Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 19 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 19 اگست 2008 Huzoor Alaihi Salam Ki Shan Main Ghustakhi 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Jad Dul Mukhtar مراسلہ: 19 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 19 اگست 2008 Huzoor Alaihi Salam Ki Shan Main Ghustakhi 2 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
mufti-e-azam مراسلہ: 18 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2008 Gustakhi No 1 ka jawab Tafseer e Baizawi Jild 1 Page 214 ahle sunnat kee tafseer wo likhta hai ke Rasool(s) ne takiyya kiya or hijrat ki abhi chaho tu ahle sunnat ki 11 tafaseer pesh ker sakta hoon jis mein Adam se le ker Khatim tak tamam anbiya ka takiya kerna likha hai... Ghustaki no 2 ka jawab tafseer e Qummi se jo hawala pesh kiya gaya ager mohtaram us ko apni ek ankh khol ker perhte tu shayid yahan per time barbad na kerte gustakhi dhoondne se behter tha apne khulfa salasa ki Quran or Hadith se koi choti moti azmat hee dhoond lete behar haal Mazhab e Haqqa per aitraaz Shetan ne b kiya or ab mullah g b ker rahe hain tafseer qummi se jo ibarat pesh ki us ko yakeenan ek ankh band ker ke perha ye riwayat mein ye kaha gaya hai keh Allah her sheh k bary mein Quran mein batata hai chahe wo bari ho ya choti Ali(as) ki b bataee machar ki b or Ali(As) se baray ki b or machar se foqiyat rakhne waley ki b is mein kya aitraaz kash kabhi ye Kitab khud perhi hoti tu aitraaz na hota Gustakhi no 3 ka jawab ye tamam riwayat GHARABIYA per munhasir hai aap pehle ye tu bataeye ke gharabiya hai kon kya wo Shia Ithna Ashari hain ya koi or ager Shia Ithna Ashari hain tab hamare liyein qabil e jawab ho gee... werna hamari kitabon mein sunni, wahabi, nasibi, kaffir, ghali ke aqaed likhey hain jaise Quran mein Allah ne kaffiron tak ke aqaed likhe hain Gustakhi 4 ka jawab Rasool e Paak(saww) ki hadith hai madarij ul nabuwaah mein abdul haq muhadith dehlavi ne baar baar likhee hai ke Allah ne sab se pehle mere noor ko khalq kiya or mohammad bin talha ganji shafi or khawarizmi ne manaqib mein,, or ibn hanbal ne ek or issi terhan ki riwayat likhee hai Allah ne 1 noor ke 2 tukrey kiye Ek Main(saww) or ek Ali(as) jab Rasool(saww) or Ali(as) ek hee Noor ke 2 tukrey hain ye tu aap ke khalifa e awal tak maan gaey uthao Masnab e Ahmad Bin Hanbal Vol 2 Page 431 Tafseer Dur e Mansoor Vol 3 Page 254 Tafseer e Baizawi Vol 1 Page 218 Tafseer Ruh ul Mani Vol 3 Page 127 or hazaron kitabon mein darj hai shab e hijrat abu baker Rasool(s) ke bister per pohanche...or kaha Asalam o Alaika Ya RasoolAllah Halankey wahan Maula Ali(As) letey huwey they abu baker jab Ali(As) or Rasool(s) mein farq na nikal saka or 2no ko ek hee samjha tu aap ko kis hakeem ne kaha hai ke farq nikalein Ghustaki no 5 ka jawab yahan tu had hee ker dee sirf hadith nain likhee......khud jo tabsara kiya wo tu zalalat se zyada kuch nain jo Hadith likhee hai yahan wo tu sunniyon ke haan b hai Liwa e Hamd Ali(as) uthaey gey dekho Tarikh Khulafa by Jalaluddin Syuti Page 180 Saqi e Kausar hain or Jannat or Dozakh ko Taqseem kerne waley hain uthao Riyaz ul Nazra Fi Manaqib e Ashra Mubashra Vol 2 Page 220-221 kitab ek perhi nain...... aitraaz aisay kerte ho jaise tum sache ho mein sirf aitraaz ka jawab de raha hoon... dene ko sunniyon ki kitabon se abhi hawale de sakta hoon ke tum ne gustakhi mein apni kitabon mein kya likha hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
mufti-e-azam مراسلہ: 18 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2008 Gustakhi no 6 yahan riwayat ke terjumey mein shadeed ghalti ki hai na ye likha ke is mein aitraaz wali baat kya hai ye tu ghadir ka tazkira hai Rasool(s) ko khadsha tha issi wajah se Surah Maeda Ayah 67 utri jis ka akhri hissa ye hai Allah aap ko Logon ke sher se mehfooz rakhey ga yani sher pehlaney waley hain...per hifazat Allah ne lee hai Gustakhi No 7 Hayatul Qaloob ki riwayat mein sirf takeed kerne kee baat hai na ke kuch or mutariz ne khud se faisla nikala....jaise saqifa per abu baker ne nikala tha or dhons jama rahey hain ke hum b manein mutariz likhta hai keh jab Aelan e Tauheed kiya tha us waqt koi madadgaar na tha.... tu jab 1 lakh se zyada sahabi thy tab kyun sher se bachne kee dua mangee jawab ye hai keh jab Aelan e Tauheen kiya tha....madad gaar tab bhi tha or us ka naam Abu Talib(as) or Ali(as) hai...... 1 lakh sahabiyon ko madadgaar mein na ginnain kyun ke Madadgaar jang ke maedan mein akela chor ker nain bhag jata aap ke buzurg tu 3 3 din baad wapis aey Aelan e Ghadir per Allah ne Sher se mehfooz honey ka wada liya Surah Maeda Ayah 67 Gawah hai Wallaho yasuma Minan Naas Allah Aap ko logo ke sher se mehfooz rakhey ga aisha kehtee hain ke surah Maeda quran ki Akhri surah hai or ye Ayah jab nazil hoee...tu maedan ghadir ka tha...... jahan 1 lakh se zyada sahabi jis ko aap b mantey hain bataein wahan kyun sher se bachaney ka Allah ne wada liya pehle Aelan e Tauheed per jo munkir they wo Elal Elaan munkir they... un ka sher gazwa e badr, o uhud, o khandaq o hunain ki surat mein samney aa gaya per Aelan e Ghadir per jo munkir they wo chupke chupke planning kerte thy.... ager na kertey...tu Sahih Bukhari mein ye riwayat naa atee ke Nabi(saww) ko aisee diwaee pilaey jisse wo Peena Nain chahtey they filhal in ka jawab hazam karein..... baad ka jawab doon ga thora time baad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
mufti-e-azam مراسلہ: 18 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2008 Gustakhi no 8 ye sirf Wilayat ki ehmiyat zahir kerne ke liyein hai Quran mein b is terhan kee kafi ayat hai keh Nabi(as) ager aap ne jo Wahi nazil hoee hai us ko waisay hee agey na pohanchaya....... or Ager aap ne us wahi mein tabdeeli ki.... agay..... is wajah se dalein hain kyun ke agla KALAM ek ummati perh sakta hai...likhna munasib nain Allah chunke Khaliq hai wo kahe tu kahe... Hum nain keh saktey is Kalaam se Ahmiyat sabit kerni thee Quran ki ke is mein tabdeeele or Taghayur ager Nabi(saww) b karein tu..... is se ye murad nain keh MazAllah Nabi(saww) mein koi kami hai ya masoom nain bus Quran ki Ahmiyat batanee thee issi terhan Wilayat wali riwayat Ehmiyat ko bata rahee hai..... na ke Rasool(saww) ki masoomiyat per koi aitraaz hai is terhan ka KALAM ehmiyat batanay ke liyein hota hai jaise Hadith mein Ayat likhee hai Tafseer ke saath ke Aey Peghambar ager aap ne shirk kiya tu aap ke tamam amal habt ho jaein gey MazAllah kya Peghambar(saww) mein koi gunjaish hai shirk kerne kee hargiz nain yahan sirf Allah ne ye bataya hai keh ey LOGON dekh lo ke mere saath SHAREEK tehrana itna BARA GUNAH hai keh ager Mera PEGHAMBAR(saww) bhi ye kaam karey tu...... tasub ke elawa kuch nazar nain ata inhein us ke baad apne ghaleez kalam ko agey berhatey huwey Tafseer e Qummi se hawala naqal kiya ke hafsa ko Rasool(saww) ne bataya Khilafat ke barey mein ager Molvi poori riwayat perta tu kabhi Naqal na kerta yahan per Rasool(saww) ne hafsa ke SAWAL ke jawab mein kaha keh hafsa mein tujhe bata doon tu wada ker ke tu kisi or ko nain bataey gee.... hifsa ne wada kiya... tu Rasool(s) ne kaha ke mere baad abu baker khilafat kee kursi per bethey ga ye nain kaha keh MAIN BITHATA HOON ager Rasool(s) banatey to ELAN kerte jaise GHADIR per kiya ye tu ek KHABAR hai na k NAS khabar tu burai ki b dee jati hai khabar sach ho saktee hai..... per khabar ke sach hone se burai ko sach nain mana jata اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
mufti-e-azam مراسلہ: 18 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2008 tu Rasool(s) ko Ilm e Ghaib ka samundar hain unhon ne khabar dee hifsa ko or hifsa ne wada tor diya or aisha or abu baker omar ko ye baat bata dee jis per unhon ne plan kiya ke hum Rasool(s) ko zehar de detey hain ager ye NAS hotee abu baker ki khilafat ki tu hargiz zehar ke plan na bantey bulke abu baker apnee haram ki kamaee se poore shehar mein mithaee bateta tu hasil e Kalam ye hai ke Allah ne Wilayat e Ali(as) ka hee wada liya...or us ki hee ehmiyat ke liyein kaha ke Ager tum ne ye na kiya tu kuch na kiya..... or Allah tumhen logon ke sher se bachaey ga issi liyein AlhumduliLLAH aaj tak Ali un Wali ULLAH her halali kee zuban per hai Allah ne bachaney ka wada liya..... or Allah ne bachaya aaj dunya ke her koney mein jahan jahan koi ek shaks b rehta hai wahan Ali un Wali Ullah ki AWAZ sunai detee hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 19 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2008 JAD DUL MUKHTAR bhai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
mufti-e-azam مراسلہ: 19 نومبر 2008 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2008 JAD DUL MUKHTAR bhaibhai sahab pehlay ussay jawab to denay do tum loag to advance chaltay ho bohat...pehlay hi mubarrakein deni shuru ker dein...becharay ko hosla de rahay ho k bhagay nahi topic se ?? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔