Gulzar مراسلہ: 10 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 10 اگست 2008 Is mein likha hai ke masjid ke ander azaan dena jaiz nahi balqe azaan masjid ke bahi dena chahiey, samajh nahi ati ke azaan to yaqeeqak sabhi masjid ke ande hi detey hain, yeh wali link mulaza farmaiey: http://i35.tinypic.com/287iydu.jpg http://www.dawateislami.net/library/litera...1&year=2006 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan-e-Mustafa مراسلہ: 11 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 11 اگست 2008 Madina, iss mein likha hai kay Masjid kay ander Azaan deyna khilaaf-e-Sunnat hai, yaani Sunnat nahe hai. Aur Sunnat tareeqa yeh hai kay Azaan jahaan juutay(shoes) outarray jatay hain wahaan dijaa'ey. Jo Faizan-e-Madinah meray ghar kay pas hai, uss mey issi Sunnat tareeqay per amal kertay hain. Jeysa app ney kaha kay zeyaadah ya phir sabhi Masajid mey Azaan Masjid kay ander dijaati hai toh yeh Sunnat key khilaaf hai aur kabhi kabhi yeh depend hota hai kay mic kahaan located hai. I'm sure there are exceptions though. Exceptions can occur with the era you're living in. Allah knows the best. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 11 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 11 اگست 2008 azaan bahir kyion deni chahiey jab ke mic ke zariey awaaz door doora tak pohanch jati hai aur mic andher lagaeyin ya jooton ke paas, baat to ek hi hai. aur jahan par mic ke zariey azaan nahi dijati wahan par kya bahir ana chahiey azaan keliey? mein pakistan mein nahi rehta bal k beroon-e-mulak mein rehta hoon aur wahan par mic ke zariey aap azaan nahi de saktey, aur hamarey haan jo masala (masjid) hai wo basement mein hai aur us mein dakhal hone se pehle jootey bahir hi utarey jatey hain, to kya humein azaan bahir a kar di jaye ya ander, kyon ki wahan pe aas paas aur bhi log ate jatey hain jo ke muslim's nahi hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan-e-Mustafa مراسلہ: 12 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 12 اگست 2008 (ترمیم شدہ) azaan bahir kyion deni chahiey jab ke mic ke zariey awaaz door doora tak pohanch jati hai aur mic andher lagaeyin ya jooton ke paas, baat to ek hi hai. aur jahan par mic ke zariey azaan nahi dijati wahan par kya bahir ana chahiey azaan keliey?mein pakistan mein nahi rehta bal k beroon-e-mulak mein rehta hoon aur wahan par mic ke zariey aap azaan nahi de saktey, aur hamarey haan jo masala (masjid) hai wo basement mein hai aur us mein dakhal hone se pehle jootey bahir hi utarey jatey hain, to kya humein azaan bahir a kar di jaye ya ander, kyon ki wahan pe aas paas aur bhi log ate jatey hain jo ke muslim's nahi hain. My dear Islamic brother Islamic rules alter with place and time. I do not know what you mean by 'beroon-e-mulak' but yes in western countries i know it's a complete different issue and that's the reason why i said rules alter with time and place. Anyways, i'll ask my local Masjid's imam, Peer sahib's gone for umrah and he's gonna be back on saturday so hopefully on Monday i'm gonna get your issue solved! Edited 12 اگست 2008 by Sayyida Fatima اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 12 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 12 اگست 2008 'beroon-e-mulak' ( pakistan ke ilawa aur jitne bhi country hain Europ, USA etc... pakistan ke andher to azaan mic ke zariey di jati hai aur sab sun laitey hain lekin usa mein aissa nahi hai badkismati se اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan-e-Mustafa مراسلہ: 12 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 12 اگست 2008 Jee. Also here in the UK, they say it in the masjid .... probably because it's a non-muslim country and you know to avoid disturbance to the non-Muslims. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 12 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 12 اگست 2008 aap ka yeh kehna hai ke aur log disturb na ho to is liye azaan ander di jati hai, right? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan-e-Mustafa مراسلہ: 12 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 12 اگست 2008 Jee haan. yeh meri personal thought hai but i will confirm it from the imam saab, he's a scholar and a peer as well mashaAllah. You know it's a non-muslim country so we have to be extra cautious, i mean what if they complain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 12 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 12 اگست 2008 Ok, i will wait for ur answer اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faizan-e-Mustafa مراسلہ: 20 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 20 اگست 2008 In the name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful and, Peace and Blessings of Almighty Allah be upon the Chosen Prophet. Madinah, first of all I'm sorry for the late reply. I asked Imam shabib about your question and he said that it is true about saying the Azaan at the exit of the Masjid. Before people used to pray at open places so the Muazzin said the azaan according to the sunnah way but in Non-Muslim countries we cannot do this, as it may be a disturbance to others and we cannot say it on Mic in either, like they do in Pakistan. Hope that helps. Allah azzawajal knows the best. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔