Ya Mohammadah مراسلہ: 16 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 16 اگست 2008 Haan Tumhara kiya aqeeda hei woh bhi bataa do Allah(SWT) To quran main ye hi keh raha aur hum ye bhi kehtei hein k Allah(SWT) to sheh rag se bhi ziyada qareeb hei ussi se mangnaa chahei to aap kiya manttei ho pehilei kehtei ho k asmaan tuck janein k lyein seerhi banaana parhei gi Yani K Waseela Mohmmad(SAW) ka waseela aur khud hi kehtei ho K Allah (SWT) Asmaan main nahin wah re wah Ahl-e-Bid'At kitnain Toghlei ho tum log hahaha Allah (SWT) hidayat dei..Pagal kahin ke aap kiya manttei ho pehilei kehtei ho k asmaan tuck janein k lyein seerhi banaana parhei gi Yani K Waseela Mohmmad(SAW) ka waseela ISKA SABOOT DE DEIN WARNA MANNA PAREGA KI Title MALANG PART III ke mustahiq aap hi hain...I am sure ki Hawala Mangny par aap ki Hawa Tight ho jayegi... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 16 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 16 اگست 2008 KAFEEL SAHIB WESAY APP MAIN WAHABIAT KAY KEERAY KUCH KAAM HAIN, OR JO HAIN WO BILKUL HI JAHIL HAIN, JO MUJAH UB TAK APP KI POST PARH KAR PATA CHALA, APP BHI UNHI SUB KI TARHAH NIKLAY JO BA'ZAHIR TO GHAIR MUQALLID HONAY KA DAWAH KARTAY HAIN LAKIN, JUB KISI TOPIC PER BAAT KARTAY HAIN TO TAQLEED KARTAY NAZAR AATAY HAIN. COPY PASTE KARNA GHAIR MUQALLID KO SHOBAH NAHI DETA, HIMMAT HAI TO APNAY ILM SAY BAAT KARAIN, APP KI SHROO KI POST SAY TO LAGA THA KAH UB AIK WAHABI MOLVI SAY WASTA PARA HAI, LAKIN APP NAY ISS KAHAYAL PER PANI PHAIR DIA. CHALAIN CHORAIN IN SAWALOON KA JAWAB DAIN??? KAFEEL SAHIB WASEELA BIDDAT HAI TO ZARA YE TO BATAYE KAH QAZI SHOKANI SAY MADAD MANGNA KESA????, CHALAIN HUM AHLE BIDDAT LAKIN APP USS KO KYA KAHAIN GAAY JO NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KAY BAAD BHI KISI OR KO NABI KAHAY, EESI TEAM KO APP KYA KAHAIN GAY TO GHAIR E NABI KO NABI KAHAY, USS KA ZOHAD O TAQWA RASOOLOON SAY MUSHABAH MANAY???? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 18 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 18 اگست 2008 ISKA SABOOT DE DEIN WARNA MANNA PAREGA KI Title MALANG PART III ke mustahiq aap hi hain...I am sure ki Hawala Mangny par aap ki Hawa Tight ho jayegi... Dear pehlei taraveeh wali post to poori kar lowahaan se kyun bhaag gai hawa kiss ki taghit hoi hei..... Aameen Waei Topic Se Bhag Gai, Rafauldein Wae se bhaag gai, Taraweeh walei se bhaag gai, talaque walei se bhaag gai, hahaha Insha'Allah is se bhi bhaag jao gei.... [kiya tum ko maloom nahin k jo kuch asmaanon main hei aur jo kuch zameen main hei khudaa ko sub maloom hei.(Kissi jagaa) Teen(Shakhson) ka (Majma Aur) kanon mai slaah o mashwarah nahin hota mager woh in main chotha(4) hota heia aur na kaheen 5 ka mager woh in main se chataa(6) hota hei. Aur naan is se kum ya ziuyada mager woh in k sath hota hei khwaa woh kaheen hon. phirr jo jo kaam ye kartei rahei hein qaiyamat k din woh (1,1) In Ko Batai ga. be shuck khudaa har cheez pe qadir hei..{Surah Al-Mujaddila (58) Aiyat #: 07}] Maire khayaalk se ye hi kafee hoga maire bhai tum log bhi kuch hawalaa de diya karo tum log woh bus chanwlei hi martei ho ar dusron pe bus ungliaan hi uthani aati hein.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 18 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 18 اگست 2008 KAFEEL SAHIB WESAY APP MAIN WAHABIAT KAY KEERAY KUCH KAAM HAIN, OR JO HAIN WO BILKUL HI JAHIL HAIN, JO MUJAH UB TAK APP KI POST PARH KAR PATA CHALA, APP BHI UNHI SUB KI TARHAH NIKLAY JO BA'ZAHIR TO GHAIR MUQALLID HONAY KA DAWAH KARTAY HAIN LAKIN, JUB KISI TOPIC PER BAAT KARTAY HAIN TO TAQLEED KARTAY NAZAR AATAY HAIN. Dear abhi tuck ki post se lagtaa to ye hi hei k aap har post main maar khaa rahei hein mager phirr bhi mujhei bura boal rahei hein Walla Allah tala hidyaat dei zara 1 baar duabra sare post pe nazer daliyei ga uinsaf ka chashma laga kar buighzz aur hassad ka nahin... !! har kaheen aap logon nain apnain hawalon semaar khaai hei har kaheen mai nain Alhamdulilalh aap ko quran aur hadth se hawala diya hei aur kaheen kaheen to Original book se scan kar k diya Aap dubara saree post deakhein aur phirr dubara mujhei post karein au re jahiliyat ka vot wapiss le kar apnain account main hi cradit kar lein kyun k ye aap ki savings main se hei..hahah..!!! COPY PASTE KARNA GHAIR MUQALLID KO SHOBAH NAHI DETA, HIMMAT HAI TO APNAY ILM SAY BAAT KARAIN, APP KI SHROO KI POST SAY TO LAGA THA KAH UB AIK WAHABI MOLVI SAY WASTA PARA HAI, LAKIN APP NAY ISS KAHAYAL PER PANI PHAIR DIA. Maire khayaal se aap mairi post sirf parhtei ho tehqeeque nahinkartei ager tehqeeq kartei to aessa nahin kartei aur ager tehqeeque nahin kartei to phirr shayad is jagaa aap sirf time pass kar nain aaai hein aur mazhab ka mazzaque urhanain aur Logon ko gumhraah karnain ...???? Please mairi post parh liyaa karein pehlei baad main koi raai kiya karein... aur apni post bhi parhiye ga phirr pata chalei ga copy pest kon kartaa hei aur Dalail k sath kon batkarnaa hei aap yani ahl-e-bidat walon ki 1 bhi post main koi aessei bat nahin k ussei sumjhaa jai har kaheen bus tanqeed karee hei aur daleel se kaam hi nahin liya gaya hei aesa lagtaa hei koi 1 dost dusrei dost ko kahani sunaa raha hei safer main hahaha CHALAIN CHORAIN IN SAWALOON KA JAWAB DAIN??? Ji Haan sawaal hi kar suktei hein jawaab deinain walei to koi aur hi hotei hein ... KAFEEL SAHIB WASEELA BIDDAT HAI TO ZARA YE TO BATAYE KAH QAZI SHOKANI SAY MADAD MANGNA KESA????, is ki baat karnain k lyein aap ko pehlei in ki koi daleel deni hogi k haaan hum nain in se madad mangee aur kahaan in ki taqleed kari phir main insha'Allah is ka jawaab doonga wessei ye post jo chal rahee hei ussei woh hi rehnain dei.. Shurkriya aur agerdusree post launch karein is k wastei to behter hei... CHALAIN HUM AHLE BIDDAT LAKIN APP USS KO KYA KAHAIN GAAY JO NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KAY BAAD BHI KISI OR KO NABI KAHAY, EESI TEAM KO APP KYA KAHAIN GAY TO GHAIR E NABI KO NABI KAHAY, USS KA ZOHAD O TAQWA RASOOLOON SAY MUSHABAH MANAY???? Maire bhai ager aap kehtei hein k kissi (Sirf Musalman) Alim yani k jis ko aap wahabiu kehtei hein ye kahaa hei to us ki bat ka hawale dein Insha'Allah main jawaab doongga... Allah Tala hidayat dei اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 18 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 18 اگست 2008 Sawaal Chana Jawaab Gundoom, O Abu Jehal, humny poocha ki kahan sunniyo ne kaha hai ki Allah ko pany ke liye Huzur ke waseely ki seerhi le kar aasmaano tak jana hoga ...jis se aapna moqif sabit karna chaha tha ki Sunni bhi wahabis ki tarah manty hain ki Allah Asmano me rehta hai. (MazAllah) kiya tum ko maloom nahin k jo kuch asmaanon main hei aur jo kuch zameen main hei khudaa ko sub maloom hei.(Kissi jagaa) Teen(Shakhson) ka (Majma Aur) kanon mai slaah o mashwarah nahin hota mager woh in main chotha(4) hota heia aur na kaheen 5 ka mager woh in main se chataa(6) hota hei. Aur naan is se kum ya ziuyada mager woh in k sath hota hei khwaa woh kaheen hon. phirr jo jo kaam ye kartei rahei hein qaiyamat k din woh (1,1) In Ko Batai ga. be shuck khudaa har cheez pe qadir hei..{Surah Al-Mujaddila (58) Aiyat #: 07} Or jo tumny ayat quote kari wo khud tumhary aqeedy ke khilaaf hai ki us ayat me kahan likha hai ki Allah aasmano me hai (aapko yaad dila du ki aapny wahabis ka Allah ke asmano me hony ke aqeedy ka difa karty huey reply kiya tha) Haan Tumhara kiya aqeeda hei woh bhi bataa do Allah(SWT) To quran main ye hi keh raha aur hum ye bhi kehtei hein k Allah(SWT) to sheh rag se bhi ziyada qareeb hei ussi se mangnaa chahei to aap kiya manttei ho pehilei kehtei ho k asmaan tuck janein k lyein seerhi banaana parhei gi Yani K Waseela Mohmmad(SAW) ka waseela aur khud hi kehtei ho K Allah (SWT) Asmaan main nahin wah re wah Ahl-e-Bid'At kitnain Toghlei ho tum log hahaha Allah (SWT) hidayat dei..Pagal kahin ke Jabki wo ayat to bata rahi hai ki is duniya me 3 shakhs hoty hain to 4th Allah hota hai, Agar tumhary wahabis ki tarah literal batil Maana / Istedlaal karein to phir to Allah ko duniya me manna parega....Aql hoti to red highlighted text to nazarandaaz nahin karty ki ye ayat saaf batati hai ki Allah(azw) ke ilm se kuch bhi chupa nahin usny apny ilm or qudrat se tamam Alam ka ehata kiya hua hai...na ki tum jehla ke aqeeda e batil ky Allah(azw)ko is dunia or asmano ya arsh par mojood or mehdood manty ho...Lahowla wala Quwwata. Allahussamad. Dear pehlei taraveeh wali post to poori kar lowahaan se kyun bhaag gai hawa kiss ki taghit hoi hei.....Aameen Waei Topic Se Bhag Gai, Rafauldein Wae se bhaag gai, Taraweeh walei se bhaag gai, talaque walei se bhaag gai, hahaha Insha'Allah is se bhi bhaag jao gei.... Nahin Jehla, hum kahan bhagy? Hum to unmy se hain ki aapko aapky ghar tak chor kar aaengy...balki aap khud hi ek topic se dusry topic me phudakty phir rahy hain, hum bhi aapsy yahi keh rahy hain ki pehly ek topic me aapni zillat puri tarah se karwa lein phir dusri taraf rukh karein..Magar Sharm Tumko Nahin Aati... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 18 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 18 اگست 2008 Sawaal Chana Jawaab Gundoom, O Abu Jehal, humny poocha ki kahan sunniyo ne kaha hai ki Allah ko pany ke liye Huzur ke waseely ki seerhi le kar aasmaano tak jana hoga ...jis se aapna moqif sabit karna chaha tha ki Sunni bhi wahabis ki tarah manty hain ki Allah Asmano me rehta hai. (MazAllah) hahaha mujhei lagtaa hei kal ki mairi post main mircein ziyada ho gain thin jabhi ye taa'ssur aaiya hei.. Haan to deakh lo aap hi kehtei ho naan k Allah tuck janein k lyein mohmmad(SAW) k waseele ki zaroorat hei to maire bhi kis bat ka waseela sirf shariyat Mohmamd(SAW) k wasseelaei se mili hei aur han Humain mohmmad(SAW) k naqsh e qadum pe chal k janntamain jana hei naan k un se maang kar ya un ka waseela deikar kisi 1 duaa mainbata do k Nabee nain kisi suahabi ko ya apnain nawassei ko waseeai k sath duaa karnain ka kahaa ho tum kzzabon k sharr se Allah bachai tum logon nain Abdullah bin sabaa ki batein apnaa li hein aur dusron ko kehtei ho k ye sahee nahin hei ye sahee nahin hei main tumhein challange kartaa hoon k ajaao tum sub ajaao brhalivi,dewband,aur jitnain bhi gand aur band hein sub le aao tum logon k aqeedei ager quran k khilaaf naan sabit kar dongga Insha'Allah.... maire kazzab doston apnain aqaide sahee karo aur phirr zar bat kartei nazer aanaa achi aur quran k mutabique srf batein hi aati hein aur sawaal pe sawaal hi poochna ata hei buss... Or jo tumny ayat quote kari wo khud tumhary aqeedy ke khilaaf hai ki us ayat me kahan likha hai ki Allah aasmano me hai (aapko yaad dila du ki aapny wahabis ka Allah ke asmano me hony ke aqeedy ka difa karty huey reply kiya tha) jabki wo ayat to bata rahi hai ki is duniya me 3 shakhs hoty hain to 4th Allah hota hai, Agar tumhary wahabis ki tarah literal batil Maana / Istedlaal karein to phir to Allah ko duniya me manna parega....Aql hoti to red highlighted text to nazarandaaz nahin karty ki ye ayat saaf batati hai ki Allah(azw) ke ilm se kuch bhi chupa nahin usny apny ilm or qudrat se tamam Alam ka ehata kiya hua hai...na ki tum jehla ke aqeeda e batil ky Allah(azw)ko is dunia or asmano ya arsh par mojood or mehdood manty ho...Lahowla wala Quwwata. Allahussamad. Allah har kaheen hei aur har kaheen semurad asman bhi hei aur ye aiyat denaa mairi is baat ki daleelhei k tum log kehtei ho waseelei ki zaroorat hei Kion k Allah tuck direct nahin jaiya ja suktaa to maire bhai yehaan to Allah keh raha hei k main har kisi k bech main mojood hoon ub bolo kon se waseelei k barei main bat kar rahei thei..... Nahin Jehla, hum kahan bhagy? Hum to unmy se hain ki aapko aapky ghar tak chor kar aaengy...balki aap khud hi ek topic se dusry topic me phudakty phir rahy hain, hum bhi aapsy yahi keh rahy hain ki pehly ek topic me aapni zillat puri tarah se karwa lein phir dusri taraf rukh karein..Magar Sharm Tumko Nahin Aati... BHagei nahin hotei to 5 din guzar chukei hein abi tuck hadith ki original daleel nan laa sakei taraveeh ki maire bhai auryehaan to sirf batein hi batein kar rahei hein koi anaa hi to aqeeda sabit ikarein quran aur hadith se k aap kiya manttei hein main nain to bata diya Mohmmad(SAW) ka waseela kaheen se sabit nahin wesei bhi aap sabit kar suktei hein aap to ahl-e-bidaat hein aap k lyein shariya koi hessiyatnahin rakhtee islam main jo cahei nikaal leina aap logon ki adaat heiso aap nain ye bhi nikal liya k waseela jaiz hei is main main kuch nahin keh suktaa ager aapbaghair daleel k bat kareinggei kion k main sirf Qur'an aur sahee hadith ko follow kartaa hoon other wise agermujhei agei se koi behter response naan milei tomain phirr Salam kehtaa hoon jeissa k Quran ka hukum hei... !!! meherbani hogi k daleel se bat karei k mohmamd(SAW) ki ghairm ojoodgi main un ka waseela kion manaa jai haan ager Koi naik shakhsiyat yehaan hoti to us se duaa mangwa suktei thei ye cheez jaiz hei mager jo yehan mojood nahin un se k se aap waseela edi suktei hein zara hosh k nakhul lo aur itnain hi nakhun lo k tumhara ser zakhmee nan ho khujatei hoe .... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Peaceful مراسلہ: 18 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 18 اگست 2008 hahaha mujhei lagtaa hei kal ki mairi post main mircein ziyada ho gain thin jabhi ye taa'ssur aaiya hei..Haan to deakh lo aap hi kehtei ho naan k Allah tuck janein k lyein mohmmad(SAW) k waseele ki zaroorat hei to maire bhi kis bat ka waseela sirf shariyat Mohmamd(SAW) k wasseelaei se mili hei aur han Humain mohmmad(SAW) k naqsh e qadum pe chal k janntamain jana hei naan k un se maang kar ya un ka waseela deikar kisi 1 duaa mainbata do k Nabee nain kisi suahabi ko ya apnain nawassei ko waseeai k sath duaa karnain ka kahaa ho tum kzzabon k sharr se Allah bachai tum logon nain Abdullah bin sabaa ki batein apnaa li hein aur dusron ko kehtei ho k ye sahee nahin hei ye sahee nahin hei main tumhein challange kartaa hoon k ajaao tum sub ajaao brhalivi,dewband,aur jitnain bhi gand aur band hein sub le aao tum logon k aqeedei ager quran k khilaaf naan sabit kar dongga Insha'Allah.... maire kazzab doston apnain aqaide sahee karo aur phirr zar bat kartei nazer aanaa achi aur quran k mutabique srf batein hi aati hein aur sawaal pe sawaal hi poochna ata hei buss... AOA Kafeel Bhai main nay ap ki buhat sari posts perhi hain, lakin mujeh ap ki yeh baat jo highlight ki hai achi naheen lagi, baqi Allah hum sub seedhay rastay per chalnay ki taufeeq ataa farmaya. Aap sab hazarat say guzarish hai k koi bhi ghlat alfaaz istemal na keray iss say humara apna waqar majrooh hota hai. any how this site is very informative. Wassalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sunnistudent مراسلہ: 18 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 18 اگست 2008 ek sath itaney sarey mauzu per baat hogee to koee hal nahee nikalega. Isliye socha Tawassul per baat karna behtar rahega. Phir Insha Allah, baki mauzu per ek ek kar ke ayegein. Adam alayhis salam ka huzoor pak ke naam se shafa'at ki dua maangna قد أخرج الحافظ أبو الحسن بن بشران قال : حدثنا أو جعفر محمد ابن عمرو، حدثنا أحمد بن سحاق بن صالح، ثنا محمد بن صالح، ثنا محمد ابن سنان العوقي، ثنا إبراهيم بن طهمان، عن بديل بن ميسرة، عن عبد الله بن شقيق، عن ميسرة قال: قلت: يا رسول الله، متى كنت نبياً ؟ قال: (( لما خلق الله الأرض واستوى إلى السماء فسواهن سبع سماوات ، وخلق العرش،كتب على ساق العرش: محمد رسول الله خاتم الأنبياء، وخلق الله الجنة التي أسكنها آدم وحواء، فكتب اسمي على الأبواب، والأوراق والقباب، والخيام،وآدم بين الروح والجسد،فلما أحياه الله تعالى: نظر إلى العرش فرأى اسمي فأخبره الله أنه سيد ولدك، فلما غرهما الشيطان ، تابا واستشفعا باسمي إليه ) . وأخرجه ابن الجوزي في الوفا بفضائل المصطفى من طريق ابن بشران Tarjuma Ibn Bushran rawayat kartey hain, shaykh Abu jafar muhammad ibn Amr , rawayat kartey hain Ahmed ibn ishaq ibn salih , rawayay kartey hain mohammed ibn sinan al awqi . rewyat kartey hain ibrahim ibn tahman sey jo rawayat kartey hain budayl ibn maysara sey jo rawayat kartey hain Abdullah ibn shaqiqi sey jo rawyar karetey hain Maysara al fajr ( Rd) ..inhoney Rasul Allah ( sal alllahu alay hi wa sallam) sey poocha " Ya Rasul Allah , aap kab nabee they? Unhoney farmaya " Jab Allah ney zameen paida ki aur usakey baad aasaman aur usako ssat aasmanon mein tabdeel kiya ( 2: 29) aur phir Kursee aur Kursee ke paaon per likha " Mohammed Allah ke rasul hain aur khatamul Anbiya( Muhammadun rasulullahi khatamun al anbiya) . Usakey baad Jannat ki khilqat huee jismein Adam aur Hawwa rahaney lagey.Aur Allah ney mera naam darwazon, patton , gumbad per us waqt likh diya jab adam ruh aur badan ke beech mein they. Jab Allah ney Adam mein jaan dali , us waqt Adam ney Kursee per mera naam likha hua paya , tab Allah ney unko batlaya ki ' wah ( mohammed , sal allahu alaihi wa sallam) tumharee aaney wali tamam naslon ke peshawa hain. Jab shaitan ne in dono ko ( adam aur hawwa) ko bahkaya tab in honay Allah se mafee mangee aur mera naam lekar shafaat ki dua maangee. Hawala 1.Al wafa bi ahwal al mustafa , musannif , Imam ibn al jawzi al Hanbali (Rh) 2. Subul al Hadi wal Rashad , musannif , Imam Mohammed ibn Yusuf al salihi ( 942 AH) inhonay is isnad ko JAYYAD LA BASA bihi kaha hai. ( vol. 1/p. 86, Darul Kutub Ilmiyya edn, Beirut) Ab koee wahabi batlay kya karein? Agar koee hadees ko daif kahta hai to apanee daleel le kar aaye. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mushtaq_Attari26 مراسلہ: 18 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 18 اگست 2008 Jazak ALLAH Khairan Kasira sunnistudent bhai Ameeeen Allah aap ke Ilam Mai Jaan Maal Iman Mai Barkate Ata Kare. Aameeeeen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 18 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 18 اگست 2008 Haan to deakh lo aap hi kehtei ho naan k Allah tuck janein k lyein mohmmad(SAW) k waseele ki zaroorat hei to maire bhi kis bat ka waseela sirf shariyat Mohmamd(SAW) k wasseelaei se mili hei aur han Humain mohmmad(SAW) k naqsh e qadum pe chal k janntamain jana hei naan k un se maang kar ya un ka waseela deikar kisi 1 duaa mainbata do k Nabee nain kisi suahabi ko ya apnain nawassei ko waseeai k sath duaa karnain ka kahaa ho tum kzzabon k sharr se Allah bachai tum logon nain Abdullah bin sabaa ki batein apnaa li hein aur dusron ko kehtei ho k ye sahee nahin hei ye sahee nahin hei main tumhein challange kartaa hoon k ajaao tum sub ajaao brhalivi,dewband,aur jitnain bhi gand aur band hein sub le aao tum logon k aqeedei ager quran k khilaaf naan sabit kar dongga Insha'Allah.... maire kazzab doston apnain aqaide sahee karo aur phirr zar bat kartei nazer aanaa achi aur quran k mutabique srf batein hi aati hein aur sawaal pe sawaal hi poochna ata hei buss... Lijye Janab parhiye or sir dhuniye....humny to apny Dalail Tabarrukan de diye, ab aap zara waseely ke khilaaf ek Ayat/Hadith paish karein...Jismy Allah ke naik or swaleheen bando se tawassul ka inkaar ho.... Mr. Ahle ...ha..ees. We are waiting..Humsy Kehta hai ki humny Abdullah Ibn Saba ki batein apna li hain... nahin balki wo tum log ho jinhony Abdullah Bin Ubai ke naqsh e qadam par chal kar apni namak Halali Munafiqo se sabit ki hai. Sure Munafiqoon(63.5) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 18 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 18 اگست 2008 Ahle Khabeeso ko Huzur ke WASEELY se chirh machti hai yahan to Hazrat Umar Huzur ke Chacha Hazrat Abbas ko Waseela bana kar paish kar rahy hain...ab kis ki mani jaye Ahle ..ha..eeso ki Ya Hazat Umar Ki. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 19 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 19 اگست 2008 Lijye Janab parhiye or sir dhuniye....humny to apny Dalail Tabarrukan de diye, ab aap zara waseely ke khilaaf ek Ayat/Hadith paish karein...Jismy Allah ke naik or swaleheen bando se tawassul ka inkaar ho.... Mr. Ahle ...ha..ees. We are waiting..Humsy Kehta hai ki humny Abdullah Ibn Saba ki batein apna li hain... nahin balki wo tum log ho jinhony Abdullah Bin Ubai ke naqsh e qadam par chal kar apni namak Halali Munafiqo se sabit ki hai. Sure Munafiqoon(63.5) Abhi to shuroo aat hoi hei Insha'Allah ub to mazza aaiga bat karnain ka... Main aap ko bataata chaloon aap ki book main 1 bukharee ka hawaaa hei jis ko is tarhaan likha jaa suktaa hei[sahee Bukharee, jild #: 1, Hadith 526 ya 137 Aur page number 526, 137 main nain ye sub check kiya bukharee se mjhei nahin milaa Kindly mujhei difne kar dein Bukharee ka hawalaa Meherbani hogi bhai main sirf isi post ki wajha se yehaan hoon kion k maire paper ho rahei hein aur main yehaan srf isi post ka awaab denein k lyein beithaa hoon main nain bukharee ki jild # 1 ki hadith number 137 aur 526 donon deakh li hein is main wh hadith nahin jo aap bataa rahei hein please mujhei sahee daleel dei dein maire lyein kafee bukharee ki hi hadith kafee hei phirr to... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 19 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 19 اگست 2008 (ترمیم شدہ) Ahle Khabeeso ko Huzur ke WASEELY se chirh machti hai yahan to Hazrat Umar Huzur ke Chacha Hazrat Abbas ko Waseela bana kar paish kar rahy hain...ab kis ki mani jaye Ahle ..ha..eeso ki Ya Hazat Umar Ki. Lijye janaab abhi to sabit hi nahin hua k khabees kon hei please aessei apnain aap ko galiyaan nan dein bisharei aap k alaa hazrat kiya socheiggei..hahaha Edited 19 اگست 2008 by Ya Mohammadah Dont use abusive language for our Elders else your Post wud be deleted. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 19 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 19 اگست 2008 Abhi to shuroo aat hoi hei Insha'Allah ub to mazza aaiga bat karnain ka... Main aap ko bataata chaloon aap ki book main 1 bukharee ka hawaaa hei jis ko is tarhaan likha jaa suktaa hei[sahee Bukharee, jild #: 1, Hadith 526 ya 137 Aur page number 526, 137 main nain ye sub check kiya bukharee se mjhei nahin milaa Kindly mujhei difne kar dein Bukharee ka hawalaa Meherbani hogi bhai main sirf isi post ki wajha se yehaan hoon kion k maire paper ho rahei hein aur main yehaan srf isi post ka awaab denein k lyein beithaa hoon main nain bukharee ki jild # 1 ki hadith number 137 aur 526 donon deakh li hein is main wh hadith nahin jo aap bataa rahei hein please mujhei sahee daleel dei dein maire lyein kafee bukharee ki hi hadith kafee hei phirr to...] Sahih Bukhari (Invoking Allah for Rain) Narrated anas: Whenever drought threatened them, 'Umar bin Al-Khattab, used to ask Al-abbas bin 'Abdul Muttalib to invoke Allah for rain. He used to say, "O Allah! We used to ask our Prophet to invoke You for rain, and You would bless us with rain, and now we ask his uncle to invoke You for rain. O Allah ! Bless us with rain."(1) And so it would rain. (Book #17, Hadith #123) Sahih Bukhari (Companions of Prophet ) Narrated anas: Whenever there was drought, 'Umar bin Al-Khattab used to ask Allah for rain through Al'abbas bin 'Abdul Muttalib, saying, "O Allah! We used to request our Prophet to ask You for rain, and You would give us. Now we request the uncle of our Prophet to ask You for rain, so give us rain." And they would be given rain." (Book #57, Hadith #59) or ye hai aapka Qirdaar اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 19 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 19 اگست 2008 ] Sahih Bukhari (Invoking Allah for Rain) Narrated anas: Whenever drought threatened them, 'Umar bin Al-Khattab, used to ask Al-abbas bin 'Abdul Muttalib to invoke Allah for rain. He used to say, "O Allah! We used to ask our Prophet to invoke You for rain, and You would bless us with rain, and now we ask his uncle to invoke You for rain. O Allah ! Bless us with rain."(1) And so it would rain. (Book #17, Hadith #123) Sahih Bukhari (Companions of Prophet ) Narrated anas: Whenever there was drought, 'Umar bin Al-Khattab used to ask Allah for rain through Al'abbas bin 'Abdul Muttalib, saying, "O Allah! We used to request our Prophet to ask You for rain, and You would give us. Now we request the uncle of our Prophet to ask You for rain, so give us rain." And they would be given rain." (Book #57, Hadith #59) or ye hai aapka Qirdaar Allah(SWT) mouaaf karei log kiya se kiya batein kartei hein aur kiya se kiya bana diya hei hadith ko Allah (SWT) karam hei karei apnaa bhai yehaan kahen ye nahin hei k Murdon ko waseelaa banaao Aur us waqt jub waseela manaa gaya us waqt to Chacha Bhi Zindda thei aur us k baad bhi aessa hi raha jo naik bandda ho us se duaa mangee jai to qabool ho jati hei aur aap nain nichei joquranic aiyat di hei woh bhi ye hi bata rahee hei k Nabek pass aa atie aur un se duaa kar watei us ki tafseer parhein to ye hi sumajhnain ko milta hei mager Ahl-e-bvidat apnee bat ko manwanain k lyein kiya kiya man gharhat bana leitei hein.. Tobaa.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 19 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 19 اگست 2008 Allah tala mouaaf karei Kitni lafzonki heraa phiari karee hei maire bhai ager Waseela hi tha to unhon Nain Mohmmad(SAW) ka waseela kionnahin diya aur bad main waseela change kion kar diya mairei bhai waseela ka matlub hei zariye to us waqt mohmmad| k zariye kar wai thi aur us din.... Maire khayaal se sumajh gai honggei.... ager aap kehtei heinmurdon ka waseela to maire bhai unhon nainjubmohmmad(SAW) ka hi waseela kion nahin mangaa yebatain mujhei jub k aap tomOhmmad(SAW) ka hi waseela mangtei hein.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 19 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 19 اگست 2008 ] or ye hai aapka Qirdaar Kirdaar ki bat kartie hein to bhai maira moun naan khulwain mujhei phirr ahmed raza khan sahab ki saree zindagee kibatein batani parheinggi k kirdar kis ka acha tha aap k alaa hazrat hein is lyein acha nahin sumajhtaa k baghari aap se poochei sub k sanain un ki asliyat zahir kar doon aur haan main to kisi alim ki sunta hi nahin bus us ki suntta hoon jis ki bat quran aur hadith k mutabiqe ho ager aap kaheen se ismail dehlivi k barei main mujhei kehtei hein to maire bhai main to sirf Musalman hon buss aur jo quran kehtaa hei aur jo sunnat kehti hei main to usi pe iktefaa kartaa hoon maira kisi firqei se koi talque nahin bhai jaan...... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 19 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 19 اگست 2008 Aur haan ye bhi is se bhi zahir hota hei waseela ye tha k nabee se duaa mangwai thi... Shayad k teirei dil main uter jaai ... Allah tala haque bat sumajhnain ki taufeeque dei.. Aameen ya Rabbul Alameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sunnistudent مراسلہ: 19 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 19 اگست 2008 كما في صحيح البخاري (954) عَنْ أَنَسِ بْنِ مَالِكٍ رضي الله عنه: أَنَّ عُمَرَ بْنَ الْخَطَّابِ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ كَانَ إِذَا قَحَطُوا اسْتَسْقَى بِالْعَبَّاسِ بْنِ عَبْدِ الْمُطَّلِبِ فَقَالَ: اللَّهُمَّ إِنَّا كُنَّا نَتَوَسَّلُ إِلَيْكَ بِنَبِيِّنَا فَتَسْقِينَا وَإِنَّا نَتَوَسَّلُ إِلَيْكَ بِعَمِّ نَبِيِّنَا فَاسْقِنَا قَالَ فَيُسْقَوْنَ Imam Bukhari ( Rh) , Aans bin Malik se rawayat kartey hain ki jab sookha pada tab umar ibn ak khattab ( Rd) , Al abbaas ibn al mutallib (rd) ke paas jatey aur dua ki darkhast kartey. Wah kahtey" Ya Allah, hum log aap sey Rasul Allah ke wastey dua mangtey aur aap hamey barish detay AB HUM AAPSEY RASUL ALLAH KE CHAHCHA ke WASTEY DUA mangtey hain, hum ko barish dijiye. IN alfaaz per gaur kijiye" RASUL ALLAH KE CHAHCA KE WASTEY" yahan per bhee wasila Rasul Allah ka hee hai , isee wajah sey rishta bayan kiya ja raha hai. Is puray waqey ko Imam Suyuti ( rh) ne tafseel say bayan kiya hai. Mulahiza farmaiye: " 17 hijri mein Umar (rd) ne masjid e nabvee ko badhaya. Us saal hijaz mein sookha pada tha. Umar Rd ne barish ke liye dua al abbas (rd) ke wastey se mangee. Ibn sad (rh) , sahabi rasul , Niyar al aslami (rd) say rawayat kartey hain ki jab umar (rd) barish ke liye dua karney ke liye bahar tashrred lay tab unhoney rasul Allah ka Jhubba ( khirqa/ burda) pehna hua tha. Ibn Awn rawayat kartey hain ki umar (rd) ne al abbas (rd) ka haath liya aur usay utha kar kaha " YA Allah , hum aapsey DUA mangtey hai AAPKEY RASUL KE CHACHA ke zariye ki hamarey yahan se sookhey ko hata dein aur barish dein' ( Tarikh al Khulafa, Imam suyuti , p 140 , Beirut , 1992, Ahmad Fares ed) Gaur karney wali baat: 1) Umar rd Rasul Allah ka Khirqa ( jhubba ) pehan kar dua mangtey. Sahih Bukhari ki hadees hai , jab sahaba buri nazar ya bukhar mein mubtela hotey tab was rasul Allah ke baal mubarak ko pani mein dubo ker , us paani ko peetay aur shifa patey ( Sahih Bukhari Kitabul Libaas). Aur yahan , is hadith mein Umar rd Rasul Allah ke jhubbey ko pehna kar wasila zahir kartey. 2. Umar rd ke alfaaz "HUM AAPSEY DUA MANGTEY HAIN AAPKEY RASUL KE CHACHA KE ZARIYE" is baat kee khulee daleel hai ki wasila Rasul Allah hee ka tha , isliye rishta zaahir kiya gaya. 3.Uper jo hadith bayan ki gayee hai, us hadith kee ek dusaree riywat bhee hai , jisako Imam Ibn Hajar (rh) ne Fathaul Bari ( Sharah Bukhari)mein bayan kiya hai . Wah is tarah hai: Al -Abbas kahtey hain " Ya Allah, beshak musbatein nazil hotee hai hamarey gunahon ki wajah sey aur utha lee jatee hain , hamarey istaghfar ( tawba) ke wajah sey. Yeh log meray paas dua ki darkhast le kar aaye hain KYUNKEE MERI QURBAT TERAY RASUL SE HAI aue hamarey haath dua ke liye uthey hai,, hmaraey gunahon ko mat dekh, aur hamarey liye Baarish farma dey aur APANEY RASUL KE CHACHA KI IZZAT rakh ley..... ( Ibn Hajar, Fath al bari ,vol 2 , page 497, Al zubayribn bakkar ki rawayat , an Ansab ke hawale say) Yahan bhee wajeh ho gaya wasila Rasul Allah hee ka tha , isliye rishta bayan kiya gaya. Baki hadith aur hawaley se post lamba ho jayega. Thoda waqt lijiye aur ADAM ALAYHIS SALAM ne jo Rasul Allah ke naam mubarak se tawassul kiya ,, us per gaur kijiye. Us waqt Rasul Allah ki paidaish bhee nahee huee thee aur Adam alahis salam ne rasul Allah ke naam ke wasiley se Allah se dua mangee. Waqt miley to tafsir ibn kathir bhee dekh lijiye ga, sura Nisa , ayat 64. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Peaceful مراسلہ: 19 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 19 اگست 2008 (ترمیم شدہ) Assalam o Alikum I have uploaded the pages from Tafseer Ibn Kaseer of Surat Nisa Ayaat 64-65. Wassalam Edited 19 اگست 2008 by Peaceful اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 19 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 19 اگست 2008 Allah har kaheen hei aur har kaheen semurad asman bhi hei aur ye aiyat denaa mairi is baat ki daleelhei k tum log kehtei ho waseelei ki zaroorat hei Kion k Allah tuck direct nahin jaiya ja suktaa to maire bhai yehaan to Allah keh raha hei k main har kisi k bech main mojood hoon ub bolo kon se waseelei k barei main bat kar rahei thei..... Ye sawaal tum aisa karo Hazat Umar ke samny rakhna to iska achcha jawab milega Insha Allah.. Jinhony bator waseela Hazrat Abbas ko paish kiya jabki Allah to sab ki shahy-rag se bhi qareeb hai phir bhi....baree ajeeb baat hai ? Hai na? Shayad Ahle ...ha..ees Zyada janty hain waseely ko...Hazrat Umar se bhi zyada...or aapka hadesso ka ragrda laga to aik paidaan neechy utar kar phir aap toty ki tarah ratny lagy zinda/Dua Waseela hota hai Murda nahin etc etc...kyu janab aaapky bary to mutlaq waseely ko shrik kehty hain, phir ye zinda murdy ki qaid kahan se le aaye.. shirk to har haal me shirk hai? Abhi to aap ko ragrdy lagna shuru huey hain abhi to aap dheery dheery sab tasleem karengy insha Allah. Allah tala mouaaf karei Kitni lafzonki heraa phiari karee hei maire bhai ager Waseela hi tha to unhon Nain Mohmmad(SAW) ka waseela kionnahin diya aur bad main waseela change kion kar diya mairei bhai waseela ka matlub hei zariye to us waqt mohmmad| k zariye kar wai thi aur us din.... Maire khayaal se sumajh gai honggei.... ager aap kehtei heinmurdon ka waseela to maire bhai unhon nainjubmohmmad(SAW) ka hi waseela kion nahin mangaa yebatain mujhei jub k aap tomOhmmad(SAW) ka hi waseela mangtei hein.. Abhi is se qata nazar ki kis ka waseela diya kis ka nahin abhi to bus ye jawab do ki waseela Hazrat Umar ne istemaal kiya ya nahin (for sake of argument agar maan bhi lein dua ki hi shakl mein ba qowl aapky) bawajood isky ki Allah bando ki shahy-rag se bhi zyada qareeb hai...) agar kaho nahin kiya to ab ya to Hadees ko jhutlao (dekho hadees ka arabi matan saaf tawassul ka lafz likha hai) ya phir Quran ko, Ye aapky upar chora !!! Sawal aap par udhar ki waseely jaisy koi shey islam me hai ya nahin ? Zinda Murdy ki behas, or kis ka waseela use kiya isky baad.......... Kirdaar ki bat kartie hein to bhai maira moun naan khulwain mujhei phirr ahmed raza khan sahab ki saree zindagee kibatein batani parheinggi k kirdar kis ka acha tha aap k alaa hazrat hein is lyein acha nahin sumajhtaa k baghari aap se poochei sub k sanain un ki asliyat zahir kar doon aur haan main to kisi alim ki sunta hi nahin bus us ki suntta hoon jis ki bat quran aur hadith k mutabiqe ho ager aap kaheen se ismail dehlivi k barei main mujhei kehtei hein to maire bhai main to sirf Musalman hon buss aur jo quran kehtaa hei aur jo sunnat kehti hei main to usi pe iktefaa kartaa hoon maira kisi firqei se koi talque nahin bhai jaan...... Ab mozu se kon bhag raha hai...? Me ki aap? Ye kahan aap chamar se bhi zyada zaleel ismail dehlwi jo kab ka mar kar mitti me mil gaya, uski batein cher bethy abhi waseely se nipat lo phir aapky buzurgo ke Qissy bhi discuss karty rahyngy Insha Allah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 19 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 19 اگست 2008 Haan Tumhara kiya aqeeda hei woh bhi bataa do Allah(SWT) To quran main ye hi keh raha aur hum ye bhi kehtei hein k Allah(SWT) to sheh rag se bhi ziyada qareeb hei ussi se mangnaa chahei to aap kiya manttei ho pehilei kehtei ho k asmaan tuck janein k lyein seerhi banaana parhei gi Yani K Waseela Mohmmad(SAW) ka waseela aur khud hi kehtei ho K Allah (SWT) Asmaan main nahin wah re wah Ahl-e-Bid'At kitnain Toghlei ho tum log hahaha Allah (SWT) hidayat dei..Pagal kahin ke Jab Allah (SWT) to sheh rag se bhi ziyada qareeb hei to phir Allah ne ye kyu farmaya ?? (Al-Maida 5.35) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Peaceful مراسلہ: 20 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 20 اگست 2008 Assalam o Alikum I have uploaded the Tafseer ibn Kaseer of Ayaat 35 - 37, is main jo tafseer di hai woh to Allah (SWT) hi ko Waseela keh rahain hain, kuch mazeed tafseer bhi perhiay. Allah hum sub ko Nabi k deen-e-Khalis per chalnay ki taufeeq ata farmay. Wassalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 20 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 20 اگست 2008 Assalam o Alikum I have uploaded the Tafseer ibn Kaseer of Ayaat 35 - 37, is main jo tafseer di hai woh to Allah (SWT) hi ko Waseela keh rahain hain, kuch mazeed tafseer bhi perhiay. Allah hum sub ko Nabi k deen-e-Khalis per chalnay ki taufeeq ata farmay. Wassalam achcha waqai to phir ye kya likha hai zara nazar sani farmayein....ye tafseer jo aapny paish ki us se to humary Aqeedy ko hi Taqwiyat mili hai hum bhi to yahi kehty hain ki waseela to sirf zariya hai fAil e Haqeeqi to Sirf or Sirf Allah ki Zaat hai........ Or phir agar sirf taqwy ko waseela kehty hain to phir iska zikr alehda kyu kiya Allah ne....sirf taqullaha keh dena bhar kafi tha....bawajood isky Allah ne irshad farmaya Wabteghu Elyhil Waseela....KYU ?? Allah kehny sunny se zyada amal ki toufique ata farmaye....or usky habeeb ki sachi pakki Mohobbat ata farmaye...Ameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 20 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 20 اگست 2008 Quran e karim Sora Bani Israel (alasra) aayat no 57 khud he wazah kar rahe hai kay Wasila un ka hota hai jo Allah azzawajal ka ziada muqarrab aur muqam mai buland tar ho'n aur Mushrik jin maqbool bando ka but bana kay un ko Khaliq e kainat ka Sharik karnay lagay. wo tu khud Allah azzawajal ki bargah mai un say ziada maqbool bando ka waseela dhondhtay thay khud Allah azzawjaal kay khud say ziada Maqbool bando kay waseelay kay mutalashi thay tu Rabbul Aalameen kay sharik hona tu du'r ki bat hai. Waseela dhondhna jayaz aur Allah azzawajal kay muqarrab bando ka tareeka hai.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔