Jump to content

Shaadi ki rasoomaat


devesh

تجویز کردہ جواب

(salam)

 

Meri aaj alhamdulillah shaadi huwi magar kuch kami phir bhi mahsoos ho rahi. Meri khaish thi kay meri shaadi mein wo kaam na ho jo aaj kal raij hein jis mein shariat ki parwa nahin. Maslan rasam-e-mehndi or dulha dulhan ko stage par bitana ghair maharim kay sameney. Ye baaatein jo chali aa rahi is pay hamaray jo buzurg hein wo inhein chorney kay tyaar bilkil nahin. Meri shaadi UK mein huwi or main ye jaana chata hu kay kya ye ghair shar'i rasoomat karachi mein bhi aam hein ya bazurg 'ulama ki baat maan letey hein.

 

Dua farmaey kay allah mujhey or mei bivi ko shariat kay mutabiq zindagi guzarnay ki tofeeq ata farmaey.

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

In the name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful and, Peace and Blessings of Almighty Allah be upon the Chosen Prophet.

 

MashaAllah azzawajal, congratulations on your wedding.

Well, I dunno about your question but would like to congratulate you.

 

May Allah azzawajal create immense love between you and your wife and may you both live a happy marriage life with a high degree of Taqwa!

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

Congratulations Brother

 

Allah azzawajal aap dono ko khaub khaub barkatain rahmatain ata karay aamin aur dono jahan mai aik dosray kay sath khoush o khurram rakkhay aur dono jahan mai kamyab aur sarfaraz karay aamin..

 

shariyat kay dai'ray mai rahtay howay sadigi say jo bhee khoushi buzarg karna chahain tu inshaAllah us mai koi haraj nahee haan jo dikhawa rupay paisay ka zaya karna aur islam ki khilaf warzi hoti hai Allah azzawjaal in sab say hamai du'r farmaiay aamin.

 

har jaga aisi Rasumat maujood hai Allah azzawajal hamain in say pak farmaiay aamin ... aahista aahista he inqilab aata hai .... Allah azzaawajal islam ki roshni hamaray har ghar mai phaila dai aamin

 

Many Many Congrats May Allah azzawajal Bless Both of You with Love , Content, Peace of heart & soul and a Life filled with happiness and satisfication .. And guide you both and make you both follow the right path of islam and shariya , increasing your taqwa .......... aamin summa aamin

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...