Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 6 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 6 اگست 2008 Asslamualikum Maire bhai ye log nahin kehte Quran bhi ye hi keh raha hei k Mohmmad(SAW) ilm e ghaiob k malik nahin un ko to woh hi malomat hei jo Jibrail le kar aatei thei ar khwaab main wahee aati ti kyun k rasoolon aur nabion k khwaab bhi wahee hi hotei thei.. ________________________________________________________________________________ ____ Is Se Zahir Hota Hei Mohmmad Is Se Pehlei Ki BAT MALOOm Na Thee To Allah Is Lyeinataa Raha hei Kuch Log Sumajhtei Hein K Mohmmad(SAW) Duniya bannei Se Peihlei Se mojood Hein.. [1] [Aur Tum Ghaibee Janib Nahin The Jub Hum Nain moosa Ki Taraf Hukum Bhaijja Aur Na Us Waqiya Ko Deikhnain Wale The.{Surah # 28 Al-Qasas Aiyat # 44}] ________________________________________________________________________________ ____ Ye Aiyat bHi ye hI Dalat kartee Hei K Mohmmad(SAW) in qomon k barei mainnahin maloom tha Allah(SWT) Mohmmad(SAW) ko wahee k zariye hi bata rahei hein.. [2] [Hum Nain Bohat See Naslein Paydaa Kieein Phirr IN Per muddat Daraaz Guzaree Aur Too Madeen Walon Main Nahin Rehtaa Tha K Unhein Humari Aiyatein Sunata Lekin Hum Rasool Bhaijte Rahe.{Surah # 28 Al-Qasas Aiyat # 45}] ________________________________________________________________________________ ____ Is Se BHi ye HI Sabit Hota Hei [3] [Aur too Toor K Kinarei Per Na Tha Jub Hum Nain Awaaz Di Lekin Tere Rabb K Ye Inaam Hei Taa K In Logon Ko Drai Jin K pas Tujh Se pehle Koi Daranain Wala Nahin Aiyaa Taa K Woh Nasihat Hassil Karein.{Surah # 28 Al-Qasas Aiyat # 46}] ________________________________________________________________________________ ____ ji Junaab....!!! [4] [Ye Ghaib ki Khabrein Hein Hum Bazariyaa Wahee Tumhein Itlaa Deite Hein Aur To In K Pass Nahin Tha Jub Apnaa Qalam Dalnian lage The Mariyam Ki Kon perwarish kare Aur Too In K pass Nahin Tha Jub K Woh Jhagadte The.{Surah # 3 Al-Imran Aiyat # 44}] ________________________________________________________________________________ ____ ji Junaab...! [5] [Ye Ghaib Ki Khabrein Hein Jinhein Hum Aap Ki Taraf Wahee Kar Rahe Hein Is Se Pehle Na To Aap Hi Jantte The Aur Na Aap Ki Qoam Jantti Thi Pass Saber kar Kyun K behter Anjaam Perhaiz Garon K Lyein Hei.{Surah # 11 Hud Aiyat # 49}] ________________________________________________________________________________ ____ Is Se do batein saf ho jati hein k Mohmmad(SAW) moosa alih iwasslam k doremain nahin thei yani k mohmmad(SAW) kosub se pehlei nahin peydaa kiya gaya... aur dusree bat ye [6] [Ye Ghaib Ki Khabrein Kahein Jo Hum Teire Haa Bhaijte Hein Aur Too In K pass NahiN Tha Jub K Unhon Nain Apnaa iradah packa Kar Liyaa Aur Woh Tadbeerein Kar Rahe The.{Surah # 12 Aiyat # 102}] ________________________________________________________________________________ ____ Ji Junaab....!!! [7] [Woh Paak Hei Jiss nain Raton Raat Apnain Bandde Ko Masjid Haraam Se Masjid e Aqsaa Tuk Sair Karaai Jiss K Ird Gird Hum Nain Barkat Rakhee Hei Taa K Hum Ise Apni Kuch Nishaniyaan Dikhaain Be SHuck Woh Sune Wala Deakhnain Wala Hei.{Surah # 17 isra Aiyat # 1}] ________________________________________________________________________________ ____ Allah Tala bata raha hei k hum nain tumhari bader ain madad kar di hei yani k Mohmmad(SAW) NAIN BADER KI LARHAI MAIN duaa mangee thi k A ALLAH maded kar ager ye jamaat bhi khutum ho gai to teraa naam lenian wala koi bhi is duniya main baqee nahin rahie ga [8] [Aur Allah bader Ki Ladaai Main Tumhari Madad Kar Chukaa Hei Halanke Tum Kamzoar The Pass --Allah Se Daro Ta K Tum Shukar Karo.{Surah # 3 Ale-Imran Aiyat # 123}] ________________________________________________________________________________ ____ Ji.... [9][Jiss Waqt Tum Darie Kinare per The Aur Woh Parle Kinare per Aur Qaflaa Tum Se Niche Utar Gayaa Tha Aur Ager Tum Appas Maion Wadah Karte To 1 Sath Wadah per Na Pohanchte Lekin Allah Ko 1 Kaam Karna Tha Jo Muqarar Ho Chuka Tha Taa K Jo Halaak Woh Itmaam e Hujat K Baad Halaak Ho AUr Jo Zindda Rahei Woh Itmaam hujjat K Bad Zindah Rahe Aur Be Shuck Allah Sunnain Wala Jannei Wala Hei.{Surah # 8 Anfal Aiyat # 42}] JUNAAB YE QURAN KI AIYAT HEIN AUR JO LOG KEHTEI HEIN ISI BUNIYAAD PE KEHTEI HEIN AUR AUR BOHAT SI HADITH SE BHI YE HI WAZZEH HOTA HEI..... Wa Asslamualikum Warehmatulah Waberkathao اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 6 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 6 اگست 2008 Asslamualikum Maire bhai ye log nahin kehte Quran bhi ye hi keh raha hei k Mohmmad(SAW) ilm e ghaiob k malik nahin un ko to woh hi malomat hei jo Jibrail le kar aatei thei ar khwaab main wahee aati ti kyun k rasoolon aur nabion k khwaab bhi wahee hi hotei thei.. ________________________________________________________________________________ ____ Is Se Zahir Hota Hei Mohmmad Is Se Pehlei Ki BAT MALOOm Na Thee To Allah Is Lyeinataa Raha hei Kuch Log Sumajhtei Hein K Mohmmad(SAW) Duniya bannei Se Peihlei Se mojood Hein.. [1] [Aur Tum Ghaibee Janib Nahin The Jub Hum Nain moosa Ki Taraf Hukum Bhaijja Aur Na Us Waqiya Ko Deikhnain Wale The.{Surah # 28 Al-Qasas Aiyat # 44}] ________________________________________________________________________________ ____ Ye Aiyat bHi ye hI Dalat kartee Hei K Mohmmad(SAW) in qomon k barei mainnahin maloom tha Allah(SWT) Mohmmad(SAW) ko wahee k zariye hi bata rahei hein.. [2] [Hum Nain Bohat See Naslein Paydaa Kieein Phirr IN Per muddat Daraaz Guzaree Aur Too Madeen Walon Main Nahin Rehtaa Tha K Unhein Humari Aiyatein Sunata Lekin Hum Rasool Bhaijte Rahe.{Surah # 28 Al-Qasas Aiyat # 45}] ________________________________________________________________________________ ____ Is Se BHi ye HI Sabit Hota Hei [3] [Aur too Toor K Kinarei Per Na Tha Jub Hum Nain Awaaz Di Lekin Tere Rabb K Ye Inaam Hei Taa K In Logon Ko Drai Jin K pas Tujh Se pehle Koi Daranain Wala Nahin Aiyaa Taa K Woh Nasihat Hassil Karein.{Surah # 28 Al-Qasas Aiyat # 46}] ________________________________________________________________________________ ____ ji Junaab....!!! [4] [Ye Ghaib ki Khabrein Hein Hum Bazariyaa Wahee Tumhein Itlaa Deite Hein Aur To In K Pass Nahin Tha Jub Apnaa Qalam Dalnian lage The Mariyam Ki Kon perwarish kare Aur Too In K pass Nahin Tha Jub K Woh Jhagadte The.{Surah # 3 Al-Imran Aiyat # 44}] ________________________________________________________________________________ ____ ji Junaab...! [5] [Ye Ghaib Ki Khabrein Hein Jinhein Hum Aap Ki Taraf Wahee Kar Rahe Hein Is Se Pehle Na To Aap Hi Jantte The Aur Na Aap Ki Qoam Jantti Thi Pass Saber kar Kyun K behter Anjaam Perhaiz Garon K Lyein Hei.{Surah # 11 Hud Aiyat # 49}] ________________________________________________________________________________ ____ Is Se do batein saf ho jati hein k Mohmmad(SAW) moosa alih iwasslam k doremain nahin thei yani k mohmmad(SAW) kosub se pehlei nahin peydaa kiya gaya... aur dusree bat ye [6] [Ye Ghaib Ki Khabrein Kahein Jo Hum Teire Haa Bhaijte Hein Aur Too In K pass NahiN Tha Jub K Unhon Nain Apnaa iradah packa Kar Liyaa Aur Woh Tadbeerein Kar Rahe The.{Surah # 12 Aiyat # 102}] ________________________________________________________________________________ ____ Ji Junaab....!!! [7] [Woh Paak Hei Jiss nain Raton Raat Apnain Bandde Ko Masjid Haraam Se Masjid e Aqsaa Tuk Sair Karaai Jiss K Ird Gird Hum Nain Barkat Rakhee Hei Taa K Hum Ise Apni Kuch Nishaniyaan Dikhaain Be SHuck Woh Sune Wala Deakhnain Wala Hei.{Surah # 17 isra Aiyat # 1}] ________________________________________________________________________________ ____ Allah Tala bata raha hei k hum nain tumhari bader ain madad kar di hei yani k Mohmmad(SAW) NAIN BADER KI LARHAI MAIN duaa mangee thi k A ALLAH maded kar ager ye jamaat bhi khutum ho gai to teraa naam lenian wala koi bhi is duniya main baqee nahin rahie ga [8] [Aur Allah bader Ki Ladaai Main Tumhari Madad Kar Chukaa Hei Halanke Tum Kamzoar The Pass --Allah Se Daro Ta K Tum Shukar Karo.{Surah # 3 Ale-Imran Aiyat # 123}] ________________________________________________________________________________ ____ Ji.... [9][Jiss Waqt Tum Darie Kinare per The Aur Woh Parle Kinare per Aur Qaflaa Tum Se Niche Utar Gayaa Tha Aur Ager Tum Appas Maion Wadah Karte To 1 Sath Wadah per Na Pohanchte Lekin Allah Ko 1 Kaam Karna Tha Jo Muqarar Ho Chuka Tha Taa K Jo Halaak Woh Itmaam e Hujat K Baad Halaak Ho AUr Jo Zindda Rahei Woh Itmaam hujjat K Bad Zindah Rahe Aur Be Shuck Allah Sunnain Wala Jannei Wala Hei.{Surah # 8 Anfal Aiyat # 42}] JUNAAB YE QURAN KI AIYAT HEIN AUR JO LOG KEHTEI HEIN ISI BUNIYAAD PE KEHTEI HEIN AUR AUR BOHAT SI HADITH SE BHI YE HI WAZZEH HOTA HEI..... Wa Asslamualikum Warehmatulah Waberkathao Inn tamam ayaat ke jawab mein sirf 1 Ayt kafi hai... ['' Beshak yeh Nabi ghaib batane mein bukheel nahi '] Aur btw app ne jitne ayaat pesh ki unn ka Tarjuma mor taror kar bayaan kiya but phir bhi inn tamam Ayaat mein muraad yeh baat hai ke Huzoor ko zatti ilm-e-ghaib nahi tha balky atai tha. Aur aghar sirf Jibra'eel bata jatay thay tu Membir per beth kar Huzoor ne yeh kyon farmaya ke POCHO JO POCHNA HAI ? Muslim Shareef ki sirf 1 Hadith kafi hai app jaison ke liye jo Hazrat Umer (R.A) say marwi hai ke Huzoor ne Roz-e-Awal say lai kar Qayamat tak jo kuch hone wala hai sab kuch bata diya. Asslamualikum 1962 main lahore ki 1 masjid main 82,000 ka inaam tha jo rafa ya dein pe 1 munkir hadith laa dei mager afsos aaj kitna time hogaya hei kuch nahin ho paya hei rafayadein ki kum o besh 400 hadith hein jo har hadith ki book mainmileinggi bus ap bukharee shareefpoori parhein is main aap ko sub kuchmil jai ga... Insha'Allah Allah tala Hum Ko mohmmad(SAW) ki suchee sunnat pe chalnain ki toufeeque ataa farmai aur humain un ka farmaa bardaar banaai Aameen Ya Rabbul Alameen..... Aik Dafa apne Damagh ko Hazir rakh kar phir par lain app ne jo likha hai taakey uss ke bad iss ka Answer diya jai I think app Josh mein hosh kho bethay hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 6 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 6 اگست 2008 Inn tamam ayaat ke jawab mein sirf 1 Ayt kafi hai... ['' Beshak yeh Nabi ghaib batane mein bukheel nahi '] Aur btw app ne jitne ayaat pesh ki unn ka Tarjuma mor taror kar bayaan kiya but phir bhi inn tamam Ayaat mein muraad yeh baat hai ke Huzoor ko zatti ilm-e-ghaib nahi tha balky atai tha. Aur aghar sirf Jibra'eel bata jatay thay tu Membir per beth kar Huzoor ne yeh kyon farmaya ke POCHO JO POCHNA HAI ? Muslim Shareef ki sirf 1 Hadith kafi hai app jaison ke liye jo Hazrat Umer (R.A) say marwi hai ke Huzoor ne Roz-e-Awal say lai kar Qayamat tak jo kuch hone wala hai sab kuch bata diya. Aik Dafa apne Damagh ko Hazir rakh kar phir par lain app ne jo likha hai taakey uss ke bad iss ka Answer diya jai I think app Josh mein hosh kho bethay hain. Zahir hei Mohammad(SAW) nain ghaib to bataya hei mager ye gahib ki khabrein kis tarhaan mili hein Mohmmad(SAW khud se kuch nahin janttei thei ager janttei hotei to janggei uhad main Mohmmad(SAW) ka dandan e mubarak shaheed hua tha ager pata hota k mujhei teer lagnain wala hei to wahan kharhei hi nahin hotei... maire bhai jo aap nain aiyat pesh ki hei woh be shuck sah ehogi mager aap mujhie hawal dei dein mai poori aiyat ki tafseer aap ko de dongga har cheez ko saiyaque aur sabaque k sath sumajhnaa behter hei lakeer k fakeer bannei se behter hotaa hei.... Acha aap nain kaaha apni taraf se aiyat garh k de di hein yani k apnein matlub se karee hein maire bhai main aap ko Ahmed Raza Khan Brhalvi sahab ki book dikhaongga us ko aap check kar suktei hein k kis nain maanee garhei hein main to kehtaa hoon k Quran k word change karnain walei aur us k manee change karnain walei kufer kartei hein kyun k Allah nain quran majed main hi farmaa diya hei k Yahod aur nasarah bhi ye hi kaam kartei thei aur ap k isi wajha se bhai main nain har surah aur aiyat ka refrense diya hei aur ye quran majeed maire pass jo hei Janaab tahirul Qadree sahab ka hi hei isi lyein main nian usi ka terjuma diya hei.. brai meher bani mari post again read karein aur phir is ko sumjhein........ isi lyein main nain sirf quran majeed ki hi aiyat aap ko di thin warnaa main aap ko hadith bhi de suktaa tha bukharee ki... sirf quran se bat karee hei.. aur please mujhei is aiyat ka hawala dei dein please... meherbani hogi..... second aap nain kaha asumajh kar kaho to maire bhai aap ko challange hei k 1 rafa ya dein na karnain ki sahe ehadith laa dein.. wessei to kuch log apnain aap ko ahl e sunnat kehtei hein mager mOhmad(SAW) ki sunnat hei rafa ya dein bhi karnaa zaroori Hei Sumjhei.... is k lyein naya topoic shuroo karnaa parhei ga rafaydein zaroori hei ya nahin aur us topic k bad phir taqleedd wajib hie k nahin ye topic shuroo karnaa parhei ga kahani lumbee ho jaigi junaab.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 6 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 6 اگست 2008 Zahir hei Mohammad(SAW) nain ghaib to bataya hei mager ye gahib ki khabrein kis tarhaan mili hein Mohmmad(SAW khud se kuch nahin janttei thei ager janttei hotei to janggei uhad main Mohmmad(SAW) ka dandan e mubarak shaheed hua tha ager pata hota k mujhei teer lagnain wala hei to wahan kharhei hi nahin hotei... Wah kia aqal mand insaan hain app yahan say app ke mutabiq tu yeh baat bhi nikly gi ke Na'uzubillah Allah ko bhi pata nahi tha ke dunya mein Kuffar paida hon gai halanke Allah ne tu Quran mein farmaya hum ne Insano aur Jinnat ko apni ibadat ke liye paida kiya... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 7 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 Wah kia aqal mand insaan hain app yahan say app ke mutabiq tu yeh baat bhi nikly gi ke Na'uzubillah Allah ko bhi pata nahi tha ke dunya mein Kuffar paida hon gai halanke Allah ne tu Quran mein farmaya hum ne Insano aur Jinnat ko apni ibadat ke liye paida kiya... Asslamualikum Jo Sumjhei Woh Musalman Aur Jo Naan Sumjhei Woh Aap Deakh Suktei Hein K Issai Aur Yahood Woh BHi Insan Hi Hein... Mein Beub Upper Qur'an Se9 Aiyat E Mubarakh Pesh Kar Di HeinAap Please Woh parh Len Aur bad Main Koi Aur Nuqta Cheeni Kijye Ga.. Yehaan To ye Ilzaam Bhi lag jata Hei k Aap nain Apnain Pass Se Aiyat Likh Di Hein Ankhein Band Kar K Bohataan Lagaa Diye Wah Wah.... Maire BHai IsiLyein HUm Kehtei hein K Kisi Ko Quran Ko SumjhaniN aur parhnain Se Naa Roko Quran Se Pardaa Uthaa Do us Ko Aam kar do Deakhnaa Kitni Ghalat Fehmi Door Hoti Hei.. Insha'Allah Wa Asslamualikum اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 7 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 کفیل صاحب آپ کا رفع یدین کا چیلنج میں نے مناظرہ سیکشن میں موو کر دیا ہے۔ انشاء اللہ جلد ہی آپ کو وہاں جواب مل جائے گا۔ دو حوالے آپ کو غلام مصطفیٰ بھائی نے دیے۔ آپ نے اُن پر کوئی صحیح جواب نہیں دیا۔ آپ کو دو مزید حوالے میں دے رہا ہوں۔ آپ نے تفاسیر کی بات کی ہے۔ انشاء اللہ تفاسیر سے تو حوالوں کا انبار ہے۔ لیکن اگر وہ سارے پوسٹ کر دیے جائیں تو یقیناً آپ نے پڑھنا نہیں اورنہ ہر ایک آیت و تفسیر کا جواب بھی نہیں دیں گے۔ لہذا ان آیات کا جواب آپ معتبر تفاسیر سے دے دیں۔ اُ سکے بعد ہم حوالے دیں گے تفاسیر سے۔ مَا كَانَ اللَّهُ لِيَذَرَ الْمُؤْمِنِينَ عَلَىٰ مَا أَنْتُمْ عَلَيْهِ حَتَّىٰ يَمِيزَ الْخَبِيثَ مِنَ الطَّيِّبِ ۗ وَمَا كَانَ اللَّهُ لِيُطْلِعَكُمْ عَلَى الْغَيْبِ وَلَٰكِنَّ اللَّهَ يَجْتَبِي مِنْ رُسُلِهِ مَنْ يَشَاءُ ۖ فَآمِنُوا بِاللَّهِ وَرُسُلِهِ ۚ وَإِنْ تُؤْمِنُوا وَتَتَّقُوا فَلَكُمْ أَجْرٌ عَظِيمٌ ﴿آل عمران: ١٧٩﴾ اللہ مسلمانوں کو اس حال پر چھوڑنے کا نہیں جس پر تم ہو (ف۳۵۱) جب تک جدا نہ کردے گندے کو (ف۳۵۲) ستھرے سے (ف۳۵۳) اور اللہ کی شان یہ نہیں کہ اے عام لوگو! تمہیں غیب کا علم دے دے ہاں اللہ چن لیتا ہے اپنے رسولوں سے جسے چاہے (ف۳۵۴) تو ایمان لاؤ اللہ اور اس کے رسولوں پر اور اگر ایمان لاؤ (ف۳۵۵) اور پرہیزگاری کرو تو تمہارے لئے بڑا ثواب ہے، (١٧٩) اور جو بخل کرتے ہیں (ف۳۵۶)۔ وَمَا هُوَ عَلَى الْغَيْبِ بِضَنِينٍ ﴿التكوير: ٢٤﴾۔ اور یہ نبی (صلی اللہ علیہ وسلم) غیب بتانے میں بخیل نہیں۔ اور آپ کی آیات کی پیش کی گئی آیات کا مطلب غلام مصطفی بھائی نے بتا دیا ہے۔ کہ وہاں ذاتی علم غیب کی نفی ہے اور عطائی علم غیب اللہ عزوجل نے اپنے پسندیدہ رسولوں کا عطاء کیا ہے۔ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔