Ya Mohammadah مراسلہ: 15 نومبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 15 نومبر 2008 uff itni zillat... pehly Kafeel Ahmad bhaga..phir Peaceful aakar bhaga...Peacful ke baad Haqeeqat sahab Maidan me koody...unky Bhagny ke baad Abdul salam sahab aaye...wo khamosh huey to ab absalam aaye hain...aapki bhi mehmaan nawazi hum par farz hai to ye zehmat bhi sahi, Lijye waisy to aapki khatir tawazo ko humny already bohot kch paish kar hi diya hai baqi kuch desert bhi nosh farmaiye.... For full detail on this issue read below thread... Ba Haq Falan Kehna اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sag-e-Raza مراسلہ: 15 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 15 نومبر 2008 , asif bhai,, ALLAH app kay ilm aur amal main izafa farmay,, aammeen ,,, app nay bohat achee post ki hai,,ALLAH in diyo bandiyo,, ko hadith naseeb kary,, kah yea seday rastay par aa jayeen,, aameen,,, 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 18 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2008 uff itni zillat... pehly Kafeel Ahmad bhaga..phir Peaceful aakar bhaga...Peacful ke baad Haqeeqat sahab Maidan me koody...unky Bhagny ke baad Abdul salam sahab aaye...wo khamosh huey to ab absalam aaye hain...aapki bhi mehmaan nawazi hum par farz hai to ye zehmat bhi sahi, Lijye waisy to aapki khatir tawazo ko humny already bohot kch paish kar hi diya hai baqi kuch desert bhi nosh farmaiye.... For full detail on this issue read below thread... Janab-e-Man meri jis post ka jawab aap ne diya wo to sarihan sirf aik call thi aap logon ko Touheed ki taraf bulanye ki, ab aatye hain asal "Masaly" ki taraf jo hai Waseela yaqeenan main ne jo waseela ke mani-o-Mafhoom ka risala post kia tha Shikh Albani ka wo hi kafi hota tamam logon ke liye shirk se bachnye ke liye, lakin us ke jawab main kia mila "Kharijion se related post" (jis ka jawab main already aik dosri post main de chuka tha sahi hadith se na ke ki aalim, ke qol se", jis se wazha hota tha ke najad se kiya murad hai our hadith main us najd ke kia nam warid hai lakin jawab aata hai ke "ye kia behas le kar batih gaye" kion ke is se najd wali hadith ka sahi mafhoom mil jata hai. secondly jab aap ne sab se pehlye post parhni shoroo ki hogi to as ko aik Emotional post kahi lakin us ke alfaz per ghor to kar liaya lakin mafhoom per nahin........ ye sara masala shoro hota hai Sama-o-Muta ke masalye se kion ke ye hi sab se bari waja aur shirk ka chor darwaza hai. Quran ke jis ayet ka tarjuma main ne pash kia (likhnye main ghalati ho sakti hai jis ke liye main Allah se Muafi ka talabgar hon) wo aytain "Murda Dill" kafroon ke bariye main nahi thi bulke specificaly Murdon (jo fot hu chukye hain) ke liye utri thin Yani ke dekhain, Sorah Fatir Vers 22 Sorah Al-Nahal Vers 20-21 Sorah Ahqaf Vers 5-6 ab in ke tafseer main Murda Dil Kafron ka zikr nikal ker dikhayain.... Sheed ke zandi se Nabi ki zindagi ko jorna aur isi Sama-o-Muta ke mannye walye sab se pehlye jist ayat ko dalil pakertye hai wo hai (Wala Taqoolo, Lema en yuqtalo fi sabillillah-e- Amwat....), us ke baad (Chon ke Tamam Nabi Shaheed bhi hain), spcifically Hazoor-e-Akram , (jo ke zehar ka aser Marzul-Mout main zahir bhi tha), to is ayet se dalil pakertay hain ke tumhain koi shaoor nahin ke wo zinda hain , is ke ilawa aik dosri jagha irshad-e-Rabbani hai "aur shaid rizq patye hain" se un ka qabr main zinda hona sabit kia, jab ke Shaheed ke mot ke silsilye main kitab-e- Tafaseer main hai ke jab Shaheedon ne Allah ke rah main mary janye per inam-o-ikram ke barish kekhi to socha ke ye baat zamin walon ko kesye batai jaye to ye Aayat Nazil hoin na ke Sama-o-Mouta ke dalil ke tor per, Sahih Hadith ke mutabiq "Shaheed ko Sabz parindo ka jism ata kia jata hai or wo Arash ne neechye qandeelon main basera kartye hain" na ke qabron main, Dosri bat ke yehah kaha ja raha hai ke "tum un ki zindagi ka Shaoor nahin rakhtye" lakin hum hain ke arye huye hain ke na sirf hum jantye hain, bulke us ke tasarufat ki had, Nabi Akram per Azwaj ka pesh kia jana (Naoozo Billahe min Zalik), walion ka tassaruf rakhna etc. kehtye hain jo ki is ayat ke mukhalif lagti hai, phir humaye is zindagi ka thora naqsha Ahadith se hi milta hai lakin sirf is liye ke hum main bhi jazba Jehad ubhrye aur hum bhi Allah ke rah main Marye janye ko bara janye aur is ki koshish karian. lakin hum nain kia kia is ko bana lia Waseelye ka aik zarya. Qayeleen-e-Sama-o-Muta is silsilye main mukhtalif Ahadith and aqwal-e-Buzurgane Din pesh kartye hain is ke ilawa Sahaba ikram main sirf Hazrat Abdullah bin Umer Sama-o-Muta ke qayil thye aur Qabre Anwar (Huzoor Akram and Abu Bakr(RA) per Dorrod-o-Salam perhtye thye jab ke tamam sahaba ikram bishamool Hazrat Ayesha is ke munkir thye, ab is silsilye mian Qalib-e-Badar wali hadith, Joton ke Chap sunnye wali hadith, Rasool-e-Akram ke Apne uooper perhye jany walye ka salam dorood-e-Salam ka awab denye ke liye roh ke lotaijanye wali hadith , is ke ilawa Ahl-e-Qaboor ko salam pesh kiye janye wali hadith (amal) ka zikr to ye sab mudraja zail ke ziman main wardi hain 1) Qalib-e-Badar Badar ke Kafron ko Zail Karnye, Bdla Lenye, Afsos Dilanye, aur Sharminda krnye ki liye tha (Bukhari, Kitab-ul-Mughazi, Abwab-e-Gazwa-e-Badar) tafseer by Hazrat Qatada , Hazoor-e-Akram ka ye kehna ke wo tum se ziyada suntye hain lakin jawab nahin de satkye (same) riwayat bye Hazrat Abdullah Bin Umer 2) Ahl-e-Qaboor ko salam pesh kiye janye Ye salam Tahihya nahin, bulky Salamti ki dua hai Hazrat-e-Ayesha is ki Qayel thin 3) Joton ke Chap is ka bhi reason ye hai (meri aqal ke mutabiq) is ke ilawa mukhtalif Aqwal-o-Istadlal ke mutabiq Murdye ko sunaya isliye jata hai ke us ko ehsas ho ke jin ke liye wo zamin per tag-o-duo main laga rag wo us ko manon mitti talye chor ker ja rahye hai to us ko ehsas dilanye ke liye 4) Rasool-e-Akram ke Apne uooper perhye jany walye ka salam dorood-e-Salam ka awab denye ke liye roh ke lotaijanye wali hadith is silsilye main araz hai ke hasith ke alfaz he wazeh ker rahye hain ke "Roh Lotai Jati Hai" agar Qabar main mojood hoti to lotai nahin jati is ke ilawa ye hadith haditon ke teesri(3) aur chothi (4) qismon main se hai (mishkawt) Qurani Aayat 1) Hazrat Saleh ka apni qom se tabah honye ke baad mukhatib hona, 2) Hazrat Shoaib(AS) ka apni qom se tabah honye ke baad mukhatib hona, 3) Sorah-e-Bani Israil ke Aayat ke in Nabion se pooch(Maloom) lain ke kia kisi nabi ne shirk ke taliim de hai, 1, 2) Is silsilye main Qalib-e-Badar wali hadith ka istadlal sahi hai 2) Fatha ul Hameed, Tarjuma Fatah Muhammad Jalindhari, main is ke tafseer main Poochna (Ahwal Daryaft karna zikr hai) jab ke Muzah ul Quran (Rafi Uddin), Muza ul Quran (Waheed Uzzaman), Tafheem ul Quran , Kanz ul Aamal (Ahamd Raza Khan).... ke mutabiq is ka ma'ni un ki kitabon, ya un ki ummaton se poocho, ya in ke adyan-e-Milmil ki talash karon, POOCHNA KA (ZINDA HONYE KI SOORAT MAIN) NAHIN. Aik Dalil ke Ulama ko RAB bananye ki... Sorah Tuba, ki Ayat "unhon ne Ulama aur Mashaikh ko Allah Ta'ala ke siwa rab bana liya tha" (Sorah Tuba) ke tafseer mian (Tirmazi, Abwab-ul-Tafseer, Sorah Tuba) Adi bin Hatim farmatye hain ke (jo pehlye Christian they) unhon ne Rasool Akram se poocha ke Ya Rasool Allah ! hum apnye Ulama o Mahsayekh ko rab to nahin samajhtye thye, then Rasool Akram ne jawab dia "kia tum um ke bataye huye halal ko halal and haram ko haram nahin samjhtye thye?" to Adi bin Hatim ne jawab dia "han ye bat to thi" to Aap ne farmaya ke Rab bananye ka yahi matlab hai" (Tirmazi, Abwab-ul-Tafseer, Sorah Tuba) Janab Ahle Hadith apnye Ulama o Buzargon ko rub bilkul nahin banatye hain bulke agar kahin bhi un ki baat sahi hadith, Qurani Ayat se takrati hai to Deewar per de martye hain, lehaza um un ki sirf sahi batain hi hujjat ke tor per letaye hai na ke tamam batain Shah Wali ullah Muhadith Dehalvi, Sheikh Imam Ibne Timia, Sheikh Ibne Qayam ye tamam afrad Sama-o-Muta ke qail hian (aur ye in ka apna ijtihad hai) is ke ilawa ye tamam Tasawoof ke bhi qayeleen thye... lakin jesa ke main ne kaha ke hum sirf Sahi Hadith, Quran se istadlal ki hoi aqwal-o-Aamal ko hi mantye hain Isi liye Imam Malik (RAH) Rasool Akram ke Qabr sharif ke taraf ishara ker kye farmaya kertye thye ke "Sirf ye hi woh hasti hai jin ke kisi bat ko rad nahin kia jasakta, is ke ilawa doorsrye loogon ke baton ko qabool bhi kia jasakta hai aur radd bhi" ab Raha ke jab Sama-o-Muta Agar Deen-e-Tasawof se nikal diya jaye to is ke pass kuch nahin bachta is ke ilawa "WASEELA" ye Hazra Isa ke barye main Christians ke Aqeeda ke wo humarye (Christians) ke gunahon ke ewaz soli per charh gaye hain, and qayamat main hum tamam log gunahon se paak hongye ke taraf hi lejata hai. Shafa'at ka aqeedah (Qurani Ayat ke mutabiq jin ko bhi shafaat ke liye makhsoos kia gaya hai) Jubke Soofion ka Aqeedha Mansoor Bin Hallaj, Shekh Akbar (Ibne Arabi), aud dosrye mushaikh ka aqeedah maloom kar na ho to zaroor batain Nam and Aqeedha, kitabon ke hawalye ke sath pesh Karonga Insha Allah Ab main ne yahan jitni bhi batain pesh ki hain wo sirf Quran, Hadith, and Shaba Ikram se pesh ki gai hai, ab aap again soochain ke kia karna behtar hai our kia nahin (Bqool aap ke Doobara Emotional wordings) Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sag-e-Raza مراسلہ: 18 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2008 , lo jee kar lo gal,,, ,,,,, aray mujay aik baat ki smajh nahee atee kah yea loog iss maslay par pehlay bhee kitnee martaba jutian kha chukay hain,, lakin har bar aik naia banda hamray agay paish kar datay hain,,,, kah jayo aur ja kar jutaian kha ayoo... ,,,,,,koi hall nahee tum loogoon ka,, ALLAH tum ko hadith naseeb karay,, aameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 5 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 5 دسمبر 2008 , lo jee kar lo gal,,, ,,,,, aray mujay aik baat ki smajh nahee atee kah yea loog iss maslay par pehlay bhee kitnee martaba jutian kha chukay hain,, lakin har bar aik naia banda hamray agay paish kar datay hain,,,, kah jayo aur ja kar jutaian kha ayoo... ,,,,,,koi hall nahee tum loogoon ka,, ALLAH tum ko hadith naseeb karay,, aameen Janab Sag-e-Raza sahib yahan jawab ka intezar hai na ke kisi doosri baat ka, warna aap jo alfaz istimal kertye hain woh to mujhye bhi aatye hain. lakin khair.... Acha aik kam karain, apnye un ulama, imam, buzargon ka name batain jin ki har baat aap ke nazdeek sahi hai…. Main ya to un ki hi kitabon se aap ko un ka aqeeah dikhaonga ya phir Quran-o-Sunnat and saleheen aqwal ki roshni main un ka aqedah ghalat dikhaonga (Insha Allah ) keeping in mind that we don't belive that our ulama is Hujjat or always right. han un ka aqeedah, un ke amaal taqreeban sahi hain jis ke wajha se un ko ulma-e-ahl-e-hadith kaha and mana jata hai. Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqeeqqt مراسلہ: 1 جنوری 2009 Report Share مراسلہ: 1 جنوری 2009 Janab Sag-e-Raza sahib yahan jawab ka intezar hai na ke kisi doosri baat ka, warna aap jo alfaz istimal kertye hain woh to mujhye bhi aatye hain. lakin khair.... Acha aik kam karain, apnye un ulama, imam, buzargon ka name batain jin ki har baat aap ke nazdeek sahi hai…. Main ya to un ki hi kitabon se aap ko un ka aqeeah dikhaonga ya phir Quran-o-Sunnat and saleheen aqwal ki roshni main un ka aqedah ghalat dikhaonga (Insha Allah ) keeping in mind that we don't belive that our ulama is Hujjat or always right. han un ka aqeedah, un ke amaal taqreeban sahi hain jis ke wajha se un ko ulma-e-ahl-e-hadith kaha and mana jata hai. Abdul Salam Salam to All Muslims Janab Abdulsalam sahib, I was too much busy with my official and some personal matters, i will be back with the bless of Allah very soon to help you, needs your prayers, Insha Allah ul Aziz. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
WaseemAkmal مراسلہ: 24 ستمبر 2012 Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2012 AOA, BHJAI MUJY IS HADEES KA SCAN CHAHYE AGR HO TU.. " Hazrat Ib-Ne-Umar R.A Kharjion ko Badd Tareen Makhlooq Samjhtey Thay, or Farmaya Ye Log Kaffar k HaQ Main Nazal Shuda Aayat ko Musalmano pr Chaspa krty Hian" (Bukhari Sharif,Book:Astatabatul Maindeen,jild:2,Page:1024) MSG 2 MY FB ACCOUNT: http://fb.com/waseemakmal اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 25 ستمبر 2012 Author Report Share مراسلہ: 25 ستمبر 2012 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 13 نومبر 2013 Author Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2013 hazrat umar ke dour mein qehat ke waqt Huzur ke roza e anwar par ki gai dua wali hadees par jirah ka jawab darkar hai.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 16 نومبر 2013 Report Share مراسلہ: 16 نومبر 2013 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zulfi.Boy مراسلہ: 16 نومبر 2013 Report Share مراسلہ: 16 نومبر 2013 zabardast toheedi bhai, ye problem bhi solve kardi.... aur poster me ala hazrat ke hawale se jo likha hai ke "anana mudallis......mardood hai" iska kya jawab hoga... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 16 نومبر 2013 Report Share مراسلہ: 16 نومبر 2013 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zulfi.Boy مراسلہ: 16 نومبر 2013 Report Share مراسلہ: 16 نومبر 2013 toheedi bhai sorry, me itni gheri urdu nahi janta is liye ye pooch raha ho ke, apne 2nd pt me jo likha hai uska matlab yehi hai ke, aamash agar in sheikh (jin ka naam likha hai) se riwayat kare ge to unki hadees qabool hogi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai مراسلہ: 16 نومبر 2013 Report Share مراسلہ: 16 نومبر 2013 han ji اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zulfi.Boy مراسلہ: 16 نومبر 2013 Report Share مراسلہ: 16 نومبر 2013 jazak Allah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ayesha Fatima مراسلہ: 8 اکتوبر 2015 Report Share مراسلہ: 8 اکتوبر 2015 Kia Hazrat ADAM AS ne Nabi SAW ka waseela dia tha agr dia tha to kia us ka scan mil skta he اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas مراسلہ: 9 اکتوبر 2015 Report Share مراسلہ: 9 اکتوبر 2015 (ترمیم شدہ) Kia Hazrat ADAM (علیہ الصلوۃ و السلام) ne Nabi (صلی اللہ علیہ وسلم) ka waseela dia tha agr dia tha to kia us ka scan mil skta he محترمہ بہن صاحبہ!۔ پہلی بات یہ ہے کہ ’’اے ایس‘‘ یا ’’ایس اے ڈبلیو‘‘ یا ’’صلعم‘‘ وغیرہ لکھنے کی بجائے مکمل درود و سلام لکھیں۔ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ آپ کے سوال کے تَعلق سے عرض ہے کہ یہ حدیث مبارکہ صحیح یا کم از کم حسن سَنَدْ سے مروی ہے۔ مگر وہابی اپنی پرانی عادت کے ہاتھوں مجبور ہو کر اسے بھی ضعیف تو ضعیف موضوع تک قرار دیتے ہیں۔ اس سے قبل کہ آپ کسی وہابی کا اس پر اعتراض پیش فرمائیں، ناچیز خود اس کے متعلق کچھ عرض کر دیتا ہے۔ پہلے وہابیوں کے اس حدیث شریف پر اعتراضات کا خلاصہ انہی کے ایک محقق کی تحریر سے ملاحظہ فرمائیں:۔ ان کی تحریر کا جواب بھی ملاحظہ فرمائیں:۔ سیدنا آدم علیہ السلام کے وسیلہ والی حدیث پاک پر اعتراض کا جواب۔۔۔۔۔ (عربی زبان میں).pdf ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ اس حوالے سے چند کتابوں کے سکینز دیکھیں:۔ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ وہابیوں کی کتابوں (سوفٹ وئیر کی صورت میں) سے بھی اسی حدیث پاک کو دیکھیں:۔ دیکھئے کہ علامہ زرقانی مالکی علیہ الرحمۃ (المتوفی: ۱۱۲۲ ہجری) کی اسی حدیث پاک کی شرح خود نجدیوں کی سوفٹ وئیر کتاب سے:۔ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ اب یہ بھی ملاحظہ فرمائیں کہ وہابیوں کی کمپوزڈ اور پروگرامڈ مستند کتاب ’’المستدرک علی الصحیحین‘‘ میں موجود اسی حدیث پاک کی سند کو خود امام حاکم رحمۃ اللہ علیہ (المتوفی: ۴۰۵ ہجری) نے صحیح قرار دیا ہے مگر وہابی پھر بھی حقیقت سے آنکھ چراتے ہوئے اسے موضوع کہنے پر بضد ہیں۔ اب آپ خود با آسانی سمجھ سکتی ہیں کہ اہلِ حدیث کے نام پر وہابی لوگ در حقیقت دشمنِ حدیث ہیں۔ اگر کچھ ائمۂ حدیث نے ایک سند کے کچھ راویوں پر جرح کی ہے تو بھی ایسی جرح سے یہ حدیث زیادہ سے زیادہ ضعیف ہو گی اور یوں فضائل میں پھر بھی معتبر ہوگی۔ مگر اصل بات ساتھ میں یہ ہے کہ اس حدیث پاک کی سند کا صحیح یا کم از کم حسن ہونا بھی ہم نے دکھا دیا اور اجلہ محققین و ائمہ کا اسے قبول کرنا اور اس سے استدلال کرنا بھی۔ بالفرض اس حدیث پاک کی سند سخت ضعیف بھی ہوتی تو بھی سیدنا امام اعظم رضی اللہ تعالیٰ عنہ اور دیگر ائمہ کرام کے اسے قبول کرنے کی وجہ سے یہ قوی ہو جاتی۔ وہابی نجدی اسے اس لیے ضعیف یا موضوع کہتے ہیں کہ اس حدیث شریف میں جواز و بیان توسل ہے جس کا اقرار نجدیوں سے جیتے جی نہیں ہونا۔ نجدیوں کے ہاں ضعیف حدیث کی کوئی حیثیت ہی نہیں ہوتی اور دوسرے لفظوں میں یہ لوگ ضعیف اور موضوع سند سے مروی حدیث پر ایک ہی حکم لگاتے ہیں۔۔۔۔۔ یہ ہے انکی حدیثِ رسول (علی صاحبھا الصلوۃ و السلام) سے محبت اور دعویٰ عمل بالحدیث کی حقیقت!!۔ خود وہابیوں کے شیخ اجل اور امام ابن تیمیہ نے بھی بقول زبیر علی زئی ضعیف بلکہ باطل اور موضوع سند سے مروی حدیث سے استدلال کیا ہے، لنک یہ ہے:۔ http://www.islamimehfil.com/topic/6313-sawad-e-azam-kon-hain/page-2#entry101888 Edited 9 اکتوبر 2015 by AqeelAhmedWaqas 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kilk-e-Raza مراسلہ: 10 اکتوبر 2015 Report Share مراسلہ: 10 اکتوبر 2015 zabardast aqeel bhai. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔