Jump to content

Tehmeed Mein Alfaaz?


Bismillah

تجویز کردہ جواب

(wasalam)

Aapka Pehla Link Jo Tha Woh Deobandi Site Ka Tha.. Aur Yahan Kisi Dosrey Maslak Ki Site Allow Nhin Hai..

 

Aapka Jo Suwal Hai Woh Yeh Hai Key Tanha Namaz Mein ربنا لک الحمد Ki Bajaye الھم ربنا ولک الحمد Perha Jata Hai..

 

Iska Jawab Yeh Hai Key Ager Aap Ney ربنا لک الحمد Perha Chahey Tanha Mein Chahey Imam Key Pechay Tab Bhi Sahi Hai Aur Ager Aap ربنا ولک الحمد Perhein tu Yeh Zyada Behter Hai.. Aur Ager Aap الھم ربنا ولک الحمد Perhein Tu Yeh Us Sey Behter Alfaaz Hain... Behter Ka Farq Hai.. Umeed Hai Aapka Masala Clear Ho Gaya Hoga..

 

Wassalam Ma'Al Ikram

Link to comment
Share on other sites

Halq kahan se shuru hota hai?

Galey Ka Agla Samney Ka Hissa

 

agar yeh deobandi ki website hai to wo darsequran ki tarf kyon bulatey hain, aur waissey bhi un ki web site par 6 kalmey hain aur wo sab sahi hain, jaissey ke hum sunni pardtey hain. aap ko itni jaldi kaissey pata chala ke yeh deobandi ki website hai,

 

Dars-e-Quran Tu Qadyani Bhi Detey Hain...

Deobandi Hanafi Hain.. Is Liye Namaz Roza Inka Hamari Terha Hi Hai.. Mager Aqaid Mein Gumrah Hain..

 

yani ke main chahey akailey mein sunnat ya nafal ya farz ya koi qaza namaaz padon to behter yeh hai ke main الھم ربنا ولک الحمد padon,

 

Jee Yeh Sab Sey Behter Alfaaz Hain..

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...
  • 1 month later...

Namaz Ka Tareeqa' wali kitab mein Munfirad ka lafz istimaal hua hai halan' k uper waley fatwey k mutabiq to chahey aap namaz akeley pard rahey ho ya jamat k saath aap ko Allah Humma Rabana WaLakal Hamd kehna chahiey, to is kitaab mein Munfirad ka lafz khaas kyon istimaal hua hai?

link of Namaz ka Tariqa

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...