Jump to content

Eesal e Sawab Ki Madani Iltija


Umm-e-Anwaar Raza

تجویز کردہ جواب

(bis)

(saw)

(salam)

mohtaram islami bhaiyon or behnon!

shaban ul muazzam k mahinay men meri pyari ammi jan ki barsi hoti hay ,ap sab se madani iltija hay k meri ammi k eesal e sawab k liye apnay madani tahaif se nawaz ker madad farmain jaisa k last year bhi Islami Mehfil k members ne meri walida k eesal e sawab k liye bharpoor madad farmai thi. (ma)

ap sab se madani iltija hay k jo kuch tahaif ap paish kerna chahian unhain yahan reoply men ya by Pm dedeejiye ta k ham fatiha men us ko shamil kerlain.

meri ammi k liye dua bhi farmain k Allah ta'ala un ki maghfirat farmaye or un k darajat buland farmaye or hamain apnay waliden k liye sadqa e jariya bannay ki tofeeq ata farmaye aameeen

 

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadqay men ap sab ka seena madeena banaye or isi tarah naiki k kamon men madad kernay ki madani sa'adat ata farmaye aaameeeen bijahin nabiyyil ameen

jazakumullahu khaira

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

 

(wasalam)

 

Achi Achi Niyytain kartay huway Riya kari say bachtay huway dusrun ko targeeb dilanay ki niyyat say Aap ki Walida Sahiba k liye Esal e Sawab pm ki bijaye yahan post kar rahi hun:

 

5 Quran e Pak

12 lakh Darood e Pak

313 bar Tasbeeh e Fatima Radi Allahu Anha

111 Surah Mulk

2 Islami Bhno ki Umar bhar ki naikiyan

 

Allah (azw) Meethay Aaqa (saw) k Sadqay aap ki walida ko Jannat ul firdous main ala maqam atta farmaye,un k darajat buland hon aur aap ko un k liye Sadqe jaria banaye rakhay.Aameeeeeeeeeeeeen Bijahin nabi yel ameen (saw)

 

was'salam ma'alikram

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

 

(wasalam)

 

mai bhi qufl e madina sis ki tarhan Achi Achi Niyytain kartay huway Riya kari say bachtay huway dusrun ko targeeb dilanay ki niyyat say Aap ki Walida Sahiba k liye Esal e Sawab pm ki bijaye yahan post kar rahi hun:

 

5 bar surah yaseen(madina munawara mai masjid nabawi (saw) mai beth ker kal 15 shaban ki shab ko parhi)

10 bar surah qalam(makkah mukarama mai haram shareef mai parhi)

1500 kalima e taiba

300 bar darood shareef

1 bar surah mulk

1 umrah ka sawab.........

4 nawafil app ki walida ki magfirat kay(rahmat ka parnala(hateem)mai parhay thay)

aur jo kuch mujh nalaiqa ne parha makkah mukarama mai us ka sawab.....

baqi meri umer bhar ki toti photi nekiya........

 

Allah (azw) Meethay Aaqa (saw) k Sadqay aap ki walida ko Jannat ul firdous main ala maqam atta farmaye,un k darajat buland hon aur aap ko un k liye Sadqe jaria banaye rakhay.Aameeeeeeeeeeeeen Bijahin nabi yel ameen (saw)

 

was'salam ma'alikram

Edited by Karam Ho Ya Rasool Allah
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

(azw)(sa)

 

(azw)(sa)(azw)(sa)

(azw)(ma)

dhairon dhair jazakillah pyari behan!!

Allah ta'ala ap ka seena madeena banaye or ap ko wahan ki baadab maqbool hazri ka sharaf baar baar ata farmaye,or ham sab ko dawateislami k madani mahole men istiqamat ata farmaye.AAAAmeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

ap sab behnon k ta'awun ka shukriya

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

(azw)(al) meri madani iltija per mujhay Islami Mehfil k members mujhay madani tahaif se nawaz rahay hain aik member ne by PM mujhay ye eesal e sawab ka tuhfa paish kiya hay isay main yahan is liye share ker rahi hoon ta k sab ko pata chalay k hamaray madani mahole men kis tarah se sawab ka anbar lag jata hay (azw)(al) :

Esal e Sawab:

12 Quran e Pak,

313 Surah Mulk,

2600 Durood e Pak,

626 Surah e Ikhlas,

4 Surah Yaseen,

12 Sajrah Sareef

aur Meri hr wo neki jo ALLAH ny apni rahmat sy qabool farmai ho...........!!!!,

 

or aik or sister ne is tarah se BY Pm ye tuhfa paish kiya:

Meri taraf sai 15 Shaban ki raat ki Ibaadat aur din ka roza qabool farmain.

 

(azw)(sa)(azw)(sa)(azw)(sa)

(azw)(ma)

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadqay men ap sab se hamesha hamesha k liye razi hojaye,ap ka seena madeena banaye or ap sab ko maah e shaban k sadqay men ramazan e madina ata farmaye aaaameeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...