Jump to content

Dhelhe kya hotey hain


Gulzar

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

Dhelhe kya hotey hain?

http://i36.tinypic.com/14xides.jpg

 

yahan Pahaney ki cheenton se kya murad hai?

http://i33.tinypic.com/2hxokt0.jpg

 

 

yahan pe hai ke sunnatein ghar par padni chahien aur neeche likha hai ke masjad mein pardna afzal hai, thoda confus ho gya hoon

http://i33.tinypic.com/96b7fl.jpg

Edited by Gulzar
Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

Chotay chotay kachi matti kay patthar un ko dhailay kaha jata hai ..

 

Maslan ugar najasat pay pani paray aur wo ur kay jism ya kapro ko lagay ...

 

Sunnatain ghar mai parhna afzal yei puranay zamanay kay lahaz say kaha jata raha hai...... neachay fay likh kay yani faida likha hai kay fi zamana kyukay zamana kay taur tareekay badal gaiay hai aur sunnatain tark ho rahe hai tu loago ko rughbat dilanay kay leay aur sunnato ko zinda karnay kay leay , badmazhabo kay radd kay leay jo sunnato kay mukhalif hai , masjid mai aakar ada karna bahtar hai...

 

 

wasslam Alaikum warahmatullah

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

  • 2 years later...

AAJ KE ZAMANEY mein JO LOG SUNNATAIN PADTEY HAIN UNHE SUNNAtain ghar MEIN padni chahiey ya masjid mein? MAINE SUNNA THA KE MASJID MEIN JITNI DEER INSAAN MAJOOD RAHE UTNI DEER TAK FARISHTAY US KELIEY MAGFIRAT KI DUAA KARTE REHTE HAIN,

 

Behtar yehi hay keh Sunnatain ghar main ada kr k masjaid jain aor wapis aakr ghar main sunnatain ada krain laikin agar wapis aatay waqt kisi aor cheez main mashghool ho janay ka andesha ho to masjid main hi sunnataina da kr li jain. (azw)(ja)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...