Gulzar مراسلہ: 20 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 20 اگست 2008 kya koi bata sakta hai aissi koi link jis ke zariey online Khawabon ki Tabeer poochi ja sake? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 29 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 29 اگست 2008 kya kissi ko pata hai ke, kaissey pata chaley k konsa khawab ki tabeer hoti hai? waissey to sab khawab allah hi ki taraf se hotey hain, lekin kabhi kabhi dravney khawab bhi atey hain, to kaissey pata chaley k konsa khawab shaitaani waswasa to nahi? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qaiser Mustafa Attari مراسلہ: 30 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 30 اگست 2008 Is topic par aik kitat Tabeer ur Rohia, Imam Ayaz Maliki ke ha wo aap parhay Inshahallah aap ke malomat main iezafa ho ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mushtaq_Attari26 مراسلہ: 30 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 30 اگست 2008 Is topic par aik kitat Tabeer ur Rohia, Imam Ayaz Maliki ke ha wo aap parhay Inshahallah aap ke malomat main iezafa ho ga. kya ye book net per mil sakti hai aga ho to plz link send kare اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 30 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 30 اگست 2008 Is topic par aik kitat Tabeer ur Rohia, Imam Ayaz Maliki ke ha wo aap parhay Inshahallah aap ke malomat main iezafa ho ga. yeh book net par kahan miley gi? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 1 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 1 ستمبر 2008 kaissey pata chaley jo drawna khawab hum ne raat ko dekha tha wo koi allah ki taraf se signe tha ya koi shaitannai waswassa, اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 2 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 2 ستمبر 2008 Momin ko Jab koi Acha Khwab dikhai day tu inshaAllah yei Allah azzawjal ki taraf say hai Buray khwab shaitan ki taraf say hotay hain jab koi bura khwab daikhain tu ultay kanday ki taraf 3 martaba ....Taa'uz parh kay Aaozubillah Min ash shaitanir rajeem parh kay ... tho thoo karain (sirf thoknay ki awaz) aur phir kalma sharif sora ikhlas aayat ul kursi waghair parhain aakhir mai sora Kafirron parh kay so jaiay.. Har aik ko khwab nahe batanay chaheay ..... buray khwab ko khususan koshish karain kisi say zikar na karain aur buhat zarori ho tu kisi aalim say rujoo karain aam loago ko nahee zikar karain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 1 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 1 نومبر 2008 yeh book net par kahan miley gi? Mufti Faiz Ahmed Owaisi Sahib Ki Aik Kitab Is Mozu Per Hay: Khuwabon Ki Tabeer Wassalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 8 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 نومبر 2008 konse khawabon ki tabeer hoti hai, maslan kaissey pata chaley ke jo khawab hum ne dekha us ki koi tabeer bhi hai ya nahi? kyon ki maine kissi alim se sunna tha ke har khawab ki tabeer nahi hoti. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Yasir Attari مراسلہ: 8 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 نومبر 2008 konse khawabon ki tabeer hoti hai, maslan kaissey pata chaley ke jo khawab hum ne dekha us ki koi tabeer bhi hai ya nahi? kyon ki maine kissi alim se sunna tha ke har khawab ki tabeer nahi hoti.. Hadees ka mafhoom k Khuwab iss tarha k paranday ki chonch me koi cheez Jab banda kissi ko khuwab batadeta haii tu woh paranda apna Chonch khol deta haii yani Khuwab ki taber hojati haii Wallahu Aalam Wa Rassuluhu Aalam Azzawajal Wa Sallalahu Aaliehi Wassalam www.dawateislami.net اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 8 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 نومبر 2008 . Hadees ka mafhoom k Khuwab iss tarha k paranday ki chonch me koi cheez Jab banda kissi ko khuwab batadeta haii tu woh paranda apna Chonch khol deta haii yani Khuwab ki taber hojati haii Wallahu Aalam Wa Rassuluhu Aalam Azzawajal Wa Sallalahu Aaliehi Wassalam www.dawateislami.net maaf karna bhai kuch theek se samjh nahi aiee. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 21 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 21 دسمبر 2008 i maine kissi alim se sunna tha ke har khawab ki tabeer nahi hoti. Khawaboon ki tabeer hoti hai.Aap ne parha ho ga Hazrat Yousaf Aalaihis Salaam ka wqiya k wo khawaboon ki tabeer bataya karte the.Quraan e Pak mein bhe is ka ziker hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
unknown مراسلہ: 21 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 21 دسمبر 2008 Khawaboon ki tabeer hoti hai.Aap ne parha ho ga Hazrat Yousaf Aalaihis Salaam ka wqiya k wo khawaboon ki tabeer bataya karte the.Quraan e Pak mein bhe is ka ziker hai. han main janata hoon k khawabon ki tabeer hoti hai lekin sarey khawabon ki tabeer nahi hoti yeh bhi such hai. mera sawal hai keh kaisey pata chaley keh, raat ko dekhey gaey khawab ki tabeer hai ya nahi? kuch khawab chotey hotey hain aur kuch lambey, اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 22 دسمبر 2008 Report Share مراسلہ: 22 دسمبر 2008 waise mein ne suna hai k Azane Fazar se pehle jo khowaab dekhe jate hein wo sache hote hein,yani un ki tabeer hoti hai or jo fazar k baad khawaab dekhe jate hein un mein se zaroori nahi hai k her khowaab ki tabeer ho. Agar kisi ko pata hai to zaroor is per baat kare. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Imdad Hussain Alv مراسلہ: 5 مئی 2011 Report Share مراسلہ: 5 مئی 2011 (ترمیم شدہ) خواب کی تعبیر پر جامع اردو ویب سائٹ Khwab ki tabeer www.taveel.com والسلام Edited 5 مئی 2011 by imdad Hussain Alv اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ata مراسلہ: 3 اکتوبر 2011 Report Share مراسلہ: 3 اکتوبر 2011 bhai jan aap is mail address pr apna khawb likh kr send kr do ap ko is ki tabeer mil jae gi insha Allah.. [email protected] more info k liye yeh watch kren اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ata مراسلہ: 3 اکتوبر 2011 Report Share مراسلہ: 3 اکتوبر 2011 bhai jan aap is mail address pr apna khawb likh kr send kr do ap ko is ki tabeer mil jae gi insha Allah.. [email protected] more info k liye yeh watch kren اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ata مراسلہ: 3 اکتوبر 2011 Report Share مراسلہ: 3 اکتوبر 2011 bhai jan aap is mail address pr apna khawb likh kr send kr do ap ko is ki tabeer mil jae gi insha Allah.. [email protected] more info k liye yeh watch kren اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sage Raza o Attar مراسلہ: 6 اکتوبر 2011 Report Share مراسلہ: 6 اکتوبر 2011 270 ya 271 dono me se 1 ha confirm اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
KamranRaza مراسلہ: 26 جون 2012 Report Share مراسلہ: 26 جون 2012 main khawab main aksar kachwa <tortise> daikhta hun kbai tadad main zaidah hoty hain aur sath mainun k andy <egg> b hoty hain mjy un sy darr nai lagta kachway kabi saf pain main hoty hain kabi gandy pani main 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AhleSunnat مراسلہ: 27 جون 2012 Report Share مراسلہ: 27 جون 2012 Allah azzwajal aur Us ka pyara Rasool alaihi Slam bahtar jantay hain Allah pak aap kay khwab ko aap kay haq mai bahtar karay aur buhat achi tabeer ata farmaiay aamin. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... مراسلہ: 27 جون 2012 Report Share مراسلہ: 27 جون 2012 main khawab main aksar kachwa <tortise> daikhta hun kbai tadad main zaidah hoty hain aur sath mainun k andy <egg> b hoty hain mjy un sy darr nai lagta kachway kabi saf pain main hoty hain kabi gandy pani main اس بک میں دیکھ لیں امید تعبیر ہوگی آپ کے خواب کی http://library.faizaneattar.net/Books/index.php?id=71 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mubahsir مراسلہ: 17 نومبر 2014 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2014 Bohut acha topic hai please is ke bare main tafseel se batain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
hinarabia مراسلہ: 8 جنوری 2015 Report Share مراسلہ: 8 جنوری 2015 5TH,,JAN,,2015,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,RASOOL ALLAH KHUWAB MAIN MILAY,,,,,,,,,,, RASOOL ALLAH KHUWAB MAIN MILAY AUR KAHA,,,HINA BETI,,,5 WAQT KI NAMAZ ADAA KIYA KARO,,,KHANA KHAYA KARO,,,,,RASOOL ALLAH NY MERAY SER PE HATH RAKHA,,,MATHAY PE BOSSA DIYA,,NECK KAATNY SE MANA KIYA,,AUR STEP BAAP SE DUUR REHNY KA KAHA,,AUR KABAA MAI KISI NAIK INSAAN SE NIKAH KRNY KA KAHA,,,AUR UMRAAH KRNY KA KAHA,,,TA K JIS SE MERA NIKAH HO WOH MUJHAY PESAY DY,,JO ISLAAM MAI HOTA HAI,,KHAWAND APNI BIWI KO PESAY DETA HAI,,,,RASOOL ALLAH NY KAHA MAI TAB MAROON GI,,,,JUB ALLAH KI MARZIII,,,,RAAT MUJHAY NEEND K DURAAN,,,,AIK DAYYNN DRATI HAI,,,,,AUR MAI APNI NECK KAAT DETI HUN,YA HATHH,,RASOOL ALLAH NY RAAT NEEND K DURAAN JUB DAYYNN MUJHAY DRATI HAI,,,LAST TIME DURING SLEEP JUB DAYYN NY MUJHAY DARAYA,,US TIME RASOOL ALLAH NY MERAY MATHAY PE BOSSA DIYA,,AUR KAHA KAABAA CHALI JAO,,,AUR YE KHUWAB KABA MAI BATANAY KA KAHA,,,,,TA K KOI TABEEER DE....JHOOT BOLAY BYGYR,,,,,,,RASOOL ALLAH NY KAHA RASOOL ALLAH JHOOT BOLNY WALAY,,,HELL MAI DAAL DETAY HAIN,,,,,, i SENT THIS KHUWAB,,, TO MANY PLACES,,,DID NOT GET ANSWER, KINDLY REPLY ,,,,WITH THE FEAR OF ALLAH,,,,,, **************@hotmail.com mod edit: email removed اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
AqeelAhmedWaqas مراسلہ: 18 اپریل 2015 Report Share مراسلہ: 18 اپریل 2015 yeh book net par kahan miley gi? Book:Ta'beer-ur-Ro'ya by Imam Ibn-e-Seereen (رضی اللہ عنہ) ----- Free Download (31.19 MB) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔