Jump to content

NUZAHAT UL MAJALIS

ata_ho_ghame_madina

تجویز کردہ جواب

(salam)

ahkam e shariet program MEIN MUFTI MUHMMAD AKMAL sb ne aik infoo de jo yahn share ker rahii hun key

MOSTLY JO ZAEEF AHDEES HOTII HAIN WO NUZHAT UL MAJALIS book se lii gaii hotii hain agerchyy oss mein MUSTANAD ahdees bhii hain lakin bhut kam tadad mein lalkin zaef ahdees kaseer hain is ko ARAB KEY ABDUL REHMAN SAFORI SB NE compile kia

so be careful

waslm

Link to comment
Share on other sites

But we receive a lot of islami sms from the website faizaneraza.org and many of the Ahadees are from Nuzhat ul Majaalis... What should we do in this case?

hmmm brother then we should CONFRM THAT HADIS is authentic or not or conFrm from ANY MUFTI

JAZAKLLAH TO ALL

Link to comment
Share on other sites

ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH

ATA HO GAMME MADINAH SIS AAP MUFTI SAHIB KI BAT KO SAHI TERHA NAHI SAMAJH PAYE HAIN. ZAEEF HADEES KE AHKAM HAIN. APP ZAEEF AHADEES KA HUKUM PARHAIN, ZAEEF AHADEES KISSAY KEHTAY HAIN,

TAMAM MUHADDISEEN O FUQAHA ISS BAAT PER MUTAFIQ HAIN KAH "" FAZAIL KAY ETIBAAR SAY ZAEEF AHADEES KABIL AMAL HAIN "". OR BOHAT SI BAATAIN HAIN.

IMAM ABDUR REHMAN SAFOORI REHMATULLAHI TA'ALA ALAIH KA NAAM HAI, ISS TARHAH PRESENT KERNA MUNASIB NAHI.

ULLAMA KARAM SAY RIJOH KARAIN.

JAZAKA ALLAH AZZAWAJAL

AAMEEEEN

Link to comment
Share on other sites

zaeef hadees

As-salam-u-alikum!

Mufti sahib ne actually yeh farmaya tha k Nuzhat-ul-Majalis mai buhaat se waqiyaat Zaeef n Jhoote hain, yeh awaam mai nahi bayaan kerne chahiye. Is ka matlab yeh nahi k Nuzhat-ul-Majalis k author ne jaan boojh ker aisa kaam kya aur Jhoote waaqiyat apni taraf se garh ker likh diye. Bal ke baad mai aaney waale log ne kitab mai ratb-o-yaabis(addition) ker dia tha.

Lehaza zaruri hai k jo bhi waqia Buzurgan-e-Deen se mansuub kya jaye,pehle ussey Quran-o-Hadith per paish kya jaaye, agar Shariat se takra na raha ho to accept ker lena chahiye aur agar takra raha ho to hargiz Buzurgan-e-Deen se mansuub nahi kerna chahiye. Jab Nabi-e-Kareem Sallalaho Aliyhe Wassalam ki taraf log jhoot mansub ker sakte hain, coz Mouzuu(jhooti) ahadith bhi moujood hain.. to phir Aulia-e-Karaam Rahimahullah ki taraf to badarja-e-awla mansoob hone k chances hain. Mufti sahib ka maqsad yehi tha batane ka aur sister ka bhi.

Link to comment
Share on other sites

RAUF BHAI APP NAY LAGTA HAI SAHI TARHAH SIS KAY ALFAAZ NAHI PARHAY, YA APP KO SAMAJH NAHI AAYE, UN KAY ALFAAZ SAY SAAF ZAHIR HAI KAH NUZ HUL MAJALIS KI TAMAM ZAEEF RAWAYAAT KABIL E AMAL NAHI.

OR BAAT YAHAN ZAEEF AHADEES KI HO RAHI HAI, OR APP BUZURGAN E DEEN KAY WAQIAT KI BAAT KAR RAHAY HAIN. OR MAIN NAY SIRF ZAEEF AHADEES KAY BARAY MAIN POST KIA NA KAY KISI KO TARGET KIA HAI,

MUJAH SIS KI POST OR REPLY SAY YE LAGA KAH NUZ HUL MAJALIS KI SARI ZAEEF RIWAYAAT KABIL AMAL HI NAHI, ISS LYE MAIN NAY YE POST KIA.

MUFTI SAHIB KI BAAT MAIN NAY NAHI SUNI MAIN NAY JO BHI POST KI WO SIRF SIS KI POST KA REPLY THA. SO PLZZZZ APP MERAY JAWAB KKO MUFTI SAHIB KAY BAYAN KA RAAD NA QARAR DAIN.

JAZAKALLAH AZZAWAJAL KHAIR

AAMEEEEEEEEEEN

Nuzhutal Majalis mai Ziaadatar Waakiyat hi hain isliye waakiyat ki taraf ishaara ker dia. Aur rahi baat sister ki post ki.. to unhon ne yehi kaha hai us mai ziaada tar Zaeef ahadith hai. Kya yeh kaha k Zaeef Hadith qaabil-e-amal nahi hoti. Agar kaha hai to PASTE keejye.

Link to comment
Share on other sites

APP NAY KAHA KEH SIS NAY KAHAN KAHA HAI KEH ZAEEF HADEES KABIL E AMAL NAHI HOTI, TO ZARA POST KO PHIR PARHAIN,

MOSTLY JO ZAEEF AHDEES HOTII HAIN WO NUZHAT UL MAJALIS book se lii gaii hotii hain agerchyy oss mein MUSTANAD ahdees bhii hain lakin bhut kam tadad mein lalkin zaef ahdees kaseer hain is ko ARAB KEY ABDUL REHMAN SAFORI SB NE compile kia

so be careful

YE SENTENCE DEKHEIN """ SO BE CAREFUL """", MUSTANAD AHADESS HAIN LAKIN KAM TADAD MAIN LAKIN ZAEEF AHADESS KASEER HAIN,

MAIN NAY APP KO PEHLAY BHI KAHA THA MAIN NAY JO MEHSOOS KIA MAIN NAY USS KA IZHAR KAR DIA, MERA ERADA KISI KO D-GRADE KARNAY KA NAHI THA OR NA HAI. MUJAH YE HI LAGA KAH SIS NAY MUFTI SAHIB KI BAAT KO SAHI NAHI SAMJAH, ISS LYE EESA LIKH DIA. HALANKAH MAIN NAY MUFTI SAHIB KAY UN ALFAAZ KO NAHI SUNA.

PHIR BHI AGAR KISI KO MERI BAAT BURI LAGI TO MUAFI CHAHTA HOON.

JAZAKA ALLAH AZZAWAJAL

AAMEEEEEEEEEEN

Link to comment
Share on other sites

aslmoliku

yahn khasii confusion peada ho gai hay

mera maqasd yeh post kerna ka sirf yehee tha key yahn BHUT SEYY LOG VISIT KERY HAIN TU INFORMATION SAB KO MIL JAYEE

JHAN TAQ BAAT HAY BE CARE FUL LKHNEYY KI TU bahi wo mein ne sirf is lea likha tha key agerr koi NUZAHA TU MAJLIS sey koi bhii HADEES YA WAQIAEET quote kernyy lgee ya ksii ko batneyy lageey ya qabool kernyy legyy tu EHTIAAT keyy sath

aur mein ne waziaha likha hay keyy os mein kaseeer tadad zaeef ki hay agerchyy MUSTANAD bhii hain

agerr kheinn kohtahii ya ghaltii lagii tu mauafii chatii hun

Link to comment
Share on other sites

SIS MUAFI KI KOI BAAT NAHI HAI, MUJAH AIK DO BHAI JO MERAY ELAKAH MAIN REHTAY HAIN, UNHOON NAY BHI MUJAH YE HI KAHA JO MAIN SAMJAH KAH AAP NAY SAMJAH KAH SARI ZAEEF AHADEES SAY BE CAREFUL RAHA JAYE.

ISS LYE MAIN NAY ZAEEF AHADEES KA HUKUM BAYAN KAR DIA, TA KAH SUB ZAEEF AHADEES KA HUKUM JAAN LAIN, APP NAY BOHAT AACHA KIA KAH APP NAY INFORMATION SHARE KI LAKIN USS MAIN KUCH KAMI THI.

HUM SUB YAHAN AIK DOOSRAY SAY SEEKHNAY AAYE HAIN, GALTI HUM SUB SAY HOTI HAI, MUJAH SAY BHI HOTI HAI, MAIN KOI ALIM NAHI, WESSAY MERI WAJAH SAY KISI KO YA APP KO JANAY ANJANAY MAIN KOI TAQLEEF POONCHI HAI TO MAIN MUAFI MANTA HOON.

BAQI ALLAH AZZAWAJAL NIYATTON KO BEHTAR JANNAY WALA HAI.

JAZAKA ALLAH AZZAWAJAL

AAMEEEEEEEEEEN

Link to comment
Share on other sites

NUZHATUL MAJALIS

NUZHATUL MAJALIS KI HaDEES NA SIRF ZAIF Hai Balke Inke Deigi Hawale Nahe millee yani jo Hawale Nuzhatul majalis me the woh asal book me nahe piegiee... iswaja se isko manna kardeya gaya ,, Behtar hai K Almadina Tul ilmeya Ki books me Aahades le k yee Mufteyan karam tehkek k baad hi likhte

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Jin Aahadees Key Hawaley Asal Kutub Mein Mojod Nhin..Tu Mozo Aahadees Hoyeen...

Aur Jis Hadees Ka Hawala Mil Jaye Aur Woh Hadees Kisi Wajah Sey Za'eef Ho Tu Phir Us Ka Wohi Hukm Hoga Jo JAD DUL MUKHTAR Bhayi Ney Post Kiya Hai..

Mozo Hadees Aur Za'eef Hadees Mein Difference Hai.. Mufti Sahib Ki Muraad Mozo (Jhooti) AaHadees wa Waqiyaat Hongi Jiski Wazahat Rauf Bhayi Ney Bhi Ki Hai.. Pas Inko Hum Za'eef Nhin Keh Saktey...

Wassalam Ma'Al Ikram

Link to comment
Share on other sites

Mozo Hadees Aur Za'eef Hadees Mein Difference Hai.. Mufti Sahib Ki Muraad Mozo (Jhooti) AaHadees wa Waqiyaat Hongi Jiski Wazahat Rauf Bhayi Ney Bhi Ki Hai.. Pas Inko Hum Za'eef Nhin Keh Saktey...

(salam)

(azw)(ja) admin bhai ap ne acha clear ker k confusion door kerdi, main bhi is baat se confuse thi k kia matlab howa,yaqeenan mufti sahib ki murad mozoo(jhooti ahadith) hi hongi.

jazakAllahu khaira aameen

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(salam)

(azw)(ja) admin bhai ap ne acha clear ker k confusion door kerdi, main bhi is baat se confuse thi k kia matlab howa,yaqeenan mufti sahib ki murad mozoo(jhooti ahadith) hi hongi.

jazakAllahu khaira aameen

wassalam ma'al ikram

ss ap ko ksi cheez ki confusion thi

Link to comment
Share on other sites

NUZHATUL MAJALIS KO aese Samjhe jese kissi book me likha haii K ye Hadess Bukhari me haii par jab bUkhari Shareef Kholtee Tu uss hadees ka naaam o nisshan bhi nahe

yehe Hua Nuzhatul majalis me bhi

Muftian farmate k isme writter ki ghalti nahe balkee nashar ishaat me ghalti huaii haii.....

Writter Qabil aehtram haii

jazakallha brother for sharing

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...