA MUKROO

ISLAMI BEHNOO KI TARAVEH KI tafseel ki liee MERE PEYARe Ammer AhleSunnat ki Books "Islami Behno ki Namaz ka Mutalla FArmiee..

Link to comment
Share on other sites

Sheikh Tareqat Ammer AhleSunnat Told that use words (Dua) jazzak Allah instead of thanx ,

Kia ajab woh Qaboleyat ki gharii houn Aur Aapki Dua Qubol Hojiee Aur Aap jisko Jazzak Allah Keh rahe haii usko behtreen jaza miljiee

Ya Ilahi Har Jaga Teri Atta Ka Sath

jab pare Muskhil Shahe Mushkil Kusha ka sath houn

JAZAKALLAH BRO,

admin bro, i was finding out my TOPIC NAMED " CONFUSION" but i could"nt find in forum and in my profile . so plz help me

and if any body know rest of the answers of qusetion do share here plz

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

jab bhi qaza namazien ada ki jayegi chahe kitni bhi ho aur chahe kabhi bhi ada kare aqamat kahi jayegi.

Agar aap ko kuch samaj na aaye ya aur kuch sawaal hai is ke mutaaliq tu phir sawaal kar sakti hain .

(ja)

okey TU KIA YEH HUKAM females n males donoo keyy leyy hay

jazakallah amenn , actully mein ne esa suna nahii tha lakin jab teacherr ne perhyya tuu tu iss lea question zehn mein a rahyy hain agerr ksii ne aqamett keyy begire he namzeinn ada kerna shouro ker dii kai woo namezeinn ada ho gaii lutaii tuu nahii jaienn ge

Link to comment
Share on other sites

  • 2 years later...
On 8/22/2008 at 1:30 PM, ata_ho_ghame_madina said:

aslmolikum

kia aik female fully perdha mein ( abya and chera bhi chupya hoo) aik male teacher key pas perh sektii hain jab key wahn kafii studnets hunn aur female assistance bhii hun?

و علیکم السلام و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Taleem ki wzahat ki jaye aor deegar students jo sath hain wo mahram hain ya ghair mahram iski wzahat ki jaye , agar to co-education ka system hay to agarcheh parday k sath jati hain iski ijazat naheen k is main fitna bahut ziada hay.

http://mufti.faizane...wer.php?Q=29441

On 8/22/2008 at 1:30 PM, ata_ho_ghame_madina said:

aslmolikum

2. aik kapra os waqt kherda jab riyal ki qeemet PAKISTANI RS KEY MUQABLEYY MEIN KAM THII UB AGER WO KAPRA SAIL KERNA CHIYENN TU KIA purneyy hisab se sail kerinn gey ya new riyal ki qeemat key mutabiq?

و علیکم السلام و رحمتہ اللہ و برکاتہ

jo cheez aapnay khareedi hay uskay aap malik hain , jis qeemat main chahain sale kar saktay hain. jabkeh dhoka dahi ya jhoot waghera us main shamil na ho

http://mufti.faizane...wer.php?Q=29442

http://mufti.faizane...wer.php?Q=29444

On 8/29/2008 at 4:13 AM, ata_ho_ghame_madina said:

(salam)

1. nafli roza ya qaza roza key rekhnyy ki niyeat ker li raat ko lakin subha sehrii key waqt jag na aii tu kia ub is surt mein roza rekhna zrurii ho ga ya option hy key chorr sekyy hian?

و علیکم السلام و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Amooman yeh niyat hoti hay keh subah sahri kar kay roza rakhon ga lihaza subah uth kar sirf guzashta niyat ki wja say roza lazim naheen hoga.

http://mufti.faizane...wer.php?Q=29443

On 8/29/2008 at 4:13 AM, ata_ho_ghame_madina said:

(salam)

2. aik kapra agerr pornayy riyal key rate key etbar sey kherda ub ki jo mijoda qeemat hy os per sail ker sektyy hain ?

و علیکم السلام و رحمتہ اللہ و برکاتہ

jo cheez aapnay khareedi hay uskay aap malik hain , jis qeemat main chahain sale kar saktay hain. jabkeh dhoka dahi ya jhoot waghera us main shamil na ho

http://mufti.faizane...wer.php?Q=29444

http://mufti.faizane...wer.php?Q=29442

On 8/29/2008 at 4:13 AM, ata_ho_ghame_madina said:

(salam)

3.masajid mein agerr koi TARAWEEH key lea jay aur kuch tarwee ho gaii hun. phleyy tu esha key farz perhnyy hunge tu kia jo baqii ki tarawee phleyy miss hoii hian wo khud sey perhna hungee???

و علیکم السلام و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Isha k farz parhnay k bad imam k sath taraweeh main shamil ho jayen , imam ki traweeh khatam ho janay k bad phir apni bqaya taraweeh ada krain.

http://mufti.faizane...wer.php?Q=29445

On 8/29/2008 at 4:13 AM, ata_ho_ghame_madina said:

(salam)

4.ahkam e sahriett mein muftii sab ney fermya tha key jo talib e ilm QABRASTTAN sey guzre tu 40 days taq alhy qabrastan per AZAB nahii hota swal yeh hay key kia jo baqida deenii adara seyy deeni aloom seekh rha hoo ya jo waseyy net sey ya media seyy bhii deen ka ilm seekhtyy hian jesyy PROGRAM AHKAM E SAHRIIT KOI regular dekhyy.........

و علیکم السلام و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Aalim k baray main hay , ab aalim jo haqeeqi tor par aalim hay agarcheh kisi bhi tareeqay say usnay ilm hasil kia ho agar haqeeqi Aalim-e-Deen hay to us kay leay yehi hukum hay.

http://mufti.faizane...wer.php?Q=29446

On 9/8/2008 at 3:41 PM, ata_ho_ghame_madina said:

aslmolikum

kia qaza namzun ko bhi ada kernyy key lea AZAN dena ho gey

IMAM QUDRAVI ki kitab ul salat MIAIN derj hay part of our sallybus

و علیکم السلام و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Poori Jammat ki agar nmaz qaza ho gayi hay to us kay leay jammat k sath parh rhay hain to us kay leay azan-o-iqamat di jaye gi , aor agar aesa naheen hay to is soorat main ilahida parh rhay hain to us k leay azan-o-iqamat ki hajat naheen.

http://mufti.faizane...wer.php?Q=29447

Link to comment
Share on other sites

  • 6 months later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...