Mutlaashi مراسلہ: 6 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 6 اگست 2008 Us shaksh k baray main kia hukam hay jo k aik apnay aap ko Sahi Aqeeda Sunni (Brailvi) keh ta hay laikin us ki bv badmazhab hay wo shakhs is shahdi ko jaiz samjh ta hay aap mujhay is k baray main fatwa dain Ahl-e-Kitaab say shahdi jaiz hay, kia us ko musalmaan ker k shahdi ki jai ya wo mard or aurat kufar ki halat per rahay or muslman mard or aurat us say shahdi ker lay kia aisa shariat main jaiz hay or Maslak-e-Ahl-e-Sunnat kia keh ta hay Bra-e-Madina mujhay mery in dono sawalaat k jawab main fatwa inayat fer main ain nawazish ho gi Mujhay jald as jald in 2 sawaloon per Fatwa day dain plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mutlaashi مراسلہ: 6 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 6 اگست 2008 Aap log meri baat ko ahmiyat kion nahi day tay main jab bhi koi sawal poch ta hoon ya fatwa maang ta hoon to koi jawab hi nahi day ta aray bhai ager kissi k pass fatwa nahi hay ya koi jawab nahi hay to mujhay bata day takay main kissi or say maloom ker loon اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 7 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 Us shaksh k baray main kia hukam hay jo k aik apnay aap ko Sahi Aqeeda Sunni (Brailvi) keh ta hay laikin us ki bv badmazhab hay wo shakhs is shahdi ko jaiz samjh ta hay aap mujhay is k baray main fatwa dain madina ap ko in fatawa se apnay swal ka jawab mil jayega: Ahl-e-Kitaab say shahdi jaiz hay, kia us ko musalmaan ker k shahdi ki jai ya wo mard or aurat kufar ki halat per rahay or muslman mard or aurat us say shahdi ker lay kia aisa shariat main jaiz hay or Maslak-e-Ahl-e-Sunnat kia keh ta hay wassalam ma'al ikram 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mutlaashi مراسلہ: 7 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 Aap ka bohat bohat shukria aap nay mujhay kafi acchay fatway anayat fermain hain main aaj hi is ka print out nikaal ker us shaksh ko dikha doon ga takay us ka aqeeda or soch sahi ho jai bohat bohat shukria aap ko Allaha is ka behtreen sila day Ameen Sajid Ali (Mutlaashi) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 7 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Raza ka ghulam مراسلہ: 7 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 bahut achche fatwe diye hai aap logoun ne jazakallahukhaira. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mutlaashi مراسلہ: 7 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 Dear main nay aap ka fatwa us shaks ko dikhaya to us nay parha or phir keh nay laga k is fatway main jo hadees hay is k mafhoom main BAD MAZHAB k alfaaz kahan hain, to ab mera yeh kah na hay k wo keh ta hay k mujhay aisi hadees dikhao jis main bazmazhab ka zikar ho to dear mujhay koi aisa fatwa ya hadees dain jis main badmazhab ka naam lay ker hadees ya koi hawala ho main aap k rely ka wait karon ga Sajid Ali (Mutlaashi) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 8 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 8 اگست 2008 wo keh ta hay k mujhay aisi hadees dikhao jis main bazmazhab ka zikar ho to dear mujhay koi aisa fatwa ya hadees dain jis main badmazhab ka naam lay ker hadees ya koi hawala ho main aap k rely ka wait karon ga Sajid Ali (Mutlaashi) ; yei shaks khud badmazhab man raha hai phir kia rah jata hai? aap us say pochain Hadis e Sharif mai Allah azzawajal kay pyaray Rasul alaihisSlam nay kin say dur rahnay ka mashwara dia kaafir say tu insan aisay he dur rahta hai , zara si aqal wala insan bhe samgh sakta hai kay yei Hadis un he loago kay baray mai hai jo bazahir islam ka dawa kartay hai unhee ki muta'allik Nabi pak alaihisSlam nay irshad farmaya jis ka mafhoom hai kay ' Un say nikah na karo , Un kay sath khao peo na , Un kay iyadat pay na jaoo, Un ki Janaza na prho kahee wo tumhain fatnay mai na dal dain kahee wo gumrah na kar dain' Allah azzawajal us bhai ka seena khol day aur Iman ki sacchi tarap ata farmaiay aur badmazhabo say du'r rakkhay hamaisha aamin summa aamin اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Madinah_Madinah مراسلہ: 12 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 12 اگست 2008 thnx 4 sharing fatwas............ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdul Mustafa مراسلہ: 6 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 6 ستمبر 2008 Jazakallah Azzawajal For Sharing This. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Usman.Hussaini مراسلہ: 17 نومبر 2012 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2012 jazak Allah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔