Jump to content

Huzoor Alaihi Salam Ki Shan Main Ghustakhi


Jad Dul Mukhtar

تجویز کردہ جواب

  • 2 months later...

Gustakhi No 1 ka jawab

 

Tafseer e Baizawi Jild 1 Page 214 ahle sunnat kee tafseer

 

wo likhta hai ke Rasool(s) ne takiyya kiya or hijrat ki

 

abhi chaho tu ahle sunnat ki 11 tafaseer pesh ker sakta hoon jis mein Adam se le ker Khatim tak tamam anbiya ka takiya kerna likha hai...

 

 

Ghustaki no 2 ka jawab

 

 

tafseer e Qummi se jo hawala pesh kiya gaya

 

ager mohtaram us ko apni ek ankh khol ker perhte tu shayid yahan per time barbad na kerte

 

gustakhi dhoondne se behter tha apne khulfa salasa ki Quran or Hadith se koi choti moti azmat hee dhoond lete

 

behar haal

 

Mazhab e Haqqa per aitraaz Shetan ne b kiya or ab mullah g b ker rahe hain

 

 

tafseer qummi se jo ibarat pesh ki us ko yakeenan ek ankh band ker ke perha

 

ye riwayat mein ye kaha gaya hai keh Allah her sheh k bary mein Quran mein batata hai

 

chahe wo bari ho ya choti

 

Ali(as) ki b bataee machar ki b or Ali(As) se baray ki b or machar se foqiyat rakhne waley ki b

 

is mein kya aitraaz

 

kash kabhi ye Kitab khud perhi hoti tu aitraaz na hota

 

 

Gustakhi no 3 ka jawab

 

ye tamam riwayat GHARABIYA per munhasir hai

 

aap pehle ye tu bataeye ke gharabiya hai kon

 

kya wo Shia Ithna Ashari hain ya koi or

 

ager Shia Ithna Ashari hain tab hamare liyein qabil e jawab ho gee... werna hamari kitabon mein sunni, wahabi, nasibi, kaffir, ghali ke aqaed likhey hain jaise Quran mein Allah ne kaffiron tak ke aqaed likhe hain

 

Gustakhi 4 ka jawab

 

Rasool e Paak(saww) ki hadith hai madarij ul nabuwaah mein abdul haq muhadith dehlavi ne baar baar likhee hai

 

 

ke Allah ne sab se pehle mere noor ko khalq kiya

 

 

or mohammad bin talha ganji shafi or khawarizmi ne manaqib mein,, or ibn hanbal ne ek or issi terhan ki riwayat likhee hai

 

Allah ne 1 noor ke 2 tukrey kiye Ek Main(saww) or ek Ali(as)

 

jab Rasool(saww) or Ali(as) ek hee Noor ke 2 tukrey hain

 

 

ye tu aap ke khalifa e awal tak maan gaey

 

uthao Masnab e Ahmad Bin Hanbal Vol 2 Page 431

 

Tafseer Dur e Mansoor Vol 3 Page 254

Tafseer e Baizawi Vol 1 Page 218

Tafseer Ruh ul Mani Vol 3 Page 127

 

or hazaron kitabon mein darj hai

 

shab e hijrat abu baker Rasool(s) ke bister per pohanche...or kaha Asalam o Alaika Ya RasoolAllah

 

Halankey wahan Maula Ali(As) letey huwey they

 

abu baker jab Ali(As) or Rasool(s) mein farq na nikal saka or 2no ko ek hee samjha tu aap ko kis hakeem ne kaha hai ke farq nikalein

 

 

Ghustaki no 5 ka jawab

 

 

yahan tu had hee ker dee

 

sirf hadith nain likhee......khud jo tabsara kiya wo tu zalalat se zyada kuch nain

 

jo Hadith likhee hai yahan

 

wo tu sunniyon ke haan b hai

 

Liwa e Hamd Ali(as) uthaey gey

 

dekho Tarikh Khulafa by Jalaluddin Syuti Page 180

 

Saqi e Kausar hain or Jannat or Dozakh ko Taqseem kerne waley hain

 

uthao

 

Riyaz ul Nazra Fi Manaqib e Ashra Mubashra Vol 2 Page 220-221

 

kitab ek perhi nain...... aitraaz aisay kerte ho jaise tum sache ho

 

 

mein sirf aitraaz ka jawab de raha hoon...

dene ko sunniyon ki kitabon se abhi hawale de sakta hoon ke tum ne gustakhi mein apni kitabon mein kya likha hai

Link to comment
Share on other sites

Gustakhi no 6

 

 

yahan riwayat ke terjumey mein shadeed ghalti ki hai

 

na ye likha ke is mein aitraaz wali baat kya hai

 

ye tu ghadir ka tazkira hai

 

Rasool(s) ko khadsha tha issi wajah se Surah Maeda Ayah 67 utri jis ka akhri hissa ye hai

 

Allah aap ko Logon ke sher se mehfooz rakhey ga

 

 

yani sher pehlaney waley hain...per hifazat Allah ne lee hai

 

 

Gustakhi No 7

 

Hayatul Qaloob ki riwayat mein sirf takeed kerne kee baat hai na ke kuch or

 

mutariz ne khud se faisla nikala....jaise saqifa per abu baker ne nikala tha or dhons jama rahey hain ke hum b manein

 

mutariz likhta hai keh jab Aelan e Tauheed kiya tha us waqt koi madadgaar na tha.... tu jab 1 lakh se zyada sahabi thy tab kyun sher se bachne kee dua mangee

 

jawab ye hai

 

keh jab Aelan e Tauheen kiya tha....madad gaar tab bhi tha

 

or us ka naam Abu Talib(as) or Ali(as) hai......

 

1 lakh sahabiyon ko madadgaar mein na ginnain

 

kyun ke Madadgaar jang ke maedan mein akela chor ker nain bhag jata

 

aap ke buzurg tu 3 3 din baad wapis aey

 

Aelan e Ghadir per Allah ne Sher se mehfooz honey ka wada liya

 

Surah Maeda Ayah 67 Gawah hai

 

Wallaho yasuma Minan Naas

 

Allah Aap ko logo ke sher se mehfooz rakhey ga

 

aisha kehtee hain ke surah Maeda quran ki Akhri surah hai

 

or ye Ayah jab nazil hoee...tu maedan ghadir ka tha...... jahan 1 lakh se zyada sahabi jis ko aap b mantey hain

 

bataein wahan kyun sher se bachaney ka Allah ne wada liya

 

pehle Aelan e Tauheed per jo munkir they wo Elal Elaan munkir they... un ka sher gazwa e badr, o uhud, o khandaq o hunain ki surat mein samney aa gaya

 

per Aelan e Ghadir per jo munkir they wo chupke chupke planning kerte thy.... ager na kertey...tu Sahih Bukhari mein ye riwayat naa atee ke Nabi(saww) ko aisee diwaee pilaey jisse wo Peena Nain chahtey they

 

filhal in ka jawab hazam karein..... baad ka jawab doon ga thora time baad

Link to comment
Share on other sites

Gustakhi no 8

 

 

 

ye sirf Wilayat ki ehmiyat zahir kerne ke liyein hai

 

 

Quran mein b is terhan kee kafi ayat hai

 

keh Nabi(as) ager aap ne jo Wahi nazil hoee hai us ko waisay hee agey na pohanchaya.......

 

or Ager aap ne us wahi mein tabdeeli ki....

 

agay..... is wajah se dalein hain kyun ke agla KALAM ek ummati perh sakta hai...likhna munasib nain

 

Allah chunke Khaliq hai wo kahe tu kahe... Hum nain keh saktey

 

 

 

is Kalaam se Ahmiyat sabit kerni thee Quran ki

 

ke is mein tabdeeele or Taghayur ager Nabi(saww) b karein tu.....

 

 

 

is se ye murad nain keh MazAllah Nabi(saww) mein koi kami hai ya masoom nain

 

bus Quran ki Ahmiyat batanee thee

 

issi terhan Wilayat wali riwayat Ehmiyat ko bata rahee hai..... na ke Rasool(saww) ki masoomiyat per koi aitraaz hai

 

 

is terhan ka KALAM ehmiyat batanay ke liyein hota hai

 

 

jaise Hadith mein Ayat likhee hai Tafseer ke saath ke

 

Aey Peghambar ager aap ne shirk kiya tu aap ke tamam amal habt ho jaein gey

 

 

MazAllah kya Peghambar(saww) mein koi gunjaish hai shirk kerne kee

 

 

hargiz nain

 

yahan sirf Allah ne ye bataya hai keh ey LOGON dekh lo ke mere saath SHAREEK tehrana itna BARA GUNAH hai keh ager Mera PEGHAMBAR(saww) bhi ye kaam karey tu......

 

 

 

tasub ke elawa kuch nazar nain ata inhein

 

 

us ke baad apne ghaleez kalam ko agey berhatey huwey

 

Tafseer e Qummi se hawala naqal kiya ke

 

 

hafsa ko Rasool(saww) ne bataya Khilafat ke barey mein

 

 

 

ager Molvi poori riwayat perta tu kabhi Naqal na kerta

 

 

yahan per Rasool(saww) ne hafsa ke SAWAL ke jawab mein kaha keh hafsa mein tujhe bata doon tu wada ker ke tu kisi or ko nain bataey gee.... hifsa ne wada kiya... tu Rasool(s) ne kaha ke mere baad abu baker khilafat kee kursi per bethey ga

 

ye nain kaha keh MAIN BITHATA HOON

 

 

ager Rasool(s) banatey to ELAN kerte jaise GHADIR per kiya

 

 

ye tu ek KHABAR hai na k NAS

 

 

khabar tu burai ki b dee jati hai

 

khabar sach ho saktee hai..... per khabar ke sach hone se burai ko sach nain mana jata

Link to comment
Share on other sites

tu Rasool(s) ko Ilm e Ghaib ka samundar hain unhon ne khabar dee hifsa ko

 

or hifsa ne wada tor diya or aisha or abu baker omar ko ye baat bata dee

 

 

jis per unhon ne plan kiya ke hum Rasool(s) ko zehar de detey hain

 

 

ager ye NAS hotee abu baker ki khilafat ki tu hargiz zehar ke plan na bantey

 

bulke abu baker apnee haram ki kamaee se poore shehar mein mithaee bateta

 

 

 

 

tu hasil e Kalam ye hai

 

ke Allah ne Wilayat e Ali(as) ka hee wada liya...or us ki hee ehmiyat ke liyein kaha ke Ager tum ne ye na kiya tu kuch na kiya..... or Allah tumhen logon ke sher se bachaey ga

 

 

issi liyein AlhumduliLLAH aaj tak Ali un Wali ULLAH her halali kee zuban per hai

 

 

Allah ne bachaney ka wada liya..... or Allah ne bachaya

 

aaj dunya ke her koney mein jahan jahan koi ek shaks b rehta hai wahan Ali un Wali Ullah ki AWAZ sunai detee hai

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...